FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RAM TERI GANGA MAILI

Read available RAM TERI GANGA MAILI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Sun Sahiba Sun

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Sun Sahiba Sun

--CHORUS- Sun sahiba sun pyaar ki dhun - 2 --FEMALE-- Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun Sun sun sahiba sun pyaar ki dhun Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun --CHORUS-- Sun sahiba sun pyaar ki dhun --FEMALE-- (Aah, aah) Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah Koi haseena kadam pehle badhaati nahin Majboori dil se na ho to paas aati nahin Ho, majboori dil se na ho to paas aati nahin Khushi mere dil ko had se zyaada hai Tere sang zindagi bitaane ka iraada hai Oh, preet ke yeh dhaage tu bhi sang mere gun Sun sahiba sun pyaar ki dhun Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun --CHORUS-- Sun sahiba sun pyaar ki dhun --FEMALE-- (Aah, aah) Tu jo haan kahe to ban jaaye baat yeh Hote na ishaara to chal doon main saath bhi - 2 Tere liye sahiba naachoongi main gaaoongi Dil mein basa le tera ghar bhi basaaoongi Oh, daal de nigaahon kar de pyaar ka shagun --CHORUS-- Sun sahiba sun pyaar ki dhun --FEMALE-- (Aah, aah) Aah aah, aah aah, aah aah aah aah aah Mera hi khoon-e-jigar dega gawa hi meri Tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri Ho, tere hi haathon likhi shaayad tabaahi meri Dil tujhpe waara hai, jaan tujhpe waaroongi Aaye ke na aaye, tera rasta nihaaroongi Oh, kar le kubul mujhe hoga bada kun Sun sahiba sun pyaar ki dhun Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun --CHORUS-- Sun sahiba sun pyaar ki dhun --FEMALE-- (Aah, aah) Oh sahiba sahiba, oh sahiba sahiba oh Oh, maine tujhe chun liya, tu bhi mujhe chun Sun sahiba sun

Tujhe Bulaaye Yeh Meri Baahen

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Tujhe Bulaaye Yeh Meri Baahen

aa tujhe bulaaye yeh meri baahen na aaisi ganga kahi milegi main tera jeevan main teri kismat ke tujhko mukti yahi milegi mere hi paas tujhe aana hai tere hi saath mujhe jaana hai mere hi paas tujhe aana hai tere hi saath mujhe jaana hai ganga yeh teri hai phir kaisi deri hai aaja re aaja re ab aa bhi jaa tu aa bhi jaa o o o aa bhi jaa pahadiyon ki bulandiyon se kabhi kanaro ki darmiyaan se kabhi nazar se kabhi zubaan se tujhe pukara kaha kaha se tu jiski khoj mein aaya hai woh jisne tujhko bulaya hai tu jiski khoj mein aaya hai woh jisne tujhko bulaya hai parvat ke peechhe hai jharne ke peechhe hai aaja re aaja re ab aa bhi jaa tu aa bhi jaa o o o a bhi jaa kohre ki chaadar lapete hu paani mein khud ko samete hu kohre ki chaadar lapete hu paani mein khud ko samete hu baahon ke ghere mein mann ke basere mein aaja re aaja re ab aa bhi jaa tu aa bhi jaa o o o a bhi jaa suno toh ganga yeh kya sunaye ke mere tatt par woh log aaye jinhone aaise niyam banaye ke praan jaaye par vachan na jaaye vaaden pe tere bharosa hai main jaanti hu tu mera hai vaaden pe tere bharosa hai main jaanti hu tu mera hai jab tak na aayega dil mera gaayega aaja re aaja re (o sahiba)..

Yaara O Yaara Tujhase Mila

Singer: UNKOWN

Lyrics of Yaara O Yaara Tujhase Mila

yaara o yaar tujhase mila mujhe jeene ka ishaara tune meri tehni si hasti ko ubhaara sun meri jaan tujhpe qurbaan meri har saans pe hai tera ehsaan kaise jaayega utaara saaheba ho o o o saaheba tujhsa nahi koi duniya mein pyara tu hi meri manzil tu hi sahara dil ke mehmaan kaha mera maan tere chale jaane se jaane lagi jaan jaldi aana tu dobara saaheba pehan liya maine tere pyar ka gehna - 2 mushkil hai ab tere bin rehna nainon se keh de din raat na behna - 2 preet mein padta hai birha bhi sehna saaheba ho o o o saaheba kal kya hoga kuchh na bachaya saup diya maine roop yeh kunwara dil ke mehmaan kaha mere maan tere chale jaane se jaane lagi jaan jaldi aana tu dobara lage rahe pehre tooti na zanzeeren - 2 kar kar haara main toh sab tadbeere na jaane chahat ki kaisi hai taqdeeren - 2 bichhadti aayi sada ranjho se heere yaara o yaro main saagar tu nadiyan ki dhaara ho ke rahega milan hamara sun meri jaan tujhpe qurbaan meri har saans pe hai tera ehsaan kaise jaayega utaara saaheba ho o o o saaheba tujhsa nahi koi duniya mein pyara tu hi meri manzil tu hi sahara dil ke mehmaan kaha mera maan tere chale jaane se jaane lagi jaan jaldi aana tu dobara saaheba yaara saaheba yaara saaheba
Back to Film List

About RAM TERI GANGA MAILI Songs and Lyrics

Explore the RAM TERI GANGA MAILI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RAM TERI GANGA MAILI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics