FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RED

Read available RED lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aafreen Tera Chehra

Singer: HIMESH RESHAMMIYA

Lyrics of Aafreen Tera Chehra

(aafreen tera chehr aafreen teri aankhen aafreen tera manjar aafreen teri baatein tera pyaar paana hai, chaahe jo ho pyaar yeh nibhaana hai, chahe jo ho tera pyaar paana hai, chaahe jo ho) - 2 teri tammna hai tera basera hai dil ke ashiyane mein masuam ke aane mein masuam ke jaane mein tu har fhasane mein meri rooh talak tu samaayi hai meri ishq yeh gehrayi hai mehsoos karu tujhe har lamha mere ehasaaso pe tu chaayi hai aafreen tera chehra aafreen teri aankhen aafreen tera manjar aafreen teri baatein tera pyaar paana hai, chaahe jo ho pyaar yeh nibhaana hai, chaahe jo ho teri hi armaan hai meri duwayon ki har ajmaish mein teri hi bechaini din raat behti hai saaason ki khwaaish mein betaabi ka woh aalam hai tere dard mein hi chain aata hai tera chain bada bedardi hai woh deke sukun tadpaata hai aafreen tera chehra aafreen teri aankhen aafreen tera manjar aafreen teri baatein tera pyaar paana hai, chaahe jo ho pyaar yeh nibhaana hai, chaahe jo ho chaahe jo ho...

Aamin Aamin Aamin Aamin

Singer: HIMESH RESHAMMIYA

Lyrics of Aamin Aamin Aamin Aamin

aamin aamin aamin aamin - meri khaayish tu, mera sajada tu - 2 tere ishq ko paanvu ai naajani aamin aamin aamin aamin - 2 meri khaayish tu, mera sajadaa tu tere ishq ko paanvu ai naajaneen aamin aamin aamin aamin - 2 tu hi meri yaadon ka taram tu hi meri jaan hain tu hi meri chaahato ki bandish tu hi armaan hain tere bina ek pal na gujare tujhpe dil kurbaan hain meri khaayish tu, mera sajadaa tu tere ishq ko paavu ai naajaneen aamin aamin aamin aamin - 2 bechain dil ki ummidon ka tujhpe hi daaromadaar??? teri kashish tera ishq mere jehnojiyaan pe sawaar mere khayaalon ne raat aur din chaaha tujhe beshumaar meri khaayish tu, mera sajadaa tu tere ishq ko paavu ai naajaneen aamin aamin aamin aamin - 6

Dil Ne Ye Na Jaana, Na Jaana

Singer: HIMESH RESHAMMIYA & HARSHDEEP

Lyrics of Dil Ne Ye Na Jaana, Na Jaana

teri ummid, teri baatei woh lamha lamha katati tere naam se raatein dard se yuun mulaakaat hogi - 2 dil ne ye na jaana nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) teri yaadon ke ghane saayein ye kaise manjar par mujhko hain lekar aayein is tarah ashq ki barsaat hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) teri ummid, teri baatein woh lamha lamha katati tere naam se raatein is tarah bechaingi mere saath hogi dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) dard se yuun mulaakaat hogi - 2 dil ne ye na jaana, (na jaana - 8) na jaana - 4

Ek Tum Hi Bache The Kya

Singer: JAYESH GANDHI

Lyrics of Ek Tum Hi Bache The Kya

bewafaa tere sang wafaa ki umid kar baith kya karein kya karein sanam hum to tumpe hi mar baithe ek tum hi bache the kya duniya mein dil lagaane ke liye - 2 tumne dil ko dhadakaaya, tumne dil ko tadpaaya tumne badi bechaini di, fir bhi tumpe pyaar aaya ek tum hi bache the kya, duniya mein dil lagaane ke liye - 2 (lamha lamha sanam, gujaara hain teri chaahat mein tanaha tanaha raha ye dil, hum jiye tere hasrat mein) - 2 tumne dil ko dhadakaaya, tumne dil ko tadpaaya tumne badi bechaini di, fir bhi tumpe pyaar aaya ek tum hi bache the kya, duniya mein dil lagaane ke liye aafreen aafreen aafreen aafreen afreen tera chehra afreen teri aankhen tera pyaar paana hai, chaahe jo ho (haal kya kar gaya, junoon dil ki bekaraari ka kis kadar chaaya rang ye, ulfaton ki khumaari ka) - 2 tumne dil ko dhadakaaya, tumne dil ko tadpaaya tumne badi bechaini di, fir bhi tumpe pyaar aaya ek tum hi bache the kya, duniya mein dil lagaane ke liye - 2

Loneliness Is Killing Everyone

Singer: HIMESH RESHAMMIYA, AKRITI KAKAR

Lyrics of Loneliness Is Killing Everyone

loneliness is killing everyone - tera mera mera tera dushman, ye akelaapan loneliness is killing everyone (tera mera mera tera dushman, ye akelaapan aaja aaja - 3 mere naal jaaneman loneliness is killing everyone) - 2 iss dard-e-dil se hum aashana bheege bheege dil ke saare armaan nazaron mein tera intjaar hain abb karaar bhi kyun bekaar hain tera mera mera tera dushman, ye akelaapan aaja aaja - 3 mere naal jaaneman loneliness is killing everyone suni suni lagati saari duniya ishq mera kya tere bina chain se na beetein abb ek pal kaayishon mein jaane kyun hain halchal tera mera mera tera dushman, ye akelaapan aaja aaja - 3 mere naal jaaneman loneliness is killing everyone loneliness is killing everyone
Back to Film List

About RED Songs and Lyrics

Explore the RED soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RED.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics