FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from REFUGEE

Read available REFUGEE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Mere humsafar mere humsafar

Singer: SONU NIGAM & ALKA YAGNIK

Lyrics of Mere humsafar mere humsafar

Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas a Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa Humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa Humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa Mere paas aa Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa Hai safar ye hamara naya naya Kisi pal andhera jo ho gaya Hai safar ye hamara naya naya Kisi pal andhera jo ho gaya Kahin kho na jaayein ye reh guzar Mere paas aa mere paas aa Humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa Mere paas aa Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa Zara theharja mere humnawaa Yahan agle mod pe hoga kya Zara theharja mere humnawaa Yahan agle mod pe hoga kya Kise hai pata kise hai khabar Mere paas aa mere paas aa Humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa Mere paas aa Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa Jo gharon ko chhodke hain chale Jo gharon ko chhodke hain chale Unhein kya darayenge faasle Jo gharon ko chhodke hain chale Unhein kya darayenge faasle Humein jaana hai dil ke nagar Mere paas aa mere paas aa Humein saath chalna hai umr bhar mere paas aa mere paas aa Mere paas aa Mere humsafar mere humsafar mere paas aa mere paas aa.

Panchhi Nadiyaan

Singer: SONU NIGAM & ALKA YAGNIK

Lyrics of Panchhi Nadiyaan

Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonk Koi sarhad na inhein roke Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke Jo hum dono panchhi hote Teirte hum is neele gagan mein Pankh pasaare Saari dharti apni hoti Apne hote saare nazaare Khuli fizaaon mein udte Khuli fizaaon mein udte Apne dilon mein hum saara pyaar samokhe Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke Jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota O jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain Lehrein hi lehrein banti hain Hum dono jab milte kuchh aisa hota Sab kehte ye leher leher jo bhi jaaye na koi toke Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke Sarhad insaanon ke liye hai Socho tum aur maine kya paaya Insaan hoke Panchhi nadiyaan pazwan ke jhonke Koi sarhad na inhein roke

Raat Ki Hatheli Par

Singer: UDIT NARAYAN & CHORUS

Lyrics of Raat Ki Hatheli Par

Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata ha Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai Dil dhadak sa jaata hai Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai Tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi Tum kahan se aayi ho kis nagar ko jaaogi Sochta hoon main hairaan Chaand jaisa ye chehra Raat jaisi ye zulfein Hai jagayein sau armaan Ek nasha sa aankhon mein dheere dheere chhaata hai Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai Dil dhadak sa jaata hai Meri is tanhaai mein mere is veerane mein Meri is tanhaai mein mere is veerane mein Rang leke tum aayi Phir bhi sochta hoon main Kya yahan tum sachmuch ho Ya ho sirf parchhaai Khwaab jaisa banta hai aur toot jaata hai Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai Uski naram kirnon ki roshni mein tumko dekhta hoon to dil dhadak sa jaata hai Dil dhadak sa jaata hai Raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai raat ki hatheli par chaand jagmagaata hai

Taal pe jab ye zindagaani chali

Singer: SONU NIGAM & ALKA YAGNIK

Lyrics of Taal pe jab ye zindagaani chali

Taal pe jab ye zindagaani chal Ho taal pe jab ye zindagaani chali Hum hain deewane Hum hain deewane ye kahaani chali ho ho ho.. aa aa aa... Taal pe jab ye zindagaani chali Ho taal pe jab ye zindagaani chali Hum hain deewane ye kahaani chali ho ho ho.. aa aa aa... Teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya Teri nazar ki dhoop hai jisne mujhko roop diya Nikhar gayi hoon sanwar gayi hoon jabse pyaar kiya Sach to ye hai sanam Hai ye tere karam Hosh saara ganwaake deewaani chali Taal pe jab ye zindagaani chali Ho taal pe jab ye zindagaani chali Hum hain deewane ye kahaani chali ho ho ho.. aa aa aa... Sach kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal Sach kehta hoon main jabse thaama hai ye aanchal Meri duniya mein har pal hai jaise koi halchal Sapne sajne lage Saaz bajne lage Badla mausam hava jo suhaani chali Taal pe jab ye zindagaani chali Ho taal pe jab ye zindagaani chali Hum hain deewane ye kahaani chali ho ho ho.. aa aa aa
Back to Film List

About REFUGEE Songs and Lyrics

Explore the REFUGEE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for REFUGEE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics