FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ROK SAKO TO ROK LO

Read available ROK SAKO TO ROK LO lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Haan Mujhe Thaam Le

Singer: ALKA YAGNIK, BABUL SUPRIYO

Lyrics of Haan Mujhe Thaam Le

--FEMALE- Sapnon ka voh jahan le chal mujhe vahan - 2 Teri hi khushboo ho jahan Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne - 2 --MALE-- Sapnon ka voh jahan aaja chale vahan Teri hi khushboo ho jahan Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne - 2 --FEMALE-- Ho rang deewaaron pe titliyon ne bhare Aur saamne aangan pe dhoop jhilmil kare Keh di hai yehi baat rang bhari har subaah shaam ne --MALE-- Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne --FEMALE-- Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne Ta ri ra ra ri ra ri ra, ra ra ra ra ra ra --MALE-- Hm hm hm, eh hey hey, eh hey hey hey hey hey Boondon ki koi toli tujhko chheda kare Jharnon ki meethi boli gaaye sang sang tere Khwaab rimjhim kiye ek tere pyaar ke naam ne --FEMALE-- Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne --MALE-- Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne --FEMALE-- Sapnon ka voh jahan le chal mujhe vahan - 2 --MALE-- Sapnon ka voh jahan aaja chale vahan --FEMALE-- Teri hi khushboo ho jahan --MALE-- Haan tujhe thaam le, main rahoon saamne --FEMALE-- Haan mujhe thaam le, tu rahe saamne --MALE-- Main rahoon saamne --FEMALE-- Tu rahe saamne

Nazron Ka Yarana

Singer: SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Nazron Ka Yarana

--MALE- Hey hey hey hey hey Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana Dil se dil takraana jhoome yeh tan mera mastaana Main to tha bekhabar, milke tujhse magar O rabba haai rabba, o rabba haai rabba O rabba haai rabba, dil gaya Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana Main to tha bekhabar, milke tujhse magar O rabba haai rabba, o rabba haai rabba O rabba haai rabba, dil gaya Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana (Kadmon mein masti ke mausam liye Tum jo mere paas aaye) - 2 --FEMALE-- Khushboo ki sheeshi giri haath se Kaisi mahek khulti jaaye Yeh chaman loot loon --MALE-- Pyaar ke ghoot loon O rabba haai rabba, o rabba haai rabba O rabba haai rabba, dil gaya --BOTH-- Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana Woah woah woah, woah woah woah, woah woah woah --FEMALE-- (Ab tak kahan the mere hamsafar Bolo kahan tum chhupe the) - 2 --MALE-- Hum to teri aarzoo mein sanam Har do kadam pe ruke the Ab mujhe thaam lo --FEMALE-- Bas mera naam lo O rabba haai rabba, o rabba haai rabba O rabba haai rabba, dil gaya --MALE-- Nazron ka yaaraana banaaye mann mera --FEMALE-- Deewaana Dil se dil takraana jhoome yeh tan mera --MALE-- Mastaana Main to tha bekhabar, milke tujhse magar O rabba haai rabba, o rabba haai rabba O rabba haai rabba, dil gaya hey --BOTH-- Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana --MALE-- O rabba haai rabba --CHORUS-- Rabba rabba --MALE-- O rabba haai rabba --CHORUS-- Rabba rabba --MALE-- O rabba haai rabba --CHORUS-- Rabba rabba --MALE-- Dil gaya --CHORUS-- Rabba rabba
Back to Film List

About ROK SAKO TO ROK LO Songs and Lyrics

Explore the ROK SAKO TO ROK LO soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ROK SAKO TO ROK LO.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics