FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RUN

Read available RUN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chain Ho Mere Dil Ka

Singer: ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

Lyrics of Chain Ho Mere Dil Ka

Chain H Chain Ho Mere Dil Ka, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum -2 Labon Pe Labon Pe Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka Mujhko Iqrar Hai, Tumse Hi Pyar Hai -2 Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka Vasta Vasta Vasta , Tujhe Armanon Ka Mere Vasta Rasta Rasta Rasta, Bada Mushkil Hai Chahat Ka Rasta Aisa Ehsas Hai, Aisi Ye Pyas Hai Koi Jaane Nahin, Dard Ye Khaas Hai Aasra Aasra Mere Dil Ka, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka Dilruba Sirf Tum, Sirf Tum Ho-2 Aashiqi Aashiqi Aashiqi, Tere Gham Se Muqammal Hai Aashiqi Dillagi Dillagi Dillagi, Bani Dil Ki Lagi Yaar Dillagi Kah Raha Mera Man, Shabnami Hai Agan Das Rahi Jism Ko, Khushbuon Ki Chubhan Zindagi Zindagi Sirf Tum Ho, Sirf Tum Sirf Tum Sirf Tum Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka Labon Pe Labon Pe Sirf Tum Ho Chain Ho Chain Ho Mere Dil Ka

Dil Mein Jo Baat Hai

Singer: ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

Lyrics of Dil Mein Jo Baat Hai

Dil Mein Jo Baat Hai Kah Doon, Do You Really Feel The Way I Do - Love You O Sanam, Beet Jaaye Na Ye Pal Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal Chal Chal Chal, Chal Chal, Chal Chal Chal, Chal Dil Mein Jo Baat Hai Kah Doon, Do You Really Feel The Way I Do -2 Love You O Sanam, Beet Jaaye Na Ye Pal Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal Chal Chal Chal, Chal Chal, Chal Chal Chal, Chal Tumse Hua Jo Mera Samna, Manzil Mil Gayee Aisa Laga Meri Tanhai Ko, Mahfil Mil Gayee Har Dhadkan Hai Sajee, Tere Khayalon Se Hai Roshan Rom Rom, Tere Ujaalon Se, Tere Ujaalon Se -2 Dil Mein Jo Baat Hai Kah Doon, Do You Really Feel The Way I Do -2 Love You O Sanam, Beet Jaaye Na Ye Pal Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal Chal Chal Chal, Chal Chal, Chal Chal Chal, Chal Dil Mein Jo Baat Hai Kah Doon, Do You Really Feel The Way I Do -2 Love You O Sanam, Beet Jaaye Na Ye Pal Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal Chal Chal Chal, Chal Chal, Chal Chal Chal, Chal Tera Lage Andaaz-E-Bayaan Aashiqana Bada Baithi Rahoon Pahloo Mein Tere Armaan Hai Mera Har Lamha Pyar Ki Karti Rahoon Baatein Shaam Savere Ho Sanam Yun Hi Mulaqatein, Yun Hi Mulaqatein Dil Mein Jo Baat Hai Kah Doon, Do You Really Feel The Way I Do -2 Love You O Sanam, Beet Jaaye Na Ye Pal Chahtein Kahein, Is Pal Ko Jee Le Chal Chal Chal Chal, Chal Chal, Chal Chal Chal, Chal --3

Nahin Hona Nahin Hona

Singer: KUNAL & RICHA SHARMA

Lyrics of Nahin Hona Nahin Hona

Sapnon Ki Rani, Meri Prem Kahan Sun Le Dil Jaani Tu Chahe Kisi Aur Ko Nahin Hona Nahin Hona -3 Mera Sajan Tere Siva Koi Hona Nahin Hona Nahin Hona Nahin Hona -4 Tu Chahe Kisi Aur Ko Kiya ... -4 Tune Hai Paagal Oye Paake Tujhko Soniye Nahin Khona Nahin Khona -2 Mera Sajan Tere Siva... Mahne Thari Yaad Satave -2 Tere Bina Betaab Dil Ye, Nahin Laage Nahin Laage Re Nahin Laage -3 Jud Gaye Khayaal E Ishq Ke Ye Dhaage Ye Dhaage Re Ye Dhaage -3 Chahe Aaj Chahe Kal, Kar De Tu Mukammal Pyar Ka Ye Adhura Pal Kiya -4 Tune Hai Paagal Oye Paake Tujhko Soniye Nahin Khona Nahin Khona -2 Tu Chahe Kisi Aur Ko ... Tere Liye Rab Ab Man Ka Yun Baaje Yun Baaje Re Yun Baaje -3 Jaise Koi Mayur Ban Mein Hai Nache Hai Nache Re Hai Naache -3 Main Bhanvra Main Paagal, Thaam Ke Tera Aanchal Aankhon Se Churaon Kajal Kiya -4 Tune Hai Paagal Oye Paake Tujhko Soniye Nahin Khona Nahin Khona -2 Tu Chahe Kisi Aur Ko... Mera Sajan Tere Siva Koi Hona Nahin Hona...

Tere Aane Se Aaye

Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Lyrics of Tere Aane Se Aaye

Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye - Dil Kaa Qaraar, O Mahbooba Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2 Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara Ek Pal Mein Dil Ka Rishta Judne Laga Dam Bhar Mein Dil Ka Panchhi Udne Laga Yahi Khwahish Hai, Farmaish Hai, Hamein Chaho Tum Ye Guzarish Hai Jo Hai Aashiqi Hamaare Liye, Bane Zindagi Tumhaare Liye Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2 Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara Aisa Hai Kya Tujh Mein Jo, Marte Hain Ham Beinteha Chahat Kyon Karte Hain Ham Ye Na Socha Hai, Ye Na Jaana Hai, Bas Hamne To Yahi Mana Hai Sitaron Mein The, Zamin Pe Sanam Utara Gaya Tumhare Liye Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2 Dil Kaa Qaraar, O Mahbooba Tere Aane Se Aaye, Tere Jaane Se Jaaye -2 Dil Kaa Qaraar, O Mere Yaara
Back to Film List

About RUN Songs and Lyrics

Explore the RUN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RUN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics