FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from RUSTOM SOHRAB

Read available RUSTOM SOHRAB lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ab Der Ho Gayi Valla

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Ab Der Ho Gayi Valla

O ( Ab Der Ho Gayi Valla Tu Chod De Mera Palla ) -2 Phir Milenge Inshaa-Alla Ab Der Ho Gayi Valla Tu Chod De Mera Palla Phir Milenge Inshaa-Alla Ab Der Ho Gayi Valla -2 ( Mujhe Rok Na Zaalim Bedardi Haay Lagti Hai Mujhko Sardi ) -2 Mujh Jaisi Phir Na Paaoge Mar Jaaungi Main Ui Alla Ab Der Ho Gayi Valla Tu Chhod De Mera Palla Ab Der Ho Gayi Valla ( Ayi Jaan-E-Mohabbat Jaane De De Mujhko Ijaazat Jaane De ) -2 Main Tumse Waada Karti Hoon Kal Aaoongi Inshaa-Alla Ab Der Ho Gayi Valla Tu Chod De Mera Palla Ab Der Ho Gayi Valla ( Achha Sarkaar Kudaa-Haafiz Mere Dildaar Kudaa-Haafiz ) -2 Kyon Kafa Ho Gaye Kya Kehane Hain Subhaan-Alla Ab Der Ho Gayi Valla Tu Chod De Mera Palla Ab Der Ho Gayi Valla -2

Aye Dilruba

Singer: SIRAIYYA, NIMMI

Lyrics of Aye Dilruba

aye dilaruba aye dilaruba aye dilaruba nazaren mila kuch to mile gam ka sila aye dilaruba ... ashqon ka ik dariya baha pyaasa tha dil pyaasa raha nazaren milaa, nazaren mila rahane na de koi gila aye dilaruba ...

Maazandaraan Mazandaaran

Singer: TALAT MOHAMMAD

Lyrics of Maazandaraan Mazandaaran

maazandaraan! maazandaraan! - 2 mere vatan! mere jahaan! ai gulsitaan! jannat-nishaan! har phool teraa ik chaman, har shaaKh hai naazuk dulhan ai jaaneman, ai jaaneman sadqe tere.. sadqe tere ye jism-o-jaan maazandaraan! maazandaraan! zarre hain tere yaa guhar, paDti hai shaahoN ki nazar laal-o-jawaahir is qadar, mumkin nahin.. mumkin nahin jinkaa bayaan maazandaraan! maazandaraan! ik husn ki mahfil hai tu, har shauq ki manzil hai tu ham aashiqoN kaa dil hai tu, har lab pe teri daastaan maazandaraan! maazandaraan!

Phir Tumhari Yaad Aayi

Singer: MANNA DE, SAADAT KHAN, RAFI

Lyrics of Phir Tumhari Yaad Aayi

phir tumhaari yaad aayi aye sanam, aye sanam ham na bhoolenge tumhein, allaah kasam allaah qasam, allaah qasam, allaah qasam manna de: haal-e-dil yaar ko likhu kaise haath dil se juda nahi hota kis tarah unko bataayen apna gam, aye sanam ham na bhoolenge tumhein, allaah kasam saadat khaan: tum mere dil mein, meri aankhon mein ho tum mere khwabon, meri aahon mein ho door rehakar bhi juda honge na ham, aye sanam ham na bhoolenge tumhein, allaah kasam rafi: jabse dekhi surat unki, ham shama jalaana bhool gaye ruksaar ki surkhi kya kahiye, phoolon ka fasaana bhool gaye bas itni kahaani hai apni, jab aankh mili behosh hue daaman se hawa tum kar na sake, ham hosh mein aana bhool gaye kitne pyare hain mohabbat ke sitam, aye sanam kya lutf aa raha tha - 3, dilbar ki dillagi se nazarein bhi thi mujhi par, parda bhi tha mujhi se kya haseen tasveer thee, allaah kasam, aye sanam ham na bhoolenge tumhein, allaah kasam allaah kasam, allaah kasam, allaah kasam

Ye Kaisi Ajab Daastaan Ho Gayi Hai

Singer: SURAIYYA

Lyrics of Ye Kaisi Ajab Daastaan Ho Gayi Hai

(ye kaisi ajab daastaan ho gayi ha chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai) - 2 ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ye dil kaa dhadakanaa, ye nazaron kaa jhukanaa jigar mein jalan si ye saanson kaa rukanaa kudaa jaane kyaa daastaan ho gayi hai chhupaate chhupaate bayaan ho gayi hai ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai bujhaa do bujhaa do, bujhaa do sitaaron ki shamme bujhaa do chhupaa do chhupaa do, chhupaa do haseen chaand ko bhi chhupaa do yahaan raushani mahamaan ho gayi hai aa aa aa aa, ye kaisi ajab daastaan ho gayi hai ilaahi ye tuufaan hai kis balaa kaa ki haathon se chhutaa hai daaman hayaa kaa kudaa ki qasam aaj dil kah rahaa hai - 2 ki lut jaaun main naam lekar vafaa kaa tamannaa tadap kar javaan ho gayi hai aa aa aa aa, ye kaisi ajab
Back to Film List

About RUSTOM SOHRAB Songs and Lyrics

Explore the RUSTOM SOHRAB soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for RUSTOM SOHRAB.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics