FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SAATHI (2005)

Read available SAATHI (2005) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kehta Hain Dil

Singer: GAURI KARNI, SHAAN

Lyrics of Kehta Hain Dil

Kehta hai dil sun ea sana Ho jaayenge deewane hum Achha nahi deewanapan Achhi nahi dil ki lagan Teri issi adaa pe hum mar gaye Pagal ho kya kar gaye Kehta hai dil sun ea sanam Ho jaayenge deewane hum Nazrein mila kar kabhi pyaar mein Nazrein churaana nahi Dil mein hi tum rehna sanam Ab door jaana nahi Nazrein mila kar kabhi pyaar mein Nazrein churaana nahi Dil mein hi tum rehna sanam Ab door jaana nahi Tu kahe to jaan bhi de doonga main is pyaar mein Teri issi adaa pe hum mar gaye Pagal ho kya kar gaye Kehta hai dil sun ea sanam Ho jaayenge deewane hum Duniya ka darr hai na parwa koyi Tum jo mere saath ho Toote yeh dil phir se kabhi Aisi na kuch baat ho Duniya ka darr hai na parwa koyi Tum jo mere saath ho Toote yeh dil phir se kabhi Aisi na kuch baat ho Bhool kar jis din tumhe jeena para mar jaoongi Teri issi adaa pe hum mar gaye Pagal ho kya kar gaye Kehta hai dil sun ea sanam Ho jaayenge deewane hum Achha nahi deewanapan Achhi nahi dil ki lagan Teri issi adaa pe hum mar gaye Pagal ho kya kar gaye Kehta hai dil sun ea sanam Ho jaayenge deewane hum Posted By : Mastani Laila

Kitna Akela Tha Dil

Singer: PRIYA BHATTACHARYA, UDIT NARAYAN

Lyrics of Kitna Akela Tha Dil

Kitna akela tha dil, kitne akele the hu Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Badal gayi yeh zindagi tum jo mile ea sanam Tum jo mile ea sanam Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Badal gayi yeh zindagi tum jo mile ea sanam Tum jo mile ea sanam Kitna akela tha dil, kitne akele the hum La la la la la la� Jeena marna tumhaare liye Tumse ikraar karta hoon main Koyi karta nahi is tarah Jis tarah pyaar karta hoon main Jaagoon mein raaton mein Teri in baaton mein Doob kar aaj phir Ho gaye aankh nam Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Bewafaayi se lagta hai darr Aisa hone na paaye kabhi Dil to jaan le lo tum jaan bhi Par yeh khone na paaye kabhi Pyaar ki raah par Chal pare humsafar Ab judaa honge na Chaahe le lo kasam Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Badal gayi yeh zindagi tum jo mile ea sanam Tum jo mile ea sanam Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Kitna akela tha dil, kitne akele the hum Kitne akele the hum Kitne akele the hum Posted By : Mastani Laila

Tumko Ham Is Kadar Pyar Karne Lage

Singer: KUMAR SANU, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Tumko Ham Is Kadar Pyar Karne Lage

Tumko hum is kadar pyaar karne lag Haan, tumko hum is kadar pyaar karne lage Bas tumhaare liye jeene marne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Bas tumhaare liye jeene marne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Na jaane is pyaar mein kaisa jadoo hai Tum ho mere saamne dil beqaabu hai Na jaane is pyaar mein kaisa jadoo hai Tum ho mere saamne dil beqaabu hai Kuch tum bhi ho behke se Kuch hum bhi hain behke se Madhosh banaate hain yeh pal jo hain mehke se Haste huwe pyaar mein din guzarne lage Haste huwe pyaar mein din guzarne lage Bas tumhaare liye jeene marne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Tumko paa kar is duniya ko paaya hai Ab lagta hai jeena humko aaya hai Tumko paa kar is duniya ko paaya hai Ab lagta hai jeena humko aaya hai Yeh pyaar hai pagalpan yeh pyaar to hona tha Chaahat ki bahaaron mein is dil ko to khona tha Ab to hum raat din aahe bharne lage Bas tumhaare liye jeena marne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Bas tumhaare liye jeene marne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Bas tumhaare liye jeene marne lage Tumko hum is kadar pyaar karne lage Posted By : Mastani Laila

Tumse Dil Kya Laga Liya - 2

Singer: ROOP KUMAR RATHORE, SANJEEV, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Tumse Dil Kya Laga Liya - 2

Tumse dil kya laga liya humn Tumse dil kya laga liya humne Khud ko pagal bana liya humne Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Khud ko pagal bana liya humne Tumse dil kya laga liya humne Aaj honthon pe tham gayi aahein Aaj aakhon mein khwaab jalte hain Kal jahaan pyaar mehka mehka tha Aaj us dil mein zakhm palte hain Dard seh seh ke muskuraate hain Dard seh seh ke muskuraate hain Aansuon ko chhupa liya humne Tumse dil kya laga liya humne Uljhi uljhi si zindagi le kar Hum yeh kis mor par chale aaye Bewafa tum nahi chalo maano Tum bhi hum ko samajh nahi paaye Jo bhi ilzaam is jahaan ne diya Jo bhi ilzaam is jahaan ne diya Haste haste utha liya humne Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Tumse dil kya laga liya humne Khud ko pagal bana liya humne Posted By : Mastani Laila

Yeh Chehra Yeh Rangat

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Yeh Chehra Yeh Rangat

Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaan Main is dil pe likh doonga teri kahaani Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Main is dil pe likh doonga teri kahaani Tu meri ho jaa, aa mujh mein kho jaa Tu meri ho jaa, aa mujh mein kho jaa Tera saath jo mil jaaye to mehke yeh zindegaani Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Main is dil pe likh doonga teri kahaani Tu meri ho jaa, aa mujh mein kho jaa Tera saath jo mil jaaye to mehke yeh zindegaani Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Yeh jalwe, yeh shogein, yeh mehka huwa roop tera Tujhe apna banaane ka ab to iraada hai mera Yeh jalwe, yeh shogein, yeh mehka huwa roop tera Tujhe apna banaane ka ab to iraada hai mera Yeh nakhre tere hain dushman mere Hai dushman mere arre nakhre tere Hai sar se leke pair tak lagti hai tu suhaani Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Main is dil pe likh doonga teri kahaani Tu meri ho jaa, aa mujh mein kho jaa Tera saath jo mil jaaye to mehke yeh zindegaani Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Nazar mein basa hai yeh chehra tera jaan-e-jaana Tujhe dekha to dil ne kaha main huwa hoon deewana Nazar mein basa hai yeh chehra tera jaan-e-jaana Tujhe dekha to dil ne kaha main huwa hoon deewana Kyun jaane na tu yeh jaane na tu Kyun maane na tu yeh jaane na tu Tere issi andaaz pe duniya huwi deewana Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Main is dil pe likh doonga teri kahaani Tu meri ho jaa, aa mujh mein kho jaa Tera saath jo mil jaaye to mehke yeh zindegaani Yeh chehra yeh rangat yeh chanchal jawaani Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About SAATHI (2005) Songs and Lyrics

Explore the SAATHI (2005) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SAATHI (2005).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics