FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SALAAM-E-ISHQ

Read available SALAAM-E-ISHQ lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Kya Kare (Salaam-E-Ishq)

Singer: ADNAN SAMI

Lyrics of Dil Kya Kare (Salaam-E-Ishq)

silli silli tapti raaton mei jalton hoon mein barsaton mein dooba dooba har pal yaadon mein dil kya kare apney mein hi khoya rehta hoon kehna hai kuch kuch kehta hoon pain ajab sa sehta hoon dil kya kare ho... aankhon aankhon mein ho... baaton baton mein ho... le gaya koi ho... de gaya koi salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq din bhar kuch miss karta hoon jaane kaise khwaahish karta hoon bheed mein tanha rehta hoon dil kya kare bhool gaya main din saal mahina january mein bhi aaye pasina aata hai aaraam kahin na dil kya kare ho...aankhon aankhon mein ho... baaton baton mein ho... le gaya koi hoooo ho... de gaya koi salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq ho ..main jo baithoon toh baitha rahoon der tak chal padoon toh mein chalta rahoon door tak ho... chaayi bekaraari udd gaye totey hanss deta hoon rotey rotey memory mein koi jaagtey sotey dil kya kare ho... aankhon aankhon mein ho... baaton baton mein hooo ho... le gaya koi ho... de gaya koi salaam-e- ishq ishq ishq salaam-e-ishq hoo...raaastey bhool jata hoon mein kyon bhalla bewajaah gungunaata hoon mein kyon bhalla nikloon mein phati jeans phenke shirt ke na hosh button ke bajjte hain sab sur dhadkan ke dil kya kare ho... aankhon aankhon mein ho... baaton baton mein ho... le gaya koi h... de gaya koi salaam-e- ishq ishq ishq salaam-e-ishq ho... aankhon aankhon mein hooo ho... baaton baton mein ho... le gaya koi h... de gaya koi salaam-e-ishq...

Tenu Leke

Singer: SONU NIGAM, MAHALAXMI IYER

Lyrics of Tenu Leke

Baalika Tumhare Sapno Ka Raajkumar, Aa Raha Ha Varmala Doli Baarat Sajake Dulha, Cha Raha Hai Shubhmangal Savadhan Hey Ya... Hey Ya... (Hey Ya Heeriye Sehra Baandh Ke Main Toh Aaya Re Hey Ya Doli Baarat Bhi Saath Mein Main Toh Laaya Re) - 2 Ab Toh No Hota Hai Ek Roz Intezaar Soni Aaj Nahi Toh Kal Hai Tujhko Toh Bas Meri Honi Re Tenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javanga - 2 Hey Ya... Hey Ya... Aa Keh De Zamane Se, Tu Mere Ishq Ki Hai Daastaan Hey Ya... Hey Ya... O Jaaniya Keh De Bahaane Se Main Tera Jism Hoon, Tu Meri Jaan Kuch Na Chupa Mushkilon Se Milta Hai Aisa Sona Pyar Soni Cheez Tere Jaisi Na Mujhko Na Mujhko Khoni Re Tenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javana - 2 Jaan Aise Na Tadpa Ke Dekh Le Madhbhare Andaaz Se Hey Ya... Hey Ya... O Jaan Tu Awaaz Ko Apni Aa Mila Ab Meri Awaaz Se Are Haan Keh De Haan Kar Diya Hai Tune Mujhko Yun Bekaraar Maahi Keh Diya Duniya Se Main Teri Main Teri Ho Gayi Re Tere Naal Mein Aavaangi, Sasooral Mein Jaavaangi Hey Tenu Leke Main Javanga, Dil Deke Main Javanga Hey Ya... Hey Ya...

Ya Rabba

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Ya Rabba

pyaar hai ya saja, aai mere dil bat tootata kyon nahi dard ka silsila is pyaar mein hon kaise kaise imntihaan ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar pyaar hai ya saja, aai mere dil bata tootata kyon nahi dard ka silsila kaisa hai safar wafa ki manjil ka na hai koi hal dilon ki mushkil ka dhadkan dhadkan bikhri ranjishein saansein saansein tooti bandishein kahi to har lamha honton pe fariyaad hai kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar koi na sune sisakati aanhon ko koi na dhare tadapati baahon ko aadhi aadhi puri khwaishein tooti footi sab farmaaishein kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai kahin jeet mein bhi shamil palpal haar hain ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho ya rabba de de koi jaan bhi agar dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar ho o o pyaar hai ya saja, aai mere dil bata tootata kyon nahi dard ka silsila ho o o o ho o o o na poocho dard bandon se hansi kaisi khushi kaisi musibat sar pe rehati hain kabhi kaisi kabhi kaisi ho o o o... rabba, rabba ho o o ho rabba ho o o, ho o ho rabba
Back to Film List

About SALAAM-E-ISHQ Songs and Lyrics

Explore the SALAAM-E-ISHQ soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SALAAM-E-ISHQ.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics