FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SANAM TERI KASAM

Read available SANAM TERI KASAM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jaane Jaa O Meri Jaane Jaa

Singer: ASHA BHOSLE, R. D. BURMAN

Lyrics of Jaane Jaa O Meri Jaane Jaa

jaan-e-jaan o meri jaan-e-jaan - la la la lala lala ... nisha .. nisha.. aa ha ha haaha ha... (jaan-e-jaan o meri jaan-e-jaan ho jaan-e-jaan o jaan-e-jaan ho milenge do deewane banenge phir afasane karega apana charcha yeh jahaan dhin dhinak dhin ... nisha ...) - 2 (abhi talak main pyar ki raahon se thi anjaani tune kiya hai jaadu aaisa ho gayi main deewani) - 2 jaan-e-jaan o jaan-e-jaan idhar bhi aag lagi hai udhar bhi aag lagi chahe laakh bujha do woh dhuan dhin dhinak dhin ... nisha ... nisha.. aa ha ha haaha ha... (kaha tha ek din tadpegi tu jitna tadpaayegi mujhe khabar na thi aaisi haalat ho jayegi jaan-e-jaan o jaan-e-jaan) - 2 dil mein le angdaai pyar ki masti chhai aaise mein tu ho ja meharbaan dhin dhinak dhin ... nisha ... jaan-e-jaan o jaan-e-jaan - 2 ho milenge do deewane banenge phir afasane karega apana charcha yeh jahaan dhin dhinak dhin ... nisha ...

Sanam Teri Kasam

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Sanam Teri Kasam

Kitne bhi tu kar le sitam, has haske sahenge hum - Yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam Ho, sanam teri kasam, sanam teri kasam Kitne bhi tu kar le sitam, has haske sahenge hum Yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam Ho, sanam teri kasam, sanam teri kasam (Jitna tadpaayegi mujhko, utna hi tadpegi tu bhi Jo aaj hai aarzoo meri voh kal teri aarzoo hogi) - 2 Yeh jhooth nahin sach hai sanam, sanam teri kasam Ho, sanam teri kasam, sanam teri kasam Nafrat se dekhna pehle andaaz pyaar ka hai yeh Kuch hai aankhon ka rishta, gussa ikraar ka hai yeh Bada pyaara hai tera zulam, sanam teri kasam Ho, sanam teri kasam, sanam teri kasam Kitne bhi tu kar le sitam, has haske sahenge hum - 2 Yeh pyaar na hoga kam sanam teri kasam Ho, sanam teri kasam, sanam teri kasam

Sheeshe Ke Gharon Mein

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Sheeshe Ke Gharon Mein

(sheeshe ke gharon mein dekho toh pathhar dilwale baste hai jo pyaar ko khel samajhate hain aur tod ke dil ko hanste hain)-2 sheeshe ke gharon mein dekho toh pathaar dilwale baste hain (kabhi jaan pe khel ke bhi jag mein kasamon nibhayaa jaata tha)-2 jab vaade bhulane se pehle khud ko hi bulayaa jaata tha ab kasamein kitni jhuthi hai aur vaade kitane kacche hain jo pyaar ko khel samajhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho toh pathhar dilwale baste hain (aji pyaar sauda dilo ka hai jo ye vyopari kya jaane)-2 ye pyaar to apani pooja hai daulat ke pujari kya jaane apani har baat chhupate hai deewano ke phitare kacche hai jo pyaar ko khel samajhate hain aur tod ke dil ko hanste hain sheeshe ke gharon mein dekho toh pathhar dilwale baste hain
Back to Film List

About SANAM TERI KASAM Songs and Lyrics

Explore the SANAM TERI KASAM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SANAM TERI KASAM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics