FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SAPNON KA SAUDAGAR

Read available SAPNON KA SAUDAGAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Maar Dungi Chakku

Singer: SHARDA

Lyrics of Maar Dungi Chakku

duur khada dil na jala mudd ke idhar dekh jara - dilwale aaja - 4 meri baahon mein sanama dheere dheere pyar bhari rahaon mein sanam jhoomti bahaaren hai nigaahon mein sanam maar dungi chakku sabki ada se takrane wale pehle tu aankhen humse mila le hum bhi hai pyare jag se nirale haai jag se nirale duur khada dil na jala mudd ke idhar dekh jara - 2 dilwale aaja - 4 meri baahon mein sanama dheere dheere pyar bhari raahon mein sanam jhoomti bahaaren hai nigaahon mein sanam maar dungi chakku kab tak rahega dil ko sambhale kar de isse tu mere hawale aaisa na ho ke koi chura le haai koi chura le duur khada dil na jala mudd ke idhar dekh jara - 2 dilwale aaja - 4 meri baahon mein sanama dheere dheere pyar bhari rahaon mein sanam jhoomti bahaaren hai nigaahon mein sanam maar dungi chakku hothon ki laali aankhon ki masti jinke liye hai duniya tarasti kar di hai maine dono hi sasti haai dono hi sasti duur khada dil na jala mudd ke idhar dekh jara - 2 dilwale aaja - 4 meri baahon mein sanama dheere dheere pyar bhari rahaon mein sanam jhoomti bahaaren hai nigaahon mein sanam maar dungi chakku

Seekha Nahi Sabak

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Seekha Nahi Sabak

seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar k seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka aa dil ki pustak main tujhko padhaaun aa dil ki pustak main tujhko padhaaun chahat ke dastur tujhko sikhaaun chahat ke dastur tujhko sikhaaun phir aayega na mausam bahaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka saari umar tune yu hi gujari saari umar tune yu hi gujari duniya mein aakar raha tu anadi duniya mein aakar raha tu anadi ab lele mazaa jeet haar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka ek ek dohe mein ek ek gyarah ek ek dohe mein ek ek gyarah ulfat mein hai ek rasta hamara ulfat mein hai ek rasta hamara yeh khel hai toh bas aaitbaar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka seekha nahi sabak tune pyar ka tu jaane kya mazaa intezaar ka

Tum Pyar Se Dekho

Singer: MUKESH, SHARDA

Lyrics of Tum Pyar Se Dekho

mu : tum pyaar se dekho ham pyaar se dekhen jeevan ke andhere mein bikhar jaaye ujaala sha : tum pyaar se dekho ... mu : ham tum par jo bhaari the vo din beet gae hain matavaali dagar pe jo mile meet nae hain sha : kushiyon ki lahar aur chaand jod gai hai ham pyaar karane vaalon ki duniya hi nai hai -2 mu : tum pyaar se dekho sha : ham pyaar se dekhen do : jeevan ke andhere ... ko : tum pyaar se dekho ... mu : phir aaj dhadakata hua dil bol raha hai phir se kaheen ud jaane ko par khol raha hai sha : nagari javaan aramaanon ki ye premanagar hai har dil uchhal raha hai mohabbat ka asar hai mu : tum pyaar se dekho sha : ham pyaar se dekhen do : jeevan ke andhere ... ko : tum pyaar se dekho ...
Back to Film List

About SAPNON KA SAUDAGAR Songs and Lyrics

Explore the SAPNON KA SAUDAGAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SAPNON KA SAUDAGAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics