FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SHAHENSHAH

Read available SHAHENSHAH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Andheri Raaton Mein Sunsaan Raahon Par

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Andheri Raaton Mein Sunsaan Raahon Par

(Andheri raaton mein sunsaan rahon par - Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain) - 2 Andheri raaton mein sunsaan rahon par Jaise nikalta hai teer kamaan se - 2 Dekho ye chala wo nikla wo shaan se Uske hi kisse sabki jubaan pe wo baat hai usaki baaton mein Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain Andheri raaton mein sunsaan rahon par Aise bahaddur dekhe hain thode - 2 zulmon sitam ki zanjeeren tode Pichhe pade to pichha na chhode Bada zor hai usake haathon mein Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain Andheri raaton mein sunsaan rahon par Shehar ki galiyon mein wo phirta hai - 2 Dosto se dost bankar milta hai Dushmanon ke sar pe aaise girta hai jaise bijli gire barsaaton mein Andheri raaton mein sunsaan rahon par - 2 Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain Andheri raaton mein sunsaan rahon par

Hoga Thanedar Tu

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Hoga Thanedar Tu

Are (hoga thanedar tu) - 2 mera hai dildaar t Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna (Main nahi darna) - 3 o ja ja (main nahi darna) - 3 Are (hogi pakitmar tu) - 2 choron ki sardar tu Apane saare teer chalaale nazaron wale daraale karale jo hai karna Main nahi marna - 3 oy main nahi marna - 3 Tere jaise mere aage pichhe firate hain aisa kya Tere jaise mere aage pichhe firate hain Kitano ke dil bas waise pe girte hain (Kaise mitti) - 3 gagan chumegi Tu ladki deewani itna bhi na jaani - 2 Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna (Main nahi darna) - 3 o ja ja (main nahi darna) - 3 Chhod mujhe dhund koi aur dilwala - 2 Teri chaabi se na khulega ye tala (Phir bhi mera) - 3 sajan tu banega Ye dekhenge sare ruk ja do din pyaare - 2 Arey apane saare teer chalaale nazaron wale daraale karale jo hai karna Main nahi marna - 3 oy main nahi marna - 3 Chaahe to laga de tu mujhe hatkadiya - 2 Hatkadiya banegi shehad ki ladiya Tera mera mera tera tera mera milan kaise hoga Tu pital main sona mushkil hai ye hona - 2 Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna (Main nahi darna) - 3 o ja ja (main nahi darna) - 3 Hoga thanedar tu mera hai dildar tu Vardi ka tu rob jamaale topiwale daraale karle jo hai karna (Main nahi darna) - 3 oy (main nahi marna) - 3 Main nahi darna main nahi marna - 2

Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai

Singer: LATA MANGESHKAR, MOHD RAFI

Lyrics of Jaane Do Jaane Do Mujhe Jaana Hai

Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana ha Aaj kisise mulaakaat hai meri Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo Meri jaan hai wo Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai Aaj kisise mulaakaat hai meri Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo Meri jaan hai wo Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai Baag mein wo mera intezaar karega khat uska aaya hai mujhe usne bulaaya hai Mere siva tu kisika naam nahi lena aaisi bewafaai se tu kaam nahi lena Tu use chahe mujhe hairangi hain main tujhe chaahu teri deewaangi hain Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai Aaj kisise mulaakaat hai meri Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo Meri jaan hai wo Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai Jab hum milte hai phool khilte hain taaron ki chhaon mein sapanon ke gaon mein Aisa kya hai usmein jo mujh mein nahi hain kya wo naujawaan mujhase bhi hasi hai Tu kaha woh kaha hairangi hai teri mohabbat deewaanagi hai Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai Aaj kisise mulaakaat hai meri Kaun hai wo bolo kaun hai wo bolo bolo kaun hai wo Meri jaan hai wo Jaane do jaane do mujhe jaana hai are waada jo kiya hai wo nibhaana hai Achha chal main tere saath chalta hoon dekhu to yaar ko tere dildaar ko Seene mein ye gum ka pahaad phat jaayega dekhega use to tu jal phat jaayega Gussa nahi ye deewaanagi hai tu saath aaye hairaangi hai Aane de aane de mujhe aana hai na na jaane do jaane do mujhe jaana hai - 2
Back to Film List

About SHAHENSHAH Songs and Lyrics

Explore the SHAHENSHAH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SHAHENSHAH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics