FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SHOR

Read available SHOR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jeevan Chalne Ka Naam

Singer: MANNA DEY, MAHENDRA KAPOOR

Lyrics of Jeevan Chalne Ka Naam

(jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - ke rasta kat jaayega mitra ke baadal chhat jaayega mitra ke dukh se rukna na mitra ke ek pal rukna na mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2) - 2 jo jeevan se haar maanta uski ho gayi chhuti naak chadhakar kahe zindagi teri meri ho gayi kutti) - 2 ke rootha yaar mana mitra ke yaar ko yaar bana mitra na khud se raho khafa mitra khud hi se khuda bana mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2 ujali ujali bhor sunaati tuutle tuutle bol - 2 andhakaar mein suraj baitha apani gathadi khol ke usse aankh lada mitra samay se haath mila mitra ke ho jaa kiran kiran mitra ke chalta rahe chalan mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2 ke chali shaam ke rang mahal mein tapati hui dopahari mili gagan se saanjh ki laali - 2 lekar roop sunahari ke raat bikhar jaayegi mitra ke baat nikhar jaayegi mitra ke suraj chhadh jaayega mitra kaafila badh jaayega mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2 (himmat apana deen dharam hai himmat hai imaan himmat allah himmat waahguru himmat hai bhagwaan) - 2 ke ispe marta jaa mitra ke sajda karta jaa mitra ke sheesh jhukata chal mitra ke jag par chhata jaa mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 2 ke rasta kat jaayega mitra ke baadal chhat jaayega mitra ke dukh se rukna na mitra ke ek pal rukna na mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam - 4

Shehnaai Baje Na Baje

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Shehnaai Baje Na Baje

aah hm hmm. gagan ka tota re takraye takrakar dono muskaaye aah hm hmm.. chaand ne sun li unki baat jaa baitha baadal ke paas aah hm hmm.. sun baadal ne li angdaai bund bund mein baat phailaai gagan ki baat dharti pe aai kali ne sun li suni sunaai kali ne phool ko bhed bataya aah hm hmm.. phool ne bulbul ko samjhaya bulbul ne bhanvra bulaya maine rok ke usse sunaya sunaya sunaya banke dulhaniya aaj chali hu main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje - 3 banke dulhaniya aaj chali hu main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje - 3 (na koi mujhko kajara daale na koi maang sawaare) - 2 na chahu main ??? na dhol na taaren na koi meri raahen roke na koi mujhe roke banke dulhaniya aaj chali hu main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje - 3 aah hmm hmm.. (munda mane na mane ghodi saje na saje) - 2 ho doli uthe na uthe mehandi lage na lage na main chahu bindiya shindiya na main taare shaare kal tak gusse tujhse ho gayi jaan se pyare banke dulhaniya aaj chali hu main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje - 3 banke dulhaniya aaj chali hu main saajan ke dwaare shehnaai baje na baje - 3
Back to Film List

About SHOR Songs and Lyrics

Explore the SHOR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SHOR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics