FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SHREE 420

Read available SHREE 420 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil ka haal sune dil waala

Singer: MANNA DEY

Lyrics of Dil ka haal sune dil waala

Dil ka haal sune dil waal Seedhi si baat na mirch masaala Kehke rahega kehne waala Dil ka haal sune dil waala Chhote se ghar mein gareeb ka beta Main bhi hu maan ke naseeb ka beta - 2 Ranj-o-gham bachpan ke saathi Aandhiyo mein jali jeewan baati Bhukh ne hain bade pyaar se paala Dil ka haal sune dil waala (Haay karu kya surat aisi, Gaanthhke poore chor ke jaisi) - 2 Chalta phirta jaanke ek din, Bina dekhe pehchaan ke ek din Baandhke le gaya pulis waala Dil ka haal sune dil waala Budhhe daaroga ne chashme se dekha -2 Aage se dekha peechhe se dekha, Upar se dekha neeche se dekha Bola ye kya kar baithhe ghotaala, Haay ye kya kar baithhe ghotaala Ye to hai thaanedaar ka saala Dil ka haal sune dil waala Gham se abhi azaad nahi main Khush magar aabaad nahi main -2 Manzil mere paas khadi hai, Paau mein lekin bedi padi hai Taanga deta hai daulat waala, Dil ka haal sune dil waala Sun lo magar ye kisi se na kehna Tinke ka leke sahaara na behna -2 Bin mausammal haar na gaana, Aadhi raat ko machchil laana Varna pakad lega pulis waala Dil ka haal sune dil waala

Ichak Dana Beechak Dana

Singer: LATA MANGESHKAR, MUKESH

Lyrics of Ichak Dana Beechak Dana

Lata: Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dan Kids: (repeat) Lata: Chhajje upar ladki naache laka hai deewana, ichak dana Kids: (repeat) Lata: Bolo kya? Kids: Pranam(?) Ichak dana beechak dana daane upar dana ichak dana Lata: Chhoti si chokri laalbayi naam hai Kids: (repeat) Pehne woh ghaghra ek paisa daam hai Kids: (repeat) Lata: O, o o o o a a a a Munh mein sabke aag lagaaye aata hai rulaana, ichak dana Kids: (repeat) Lata: Bolo kya? Kids: Michree!!, Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana Lata: Hari thi man bhari thi laakh moti jadi thi Kids: (repeat) Lata: Raja ji ke baag mein dushaala odhe khadi thi Kids: (repeat) Lata: O, o o o o a a a a Kachche-pakke baal hain uske mukhda hai suhana, ichak dana Kids: (repeat) Lata: Bolo kya? Bolo bolo Raaj: Buddhee Kids: Bhutta!!, Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana Lata: Ek janwar aisa jiske doom par paisa Kids: (repeat) Lata: Sar pe hai taaj bhi baadshah ke jaisa Kids: (repeat) Lata: O, o o o o a a a a Baadal dekhe chham-chham naache albela mastaana, ichak dana Kids: (repeat) Lata: Bolo kya? Bolo na Kids: Mor.., Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana Lata: Chhajje upar ladki naache laka hai deewana, ichak dana Kids: (repeat) Mukesh: Ichak dana beechak dana daane upar dana, ichak dana -2 Chaale woh chalkar dil mein samaaya Aap hi gaya woh kiya hai safaaya Tum bhi dekho bachkar rehna chakkar mein na aana, ichak dana -2 Raaj, Kids: Bolo kya? Lata: Ghum? Raaj: Huh!, hum..

O Jaanewale Mud Ke Zara Dekhte Jaana

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of O Jaanewale Mud Ke Zara Dekhte Jaana

tumhe kasam hai mere dil ko yu na tadpaaa yeh iltejaa hai ke mud mud ke dekhte jaao (o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana ) -2 dil tod ke toh chal diye mujhko na bhulana zara dekhte jaana (fariyaad kar rahi hai khaamosh nigaahe khamosh nigaahe) - 2 aankhon ki tarah aankh se mujhko na girana zara dekhte jaana o jaanewale mud ke zara dekhte jaana zara dekhte jaana

Pyaar Hua Ikraar Hua

Singer: MANNA DEY AND LATA MANGESHKAR

Lyrics of Pyaar Hua Ikraar Hua

--MALE- (Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil) - 2 --FEMALE-- (Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil) - 2 --MALE-- Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil --FEMALE-- Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil --MALE-- Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil --FEMALE-- (Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa) --MALE-- Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi --FEMALE-- Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi Pyaar jo toota, saath jo chhoota --BOTH-- Chaand na chamkega kabhi --MALE-- Aa ha ha, aa ha ha Aa aa aa, aa aa aa --FEMALE-- (Aa ha ha, aa ha ha Aa aa aa, aa aa aa) --MALE-- Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil --FEMALE-- Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil --MALE-- Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil --FEMALE-- (Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa) Raatein dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan --MALE-- Geet hamaare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaan --FEMALE-- Main na rahoongi, tum na rahoge Phir bhi rahengi nishaaniyaan --BOTH-- Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil (Kehta hai dil rasta mushkil Maaloom nahin hai kahan manzil) - 2 --MALE-- Pyaar hua, ikraar hua hai Pyaar se phir kyoon darrta hai dil --FEMALE-- (Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)

Shaam Gayi Raat Aayi

Singer: LATA MANGESHKAR, CHORUS

Lyrics of Shaam Gayi Raat Aayi

shaam gayi raat aayi ke balam aaja - taaron ki baraat aayi ke balam aaja - 2 o balam aaka ab toh sanam aaja - 2 shaam gayi raat aayi ke balam aaja raat aur din ke milan ki ghadi mein thandi thandi saawani ki chhadi mein do dilon ne jo baandhe the bandhan unmein khoyi khadi main khadi main yaad mulaakat aayi ke balam aaja - 2 o balam aaka ab toh sanam aaja - 2 shaam gayi raat aayi ke balam aaja meechu aankhein toh teri suratiya cham cham chamken jaise bijuriya pyar bhar tere naino ke rang mein - 2 bheege mann ki chunariya chunariya jaise barsaat aayi ke balam aaja - 2 o balam aaka ab toh sanam aaja - 2 haam gayi raat aayi ke balam aaja taaron ki baraat aayi ke balam aaja
Back to Film List

About SHREE 420 Songs and Lyrics

Explore the SHREE 420 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SHREE 420.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics