FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SIFAR

Read available SIFAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ghar Se Main Nikla

Singer: LUCKY ALI

Lyrics of Ghar Se Main Nikla

* Ghar se main nikla, tanha akel Saath mere kaun hain yaar hai mera jo bhi karna tha, ghar aa gaya main pyaar ko hi maanke chalte jaana dekha hai aise hi, kisi ko aise hi apne hi dil mein basaye kuch irade hain dil ke kisi kone bhi kuchh aise hi baaten hain inko liye jab hum chale nazare bhi humse mile. o.. dekha hai aise hi, kisi ko aise bhi haste hasate sab ko manaake hum jaayenge barson ki doori ko hum sab saath mitayenge pyaar rahe unke rahe jo dhoonde woh unko mile o... * Thoda sa garaj hai, thoda sa samajh hai chahton ki daayre main itna faraz hai koi kehta hai, ki ghar aa gaya hai arzoo bhi arz hai padhte jaana dekha hai aise hi, kisi ko aise hi dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hain reh gaye jo baad mein bhi hameare wafaayen hain inko liye kab tak chale, nazaron mein hum bhi mile, o.. Submitted By :Arbinda Mahapatra

Nahi Rakhta Dil Mein

Singer: LUCKY ALI

Lyrics of Nahi Rakhta Dil Mein

Nahi rakhta dil mein kuch Rakhta hoon zubaan par, samjhe na apne bhi kabhi. Kah nahi sakta main kya, sahtaa hoon chupa kar, Ek aesi aadat hai meri. Sabhi to hain jinse milta hoon, Sahi jo hai inse kahta hoon, Jo samajhta hoon. maine dekha nahi rang dil aaya hai sirf adaa par, Ek aesi chahat hai meri. Baharon ke ghere se laaya main dil sajaa kar. Ek aesi sohbat hai meri. Saye mein chaye rehta hu Aankein bichaye rehta hu Jinse milta hu kitno ko dekha hain hamne yaha kutch sikha hain hamne unse naya Pehle phursat thi ab hasratein samakar Ek aaisi uljhan hain meri Khud chalkar rukta hu jaha jis jagah par Ek aaisi sarhad hain meri Kahne se bhi main darta hoon Apno ki dhun mein rahta hoon Kar kya sakta Hoon De sakta hoon main thoda pyar yahan par, Jitni haisiyat hai meri. Reh jaaun sabke dil mein dil ko basakar Ek aaisi niyat hain meri Ho jaye to bhi razi hoon. Kho jaau to main baaki hoon. Yun samajhta hoon. Raste na badle na badla jahan, Phir kyon badalte kadam hain yahan
Back to Film List

About SIFAR Songs and Lyrics

Explore the SIFAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SIFAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics