FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SILSILAY

Read available SILSILAY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aahista Aahista Youn Dil Main Aaiye

Singer: SHREYA GHOSAL, SONU NIGAM, JAYESH GANDHI

Lyrics of Aahista Aahista Youn Dil Main Aaiye

Aahista aahista youn dil mein aaiy Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Mere dil ki dard ki dawa de jaiye Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Mere dil ki dard ki dawa de jaiye Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Nigahein bani hain dil ki zubaan Ab to samajh lo yeh ishaare Chhupi dhadkano mein meri dastaan Ab to samajh lo yeh ishaare Aap ke ishq mein mehke jaa rahein Yeh mere jism-o-jaan Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Mohabbat ke lamhe pirota hai dil Aap ki yaadon ke sahaare Khayalon mein khud ko dabota hai dil Aap ki yaadon ke sahaare Aap se dillagi bani dil ki lagi Oh mere rehnooma Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Mere dil ki dard ki dawa de jaiye Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Aahista aahista youn dil mein aaiye Aahist aahista yeh dil chhoo jaiye Posted By : Mastani Laila

Ban Jaaiye Is Dil Ke Mehmaan

Singer: ALKA YAGNIK, KUNAL GANJAWALA

Lyrics of Ban Jaaiye Is Dil Ke Mehmaan

har taraf rawa aapka hi nasha chu gayi dil ko aapki har ada ban jaaiye is dil ke mehmaan (ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye) - 2 ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hain palkon main teri kahani rehti hain qaid nazron main teri tasveer hain tere lafso ka fasana padhta hu bas tera hi chehra rozana padhta hu padhta hu padhta hu ban jaaiye meri chahat ka nagma, nagma ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye teri hi tamanna rago main bhar li hain zindagi bhi tere hawale kar di hain chal rahi dhadkan sirf tere liye ohh khamoshi se teri hi baatein karti hu teri arzooo mein main jeeti marti hu jeeti hu marti hu ban jaaiye meri jazbo ka toofan, toofan ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye ban jaaiye in saanson ke armaan,armaan ban jaiye ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye Posted By : Mastani Laila

Chahat Ki Gujarish Hain

Singer: SUNIDHI CHAUHAN, SUZAN, KAILASH KHER

Lyrics of Chahat Ki Gujarish Hain

(chahat ki gujarish hai aankhon main pyaas bhar de mere dil ke jasbadon ko tu belibaas kar de re - 2 ) - 2 chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de main dubi hu tere deewanepan main na hain karaar ek lamha yaar shola sa hain dhadkan main kyon dard sa hain mere mann main tu hain sukun tu hain junoon rehna hain tere daman main saanson ki tamanna hain saanson main saans bhar de mere dil ke jasbadon ko tu belibaas kar de re - 2 chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de aa toot ke mujh main bikhar ja tu meri jaan tu dastaan jaan main meri tu utar ja aa shaanon main aake tu thehar ja mere jahaan meri baat maan ishq main hadh se gujar ja bechaini ka aalam hain khushbayein khas bhar de mere dil ke jasbadon ko tu belibaas kar de re - 2 chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de mere dil ke jasbadon ko tu belibaas kar de re - 2 chahat ki gujarish hain aankhon main pyaas bhar de

Jab Jab Jab Dil Miley

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Jab Jab Jab Dil Miley

jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 3 pyar ke naye ho silsilay jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 2 pyar ke naye ho silsilay resham se bhi najuk hain chahat ki dor ishq pe chale na koi aashiqon ka zor jab kabhi koi kab aa jaye tanha dil ke pass de jaye ehsaason ko ek ajab si pyaas jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 2 pyar ke naye ho silsilay jar jubaan pe thehri thehri koi dastaan arzoo main khoya khoya pyar ka sama dhundti hain chehra koi har ghadi nazar humnasheen kaha mil jaye kisko hain khabar mit jaye jab shikwe geele pyar ke ho naye silsilay jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay pyar ke naye ho silsilay jab jab jab dil miley ,pyar ke ho naye silsilay - 2 pyar ke naye ho silsilay jab jab jab dil miley Posted By : Mastani Laila

Meri Chandi Tu

Singer: SUNIDHI CHAUHAN, SUZAN, KAILASH KHER

Lyrics of Meri Chandi Tu

Let�s spend the night togethe Let�s spend the night together (Spend the night together) I just wanna feel you next to me Let�s spend the night together Come on everybody Let�s spend the night together Come on the floor That�s right, come on Aha, can you feel that (Mast mast mast kalendar) 8x Meri chaandi tu sona tu hira tu panna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya Meri chaandi tu sona tu hira tu panna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya (oh piya) Meri chaandi tu sona tu hira tu panna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya (Mast mast mast kalendar) 4x (Oh piya) Meri chaandi tu sona tu hira tu panna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya (Mast mast mast kalendar) 4x Chaahat se hai keemti kya Tere bina zindagi kya Chehra tera jo na ho to Khwaabon ki deewangee kya Chaahat se hai keemti kya Tere bina zindagi kya Chehra tera jo na ho to Khwaabon ki deewangee kya Meri naina tu chaina tu bindiya tu sapna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya Let�s spend the night together (Oh baby come till me) Let�s spend the night together (I wanna be with you) Let�s spend the night together (Oh baby) Let�s spend the night together (Just hold me close don�t ever let me go) (Mast mast mast kalendar) 4x Ab ishq tadpa raha hai Tera nasha chhaa raha hai Is bekhudi mein ab to Mujhko maza aa raha hai Ab ishq tadpa raha hai Tera nasha chhaa raha hai Is bekhudi mein ab to Mujhko maza aa raha hai Meri choodi tu kangana tu bindiya tu gehna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya (Oh piya) Meri chaandi tu sona tu hira tu panna tu Tu hi meri tamanna piya, oh piya, oh piya, oh piya (Mast mast mast kalendar) 8x (Let�s spend the night together) Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About SILSILAY Songs and Lyrics

Explore the SILSILAY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SILSILAY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics