FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SOUTEN - THE OTHER WOMEN

Read available SOUTEN - THE OTHER WOMEN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr

Singer: ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Lyrics of Barsaat Hai Lagne Laga Hai Darr

Barsaat hai lagne laga hai dar kuchh ho raha idhar kuchh udhar khidkiyaan band kar lo iss raat se lagne laga hai darr kuchh ho raha idhar kuchh udhar khidkiyaan band kar lo nazar aa raha hain kaisa yeh manjar hai toofan baahar hai toofan andar nazar aa raha hain kaisa yeh manjar hai toofan baahar hai toofan andar dilon mein yeh kaisi kasak uth rahi hai koi aag jalke nahi bujh rahi hai - 2 iss aag se lagne laga hai darr kuchh ho raha idhar kuchh udhar khidkiyaan band kar lo saari umar ham pyaase hi tarse tamanna hai ab yeh ghata aur barse saari umar ham pyaase hi tarse tamanna hai ab yeh ghata aur barse ghatao se keh do kahi aur jaayen yeh baarish ki boonde hamein na satayen kya baat hai lagne laga hai darr kuchh ho raha idhar kuchh udhar khidkiyaan band kar lo brsaat hai lagne laga hai darr kuchh ho raha idhar kuchh udhar khidkiyaan band kar lo - 2

Kuchh Dard Mera Lelo

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Kuchh Dard Mera Lelo

Narm honton ki narmiya lelo Garm saanson ki garamiya lelo Narm honton ki narmiya lelo Garm saanson ki garamiya lelo Ek raat mujhe dedo Kuchh dard mera lelo Kuchh dard mujhe dedo Narm honton ki narmiya lelo Garm saanson ki garamiya lelo Ek raat mujhe dedo Kuchh dard mera lelo Kuchh dard mujhe dedo Hone do sharaat hone do tum sanam Hone do shikayat hone do tum sanam Jismon mein zara dekho suljhi aag hai Ruhon mein zara dekho gehari pyaas hai Par saath mujhe dedo Kuchh pyaas meri lele Kuchh pyaas mujhe dedo Chhaane do zara tum chhaane do tum bekhudi Samjho na zara tum samjho na bebasi Chaahat hai yahi to ab toh dil ki aahon mein Miitna hai mujhe ab toh teri baahon mein Tum jaan meri lelo Kuchh chain mujhe dedo Kuchh chain mera lelo Narm honton ki narmiya lelo Garm saanson ki garamiya lelo Ek raat mujhe dedo Kuchh dard mera lelo Kuchh dard mujhe dedo Posted By : Kashish

Mohabbat Ho Chuki Hai

Singer: ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

Lyrics of Mohabbat Ho Chuki Hai

Mohabbat ho chuki hai Mohabbat ho chuki hai Ab dil joh kahega Hum tum woh karenge Tum humpe marogi Hum tumpe marenge Deewangi ka junoon Iss kadar chha raha hai Mohabbat ho chuki hai Mohabbat ho chuki hai Ab dil joh kahega Hum tum woh karenge Tum humpe marogi Hum tumpe marenge Deewangi ka junoon Iss kadar chha raha hai Sanam ab din ya raat ho Mohabaat ki hi baat ho Hamare darmiyaan - 2 Jaha ho ab yeh silsile Kahe ab humse yeh fasale Mitaa de yeh dooriya - 2 Shararat ho chuki hai - 2 Ab dil joh kahega Hum tum woh karenge Tum humpe maroge Hum tumpe marenge Deewangi ka junoon Iss kadar chha raha hai Chura lo ab humse hamein Izazaat hai tumhe Hamein kuchh ho raha - 2 Toh aaon mere paas tum Sambhalo dil ko aaj tum Kahin dil kho raha - 2 Yeh haalat ho chuki hai - 2 Ab dil joh kahega Hum tum who karenge Tum humpe maroge Hum tumpe marenge Deewangi ka junoon Iss kadar chha raha hai Posted By : Kashish

Souten Souten

Singer: RICHA SHARMA, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Souten Souten

Maine udhi ishq ki chuna Jab main naachi kass ke ghoomar Jaane kiski nazar lagi Haai bijli gir gayee mere aangan Souten souten mujhe mil gayi souten - 2 Maine udhi ishq ki chunar Jab main naachi kass ke ghoomar Jaane kiski nazar lagi Haai bijli gir gayee mere aangan Souten souten main ban gayi souten - 2 Tujhe mil gayee souten Tu an gayee souten Souten souten Souten Souten Prem ki peenge badi nighodi jaise lagi jawani Mujhe pata na chala haai kuchh ban gayi aur kahaani Souten souten Souten souten Haai nayi naveli hai tu ishq mein kaun tujhe samjhaye ishq ka bichwaa kise pata hai kab kisko das jaaye Zehar chadha meri nass nass mein ho ho Zehar chadha meri nass nass mein Main to nahi khud ke bas mein Jaane rabba ab kya hoga rab mujhko to bas haai dass gayi naagan Souten souten mujhe mil gayi souten - 2 Souten souten Souten souten Ankhiyan se toh nazar na aaye kya hai peed parayi Souteli thi ban gayi souten kismat kya rang laye re Souten souten Souten souten Loot ke koi duniya meri mujhse hi yeh bole Joh hona tha ho hi gaya ab hans le ya tu ro le Huk uthi hai aisi dil mein haai Huk uthi hai aisi dil mein Main toh aa gayi aise bas mushki mein Chun ne ko main phool gayi aur kaanton mein haai bas fass gaya daaman Souten souten main ban gayi souten - 2 Maine udhi ishq ki chunar Jab main naachi kass ke ghoomar Jaane kiski nazar lagi Haai bijli gir gayee mere aangan Souten souten mujhe mil gayi souten - 2 Maine udhi ishq ki chunar Jab main naachi kass ke ghoomar Jaane kiski nazar lagi Haai bijli gir gayee mere aangan Souten souten main ban gayi souten - 2 Souten souten... Posted By : Kashish
Back to Film List

About SOUTEN - THE OTHER WOMEN Songs and Lyrics

Explore the SOUTEN - THE OTHER WOMEN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SOUTEN - THE OTHER WOMEN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics