FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from SUNO SASURJEE

Read available SUNO SASURJEE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaja Aaja Sapno Mein

Singer: JASPINDER

Lyrics of Aaja Aaja Sapno Mein

Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaj Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja Aaj Kal Raat Bhar Neend Aati Nahin Ek Pal Bhi Teri Yaad Jaati Nahin Mujhpe Tere Pyaar Ka Chaane Laga Hai Nasha Mujhpe Tere Pyaar Ka Chaane Laga Hai Nasha Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja Khushboo Ki Tarah Kyon Mehekne Lagi Soch Ke Hi Tujhe Main Behekne Lagi Mujhko Nahin Hai Pata Na Jaane Kya Ho Gaya Mujhko Nahin Hai Pata Na Jaane Kya Ho Gaya Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja

Aap Kahan Rehte Hain

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK

Lyrics of Aap Kahan Rehte Hain

Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mei Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan Haan Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan Achcha To Phir Aisa Karo Dil Se Pooch Lo Jaaneman Dil Se Pooch Lo Jaaneman Main Rehta Hoon Ya Dhadkan Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein Aap Ke Dil Mein Yun Milenge Mohabbat Mein Kya Pata Tha Humme Sarkar Yun Milenge Mohabbat Mein Kya Pata Tha Humme Sarkar Ab Humme Maaloom Hua Hai Chhuppa Nafrat Mein Pyaar Baatein Na Banaoji Yun Na Behkao Ji Baatein Na Banaoji Yun Na Behkao Ji Hum To Sach Kehte Hai Aji Hum Tho Sach Kehte Hai Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein Aap Ke Dil Mein Chori Chori Chup Chupke Aap Ne Loota Hai Karar Chori Chori Chup Chupke Aap Ne Loota Hai Karar Aap Ki Thi Chahat Humme Humne Jaana Pehli Baar Nazron Ke Ghar Mein Khwaabon Ke Shar Mein Nazron Ke Ghar Mein Khwaabon Ke Shar Mein Hum To Sanam Baste Hai Hum To Sanam Baste Hai- Achcha Aap Kahan Rehte Hain - Keh Doon Aap Ke Dil Mein Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein Aap Kahan Rehte Hain - Aap Ke Dil Mein Haan Dil Mein To Rehti Hai Dhadkan Dil Se Pooch Lo Jaaneman Dil Se Pooch Lo Jaaneman Main Rehta Hoon Ya Dhadkan

Jab Dil Dhadakta Hai

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Lyrics of Jab Dil Dhadakta Hai

Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Ha Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam Har Saas Mein Shaamil Hai Tere Saas Ki Khushboo Jaata Nahin Yaadon Se Tere Pyaar Ka Mausam Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam Chaa Gayi Deeewangi Paagal Hone Lage Haan Chaa Gayi Deeewangi Paagal Hone Lage Madhoshiyaan Badi Sanam Hum To Khone Lage Aate Meri Palkon Mein Tere Khwaab Ab Aayega Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam Keh Rahi Tanhaaiyaan Baahon Mein Thaam Loon Haan Keh Rahi Tanhaaiyaan Baahon Mein Thaam Loon Saare Jahan Ko Bhool Ke Main Tera Naam Loon Ab Sari Umar Dilbar Chaahat Na Hogi Kam Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam Jab Dil Dhadakta Hai Mehsoos Yeh Hota Hai Tum Dil Mein Kahin Chupke Baithe Ho Mere Jaanam Har Saas Mein Shaamil Hai Tere Saas Ki Khushboo Jaata Nahin Yaadon Se Tere Pyaar Ka Mausam Jaanam Jaanam Jaanam Oh Mere Jaanam

Mera Dil Chura

Singer: KUMAR SANU, PRABHA

Lyrics of Mera Dil Chura

Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churan Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana Mohabbat Huvi Hai Yeh Tab Maine Jaana Mohabbat Hoyi Hai Yeh Tab Maine Jaana Mujhe Log Kehne Lage Jab Deewana Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana Na Maine Yeh Jaana Na Tune Yeh Jaana Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana Tu Mera Chain Hai Tu Meri Pyaas Hai Jaaneman Kya Tujhe Isska Ehsaas Hai Tu Meri Neend Hai Tu Mera Khwaab Hai Bin Tere Dil Mera Kitna Betaab Hai Mujhe Ishq Mein Na Aazmaana Mujhe Ishq Mein Na Aazmaana Deewana Bana Ke Na Paagal Banana Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana Mil Gaye Hum Yahan Aashiqui Ke Liye Aur Kya Chaahiye Zindagi Ke Liye Ek Pal Ke Liye Door Hona Nahin Paake Tujhko Kabhi Yaar Khona Nahin Mujhe Apni Palkon Mein Har Pal Basana Mujhe Apni Palkon Mein Har Pal Basana Mujhe Apne Seene Se Har Dam Lagana Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana Mohabbat Huvi Hai Yeh Tab Maine Jaana Mujhe Log Kehne Lage Jab Deewana Mera Dil Chura Ke Na Aankhen Churana Meri Chaahaton Ko Kabhi Na Bhulana Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana Na Jaane Kahan Kab Bana Yeh Fasana Na Maine Yeh Jaana Na Tune Yeh Jaana

Tota Mirchi

Singer: SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

Lyrics of Tota Mirchi

Woh Laal Laal Teekhi Teekh Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Main Deewana Tha Idhar Woh Deewani Thi Udhar Aate Jaate Raah Mein Mil Gayi Dono Ki Nazar Mujhe Hosh Nahin Haay Tauba Mera Dosh Nahin Haay Tauba Sab Maan Gayi Haay Tauba Dil Haar Gayi Haay Tauba Kya Haal Hua Mera Main Jaadugarni Thi Lekin Main Jaadugarni Thi Lekin Main Jaadugarni Thi Lekin Main Jaadugarni Thi Lekin Woh Jaadoo Mujhpar Chala Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Poocho Na Kya Baat Hai Woh To Mere Saath Hai Mere Haathon Mein Sada Ab To Uska Haath Hai Kya Khoob Lage Haay Tauba Mehboob Lage Haay Tauba Dekhi Jo Ada Haay Tauba Ho Gaya Fida Haay Tauba Main Pyaar Karoon Usko Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi Woh Jab Se Mere Hoton Se Lagi Mujhe Rang Usi Ka Bha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Woh Laal Laal Teekhi Teekhi Ek Pal Mein Haay Chaba Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya Tota Mirchi Kha Gaya
Back to Film List

About SUNO SASURJEE Songs and Lyrics

Explore the SUNO SASURJEE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for SUNO SASURJEE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics