FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TAARE ZAMEEN PAR

Read available TAARE ZAMEEN PAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jame Raho

Singer: VISHAL DADLANI

Lyrics of Jame Raho

Kas Ke Joota Kas Ke Bel Khons Ke Andar Apni Shirt Manzil Ko Chali Sawaari Kandho Pe Zimmedari Haath Mein File Man Mein Dum Meelon Meel Chalenge Hum Har Muskil Se Takrayenge Tas Se Mus Na Honge Hum Duniya Ka Naara Jame Raho Manzil Ka Ishaara Jame Raho Duniya Ka Naara Jame Raho Manzil Ka Ishaara Jame Raho Ye Sote Bhee Hain Attention Aage Rehne Ki Hai Tension Mehnat Inko Pyari Hai Ekdum Aagyakari Hain [ Jame Raho Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Ye Omlet Par Hi Jeete Hain Ye Tonic Saare Peete Hain Waqt Pe Sote Waqt Pe Khate Taan Ke Seena Badhte Jate Duniya Ka Naara Jame Raho... Yahaan Alag Andaz Hai Jaise Chidta Koi Saaz Hai Har Kaam Ko Taala Karte Hain Ye Sapne Paala Karte Hain Ye Hardum Socha Karte Hain Ye Khud Se Poocha Karte Hain Kyon Duniya Ka Naara Jame Raho... Ye Waqt Ke Kabhi Ghulam Nahin Inhain Kisi Baat Ka Dhyan Nahin Titli Se Milne Jaate Hain Ye Pedon Se Batiyate Hain Ye Hawa Batora Karte Hain Barish Ki Boondein Padhate Hai Aur Aasmaan Ke Canvas Pe Ye Kalakariyan Karte Hain Duniya Ka Naara Jame Raho.. [ Jame Raho Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Kholo Kholo

Singer: RAMAN MAHADEVAN

Lyrics of Kholo Kholo

Kholo Kholo Darwaz Parde Karo Kinare Khuntey Se Bandhi Hai Hawa Mil Ke Chhudao Saare Aajao Patang Leke Apney Hi Rang Leke Aasmaan Ka Shamiyana Aaj Hamein Hai Sajana Kyun Is Kadar Hairaan Tu Mausam Ka Hai Mehmaan Tu O, Duniya Sajee Tere Liye Khud Ko Zara Pehchaan Tu Tu Dhoop Hain Jham Se Bikhar Tu Hai Nadee O Bekhabar Beh Chal Kahin Ud Chal Kahin Dil Khush Jahan Teri Toh Manzil Hai Wahin [ Kholo Kholo Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] O, Kyun Is Kadar Hairaan Tu Mausam Ka Hai Mehmaan Tu Baasi Zindagi Udaasi Taazi Hasney Ko Raazi Garma Garma Saari Abhi Abhi Hai Utaari O, Zindagi To Hain Batasha Meethi Meethi Si Hai Aasha Chakh Le Rakh Le Hatheli Se Dhak Le Ise Tujh Mein Agar Pyaas Hai Baarish Ka Ghar Bhi Pass Hai O, Roke Tujhe Koi Kyon Bhala Sang Sang Tere Aakash Hai [ Kholo Kholo Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Tu Dhoop Hain Jham Se Bikhar Tu Hai Nadee O Bekhabar Beh Chal Kahin Ud Chal Kahin Dil Khush Jahan Teri Toh Manzil Hai Wahin Khul Gaya Aasmaan Ka Rasta Dekho Khul Gaya Mil Gaya Kho Gaya Tha Jo Sitara Mil Gaya, Mil Gaya O, Roshan Hui Saari Zameen Jagmag Hua Saara Jahaan Udne Ko Tu Azad Hai Bandhan Koi Abh Hai Kahan Tu Dhoop Hain Jham Se Bikhar Tu Hai Nadee O Bekhabar Beh Chal Kahin Ud Chal Kahin Dil Khush Jahan Teri Toh Manzil Hai Wahin O, Kyun Is Kadar Hairaan Tu Mausam Ka Hai Mehmaan Tu [ Kholo Kholo Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Maa - Taare Zameen Par

Singer: SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Maa - Taare Zameen Par

Main Kabhi Batlata Nahi Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main,Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa Bhej Na Itna Door Mujkko Tu Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa Kya Itna Bura Hoon Main Maa Kya Itna Bura Meri Maa [ Maa - Taare Zameen Par Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa Meri Nazar Dhoondhe Tujhe Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa Unse Main Yeh Kehta Nahin Par Main Seham Jaata Hoon Maa Chehre Pe Aana Deta Nahin Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Main Kabhi Batlata Nahin Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa Yun To Main,Dikhlata Nahin Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa [ Maa - Taare Zameen Par Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Mera Jahan

Singer: ADNAN SAMI,AURIEL CORDO,ANANYA WADKAR

Lyrics of Mera Jahan

A Little Sweet, A Little Sou A Little Close Not Too Far All I Need, All I Need All I Need Is To Be Free (Repeat) Chhoo Loon Main Itna Kareeb Chal Padun To Kitne Door A Little Sweet, A Little Sour... Chhoo Loon Main Itna Kareeb Chal Padun To Kitne Door Sapna Ka Buna Sweater Sa Warm Safed Baadalon Ke Paar Mera Jahan [ Mera Jahan Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Let Me In Without A Shout Le Me In I Have A Doubt Let Me In Without A Shout Let Me In I Have A Doubt There Are More,Many More Many Many Many More Like Me Akela Nahin Main Khuli Aankhon Se Neend Mein Chalta Girta Zyada Kam Sambhalta Akela Nahin Main Khuli Aankhon Se Neend Mein Chalta Girta Zyada Kam Sambhalta Phir Bhi Na Koi Shaq Na Subha Nikalega Phir Se Sooraj Jo Dooba Hairat Ho Sabko Aisa Ajooba Hai Mera Jahan Open Eyed How I Run How I Run To The Other Side Open Eyed How I Run How I Run To The Other Side Then I Glide Like A Bird I Just Want To Be Udne Ko Sau Pankh Diye Hai Chadme Ko Khula Aasmaan Udne Ko Sau Pankh Diye Hai Chadme Ko Khula Aasmaan Mudne Ko Hai Karwat Karwat Aur Badhne Ko Mera Jahan Bachpan Ke Din Chaar Na Aayenge Baar Baar Jee Le Jee Le Mere Yaar Jeib Khaali To Udhaar Jee Zindagi [ Mera Jahan Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]

Taare Zameen Par - Title Song

Singer: SHANKAR MAHADEVAN,BUGS BHARGAVA,VIVINENNE POCHA

Lyrics of Taare Zameen Par - Title Song

Dekho Inhein Yeh Hain Aas Ki Boondei Patton Ki God Mein Aasmaan Se Koodein Aandayee Lein Phir Karwat Badal Kar Nazuk Se Moti Hans De Phisal Kar Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par Yeh To Hain Sardi Mein Dhoop Ki Kirane Utarein Jo Aangan Ko Sunhera Sa Karne Mann Ke Aandheron Ko Roshan Sa Kar Dein Thithurti Hatheli Ki Rangat Badal Dein Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par Jaise Aankhon Ki Dibiya Mein Nindiya Aur Nindiya Mein Meetha Sa Sapna Aur Sapne Mein Mil Jaaye Farishta Sa Koi Jaise Rangon Bhari Pichkari Jaise Titliyan Phoolon Ki Kyari Jaise Bina Matlab Ka Pyara Rishta Ho Koi [ Taare Zameen Par Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Yeh To Aasha Ki Lehar Hain Yeh To Ummeed Ki Sehar Hain Khusiyon Ki Nehar Hain Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par Dekho Raaton Ke Seeney Pe Yeh Toh Jhilmil Kisi Lau Se Ugey Hain Yeh To Amboya Ki Khusboo Hain Baagon Se Beh Chale Jaise Kaanch Mein Choodi Ke Tukde Jaise Khiley Khiley Phoolon Ke Mukhdey Jaise Bansi Koi Bajaye Pedon Ke Taley Yeh To Jhonke Hain Pawan Ke Hain Yeh Ghungharoo Jeewan Ke Yeh To Sur Hain Chaman Ke Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par [ Taare Zameen Par Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ] Muhaley Ki Raunak Galiyan Hain Jaise Khilney Ki Zid Par Khaliyan Hain Jaise Muthi Mein Mausam Ki Jaise Hawayein Yeh Hain Buzurgon Ke Dil Ki Duwayein Kho Na Jaaye Ye Taare Zameen Par Kabhi Baatein Jaise Dadi Nani Kabhi Chalkein Jaise Mum Mum Paani Kabhi Ban Jaaye Bhole Sawaalon Ki Jhadi Sannatey Mein Hansee Ke Jaise Sooney Hothon Pe Khushi Ke Jaise Yeh To Noor Hain Barse Gar Teri Kismat Ho Badi Jaise Jheel Mein Lehraye Chanda Jaise Bheed Mein Apne Ka Kandha Jaise Manmauji Nadiya Jhaag Udaye Kuch Kahe Jaise Baithe Meethi Si Jhapki Jaise Pyar Ki Dheemi Si Thapki Jaise Kaanon Mein Sargam Hardam Bajti Hi Rahe Jaise Barkha Udati Hai Bundiya... [ Taare Zameen Par Song Lyrics @ Http://Www.Hindilyrix.Com ]
Back to Film List

About TAARE ZAMEEN PAR Songs and Lyrics

Explore the TAARE ZAMEEN PAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TAARE ZAMEEN PAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics