FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TAMANNA

Read available TAMANNA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aajkal Mere Hothon Pe

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Aajkal Mere Hothon Pe

aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal mere honthon par hansi hai aaj kal dil mein ek duniya basi hai aaj kal aaj kal, aaj kal, aaj kal, aaj kal ... aaj kisi ne pyaar se mujhako apana kaha hai main ne bhi apane dil pe kisi ka naam likha hai dil ne sajaaye aankhon mein mere sapane hi sapane chaand bhi apana kirane bhi apani taare bhi apane chaandani hi chaandani hai aaj kal mere honthon par hansi hai aaj kal ... meri tarah se lagate hain paagal, chaand sitaare kis ke liye hai phuul ye saare, baahen pasaare pyaar ki daulat, pyaar ke motii, pyaar ke shabanam ruuth gaye the, chhuut gaye the, mujhase jo mausam phir un ruton ki vaapasi hai aaj kal mere honthon par hansi hai aaj kal ...

Ghar Se Maszid Hain

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Ghar Se Maszid Hain

ghar se masjid hai bahut door chalo, yu kar le kisi rote hue bachche ko hansaaya jaaye ghar se masjid hai bahut door ... hamsafar to koi waqt ke veeraane mein - 2 sooni aankhon mein - 2 koi khwaab sajaaya ghar se masjid hai bahut door ... roshani ki bhi hifazat hai ibaadat ki tarah - 2 bujhate sooraj se -2 chaaragon ko jalaya jaaye ghar se masjid hai bahut door ... gam akela hai to saanson ko satata hai bahut - 2 dard ko dard ka -2 hamdard banaya jaaye ghar se masjid hai bahut door

Shabke Jaage Hue Taaron

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Shabke Jaage Hue Taaron

Raath bar dheedaaye namnaak mein leharaathe hue saans ki.. tarahe se aap aaathe rahe jaathe rahe shabke jaage hue taaroan ko bhi neend aane ladi hai Aap ki aane ki ek aas bhi ab jaaane lage Huspe hum apni tamannaon kaha paayaega nazeraini jeeke ye sharmaaye hue aayega(2) kaarthoolay chehre pe bikaraaye hue aaayega pathiyaan kad kitho hum samaje ke aaap aane lagi hai sajthe masjood pe maabooth ko hum paahi gayi (Shabkejaage hue...lagi) Subhu ne se jise udthe hua lee angdaayi(2) Aye subha tu bhi jo aayi tho akeli aayi Meri mehaboob mere hosh udane vaali meri masjood meri rooh pe jaanevaali Aabhi ja thaake maine kadmoan pe teri aane lagi hai Aabhi jaa thaake meri sajdhon ko armaan mile Shabke jaage hue taaroan ko bhi neend aane lagi hai Aapke aane ki ek aas ab jaane lagi Raath bar dheedaaye namnaak mein leharaathe hue Saas ki tarahe se aap aaathe rahe jaathe rahe. Posted By : Sajmashad

Uth Meri Jaan

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Uth Meri Jaan

Aah aah aah, aah aah aah, aah, aah aa Zindagi to hai amal sabr ke qaabu mein nahin Nabz ka garm lahoo thande se aansu mein nahin Udne mein, khulne mein hai khushboo Game gessu mein nahin Jannat ek aur hai jo mard ke pehlu mein nahin Uski aazaad rabish par hi machalna hai tujhe - 2 Jis mein jalta hoon, ussi aag mein jalna hai tujhe Uth meri jaan, mere saath hi chalna hai tujhe - 2 Uth meri jaan, uth meri jaan, uth meri jaan Uth meri jaan, mere saath hi chalna hai tujhe Tere aanchal mein hai kirnein bhi, andheraa hi nahin Tujhse raatein bhi mahekti hai, saveraa hi nahin Dil mein armaan bhi hai, gham ka baseraa hi nahin Gham ke ghanghor andhere se nikalna hai tujhe - 2 Jis mein jalta hoon, ussi aag mein jalna hai tujhe Uth meri jaan, mere saath hi chalna hai tujhe Uth meri jaan, uth meri jaan, uth meri jaan Uth meri jaan, mere saath hi chalna hai tujhe Kadr ab tak teri taarikh ne jaani hi nahin Roshni bhi teri aankhon mein hai, paani hi nahin Haar tune kabhi taqdeer se maani hi nahin Tu haqeeqat bhi hai, dilchasp kahaani hi nahin Har adaa teri qayaamat hai, jawaani hi nahin Apni taarikh ka unwaan badalna hai tujhe Uth meri jaan, mere saath hi chalna hai tujhe Uth meri jaan, uth meri jaan, uth meri jaan Uth meri jaan, mere saath hi chalna hai tujhe
Back to Film List

About TAMANNA Songs and Lyrics

Explore the TAMANNA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TAMANNA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics