FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TEEN DEVIYAN

Read available TEEN DEVIYAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aise To Na Dekho

Singer: MOHD. RAFI

Lyrics of Aise To Na Dekho

Aise To Na Dekho, Ke Humko Nasha Ho Jay Khoobsurat Si Koi Humse Khata Ho Jaye Aise To Na Dekho... Tum Humein Roko Phir Bhi Hum Na Ruken Tum Kaho Kaafir Phir Bhi Aise Jhuken Kadam-E-Naaz Pe Ik Sajda Ada Ho Jaye Aise To Na Dekho... Yoon Na Ho Aankhen Rahen Kaajal Gholen Badh Ke Bekhudi Haseen Gesu Kholen Khul Ke Phir Zulfen Siyah Kali Bala Ho Jaaye Aise To Na Dekho... Hum To Masti Mein Jaane Kya Kya Kahen Lab-E-Naazuk Se Aisa Na Ho Tumhein Beqarari Ka Gila Hum Se Siva Ho Jaye Aise To Na Dekho...

Khwab Ho Tum

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Khwab Ho Tum

ki: hmmmmm..., hmmm..., hmmmmmm.. Khvaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao der se kitni door khaDi ho aur qarib aa jaao (subah pe jis tarah, shaam kaa ho gumaaN) -2 zulfon mein ek chehraa, kuchh zaahir kuchh nihaar *fast* Khvaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao der se kitni door khaDi ho aur qarib aa jaao chorus: Khvaab ho tum yaa koi haqeeqat kaun ho tum batlaao der se kitni door khaDi ho aur qarib aa jaao ki: (dhaDkanon ne suni, ik sadaa paaon ki) -2 (aur dil pe lahraai, aaNchal ki chhaaon si) -2 Khvaab ho tum yaa... All: Khvaab ho tum yaa... ki: (mil hi jaati ho tum, mujhko har moD pe) -2 (chal deti ho kitne, afsaane chhoD ke) -2 Khvaab ho tum yaa... chorus: Khvaab ho tum yaa... ki: (phir pukaaro mujhe, phir meraa naam lo) -2 (girtaa hooN phir apni, baahon mein thaam lo) -2 Khvaab ho tum yaa... sab: (Khvaab ho tum yaa...) -2

Likha Hai Teri Aankhon Mein

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Likha Hai Teri Aankhon Mein

lata: likha hai teri aankhon mein, kisaka afasana - 2 kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samjhana likha hai teri aankhon mein, kiska afasana ... lata: jawab tha kisi tamanna ka, likha to hai magar adhoora sa are o o o o jawab tha kisi tamanna ka, likha to hai magar adhoora sa kishor: kaisi na ho meri har baat adhoori, abhi huun aadha deewana lata: likha hai teri aankhon mein, kiska afasana kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana lata: likha hai teri aankhon mein, kiska afasana lata: jo kuch nahi to yeh ishaare kyon, thahar gaye mere sahare kyon are o o o o jo kuch nahi to yeh ishare kyon, thahar gaye mere sahare kyon kishor: thoda sa haseenon ka sahara leke chalna, hai meri aadat rozaana lataa: likha hai teri aankhon mein, kiska afasaana kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana lataa: likha hai teri aankhon men, kiska afasana kishor: yahaan vahaan fiza mein aawara, abhi talak ye dil hai bechara are o o o o yahaan vahaan fiza mein aawara, abhi talak ye dil hai bechara lataa: o o ... dil ko tere ab tak na samajhe, tujh hi ko hamane pahachaana lataa: likha hai teri aankhon men, kiska afasaana kishor: agar ise samajh sako, mujhe bhi samajhana lataa: likha hai teri aankhon men, kisaka afasana
Back to Film List

About TEEN DEVIYAN Songs and Lyrics

Explore the TEEN DEVIYAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TEEN DEVIYAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics