FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TEERANDAZ

Read available TEERANDAZ lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Asaqon Mein Doob Doob Ke

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Asaqon Mein Doob Doob Ke

ishq aaya meri duniya mein to aise aaya ik jhalak deke chhupa chaand andhera chhaaya ashaqon mein doob doob ke aai hansi to kya mar mar ke do ghadi ko mili zindagi to kya ashaqon bulabul ne jab kafas mein thikaana bana liya angadaai leke shaak se poochhi kali to kya angadaai leke shaak se poochhi kali to kya mar mar ke ro ro ke bujh gaye meri aankhon ke jab chiraag ro ro ke bujh gaye meri aankhon ke jab chiraag phir zindagi mein shamm-e-muhabbat jali to kya mar mar ke jab zindagi mein koi tamannaa hi na rahi tab jaake dil ko ishq ki manzil mili to kya mar mar ke ashaqon men doob doob ke

Ji Bharke Aish Kar Le

Singer: LATA MANGESHKAR, CHORUS

Lyrics of Ji Bharke Aish Kar Le

la: rahati nahi hameshaa, ye chaand ki jawaani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le la: jab tak hai zindagaanii, jab tak ye zindagaani cho: aa aa aa la: guzare jo mastiyon mein achchhi vahi ghadi hai varana ajal to kab se peechhe tere khadi hai cho: aa aa aa la: jab tak chale chala le ye saans ki kahaani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le la: jab tak hai zindagaanii, jab tak ye zindagaani cho: aa aa aa la: ye kaab hai sunaharaa, rangeen hai ye dhoka mat chhod zindagi ka koi haseen mauka aayega haath phir naa, bahata hua ye paani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le la: jab tak hai zindagaani jab tak ye zindagaani cho: aa aa aa la: rahati nahi hameshaa, ye chaand ki jawaani ji bhar ke aish kar le cho: ji bhar ke aish kar le jab tak hai zindagaani jab tak ye zindagaani aa aa aa
Back to Film List

About TEERANDAZ Songs and Lyrics

Explore the TEERANDAZ soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TEERANDAZ.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics