FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from THE TRAIN (2007)

Read available THE TRAIN (2007) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Teri Tamanna, Teri Justjoo Hai

Singer: K.K., ZUBEEN, SHILPA RAO

Lyrics of Teri Tamanna, Teri Justjoo Hai

teri tamanna.... teri tamanna aa aa aa....... teri justjoo hai (mujhe aaj bas ek teri - 2), (teri aarjoo hai - 2) mere jehan mein, khayaalon mein tu hai yeh itanisi duri bhi hai, (gar toh?? kyun hai - 2) abb kuchh aaj aise tu muhjme sama ja soyese ehsaas saare jaga ja tujhe kya pata main pyaasa hoon kabse abb tu aaj banake ghata mujhko bhiga ja teri tamanna - 2 teri justjoo hai mujhe aaj bas ek teri, (teri aarjoo hai - 2) yeh teri julfon se khushboo jo aaye toh meri saanson ko paagal banaaye uff mere dil mein yeh kaisa junoon hai jo tere honto ko nazdik chaahe teri tamanna - 2 teri justjoo hai mujhe aaj bas ek teri, (teri aarjoo hai - 2) mere jehan mein, khayaalon mein tu hai yeh itanisi duri bhi hai, (gar toh?? kyun hai - 2) mujhe aaj bas ek teri, (teri aarjoo hai - 2) teri aarjoo hai....

The Train (An Inspiration) Jindagi Train Hai, Waqt Ke Track Pe

Singer: SHAAN, KSHITIJ TAREY

Lyrics of The Train (An Inspiration) Jindagi Train Hai, Waqt Ke Track Pe

jindagi train hai, waqt ke track p lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan jindagi train hai, waqt ke track pe - 2 lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan - 2 (chalte hi ja rahe hai yahaan se wahaan har ghadi har pehal, roj shaamo subah) - 2 isame din hai kahin toh kahin rain hai jindagi train hai, waqt ke track pe plz insure you have control?? ticket before you board the trains the train is absolutely on time ??? (sabaki manjil hai tay, sabaka rasta hai tay sabka milana hai tay, aur bichhadana hai tay) - 2 sabaka rukana hai tay, aur chalana hai tay tay hai ghum aur khushi, tay hai sab haadase kayi station hai chhote kayi main hai the train arrives at 6:45 am plz insure you have control ticket before you board the trains jindagi train hai, waqt ke track pe lamhon ki coach mein, hum musaafir yahaan (chalte hi ja rahe hai yahaan se wahaan har ghadi har pehal, roj shaamo subah) - 2 isame din hai kahin toh kahin rain hai train arrives on the 18th of May jindagi train hai, waqt ke track pe.........

Woh Ajnabee Woh Ajnabee

Singer: MITHOON, SHILPA RAO

Lyrics of Woh Ajnabee Woh Ajnabee

woh ajnabee woh woh woh woh ajanabee, woh ajanabee...... (aisa koi mujhko mil gaya hai saathiya jise dekhakar main bhulu saari duniya) - 2 (woh woh woh ajanabee, woh ajanabee jo dekhe dur se dekhu main usako hi, ho usako hi, abb sab kuchh bhul ke) - 2 dhadkan dhadkan ya saanson mein raatein raatein ya khaabon mein sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use shaame shaame ya subaho mein shaamil shaamil woh har pal mein har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh... woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........ (abb usase aisa jud gaya hai silsila wohi woh nazar aaye mujhko har jagah) - 2 yeh yeh yeh jindagi roshan huyi hai usake noor se dil ko sachchi khushi haasil huyi hai usake ishq se mujhko abb har ghadi, woh har ghadi, usakaa hi suroor hai de de woh usako haan usako hi aankhen??? majboor hai dhadkan dhadkan ya saanson mein raatein raatein ya khaabon mein sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use shaame shaame ya subaho mein shaamil shaamil woh har pal mein har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh... woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........ (usako paake paaya maine saara jahaan rab usako karana na kabhi bhi juda) - 2 woh woh abb bandagi shaamil huyi, hai meri ?? mein dil ko sachchi khushi haasil huyi hai usake ishq se mujhko abb har ghadi, woh har ghadi, usakaa hi suroor hai de de woh usako ho usako hi aankhen?? majboor hai dhadkan dhadkan ya saanson mein raatein raatein ya khaabon mein sab mein sab mein wahi toh hai, ke bata doon main use shaame shaame ya subaho mein shaamil shaamil woh har pal mein har dum har dum woh baaton mein, mere rahi hai kahin woh woh woh... woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee woh woh woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee........ woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee, woh ajnabee
Back to Film List

About THE TRAIN (2007) Songs and Lyrics

Explore the THE TRAIN (2007) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for THE TRAIN (2007).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics