FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from THE TRAIN

Read available THE TRAIN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Gulaabi Aankhen

Singer: MOHAMMED RAFI

Lyrics of Gulaabi Aankhen

La la la l La la la la la la la la la - 3 Gulaabi aankhen jo teri dekhi Sharaabi yeh dil ho gaya Sambhaalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushkil ho gaya Dil mein mere khwaab tere Bas tere jaise ho deewaar pe Tujhpe fida main kyoon hua Aata hai gussa mujhe pyaar pe Main lut gaya maanke dil ka kaha Main kahin tha na raha Kya kahoon main dilruba Pura yeh jaadu teri aankhon ka Yeh mera kaatil ho gaya Gulaabi aankhen jo teri dekhi Sharaabi yeh dil ho gaya Maine sada chaaha yehi Daaman bacha loon haseenon se main Teri kasam khwaabon mein bhi Bachta fida naazneenon se main Tauba magar mil gayi tujhse nazar Mil gaya dard-e-jigar Sun zara o bekhabar Zara sa haske jo dekha tune Main tera bismil ho gaya Gulaabi aankhen jo teri dekhi Sharaabi yeh dil ho gaya Sambhaalo mujhko o mere yaaron Sambhalna mushkil ho gaya

Kis liye maine pyar kiya

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Kis liye maine pyar kiya

Kis liye maine pyar kiy Dil ko yoon hi beqarar kiya Shaam savere teri raah dekhi Raat din intezaar kiya Aankhon mein maine kajal daala Maathe pe bindiya lagayi Aise mein tu aa jaaye to kya ho raam duhai Chupke mann mein armaanon ne li aisi angdai Koi dekhe to kya samjhe ho jaaye rusvaai Maine kyun singaar kiya Aaj woh din hai jiske liye main tadapi banke radha Aaj mere mann ki bechaini badh gayi aur zyaada Pyar mein dhoka na kha jaaye yeh mann seedha saada Aisa na ho jhootha nikle aaj milan ka vaada Maine kyun aeitbaar kiya Dil ko yoon hi beqarar kiya Shaam savere teri raah dekhi Raat din intezaar kiya Kis liye main pyar kiya Posted By : Bharati Singh

Mujhase Bhala Ye Kaajal

Singer: RAFI, LATA

Lyrics of Mujhase Bhala Ye Kaajal

ra : mujhase bhala ye kaajal tera nain base din-rain ni soniye -2 la : ho chhod bedardi aanchal mera ho gai main bechain re soneya -2 ra : naam ki tu hai meri sajaniya naam ka hoon main tera piya o reshami lat se khele ye gajara door se tarase mera jiya na na la : haan haan ra : tauba la : tauba kaisi naam hai premi paagal tera to sang laage nain re soneya -2 prem gali mein hoga na balama tujhasa deevaana aur koi o chain udaana neend churaana seekhe tujhase chor koi na na ra : haan haan gori la : kya hai sainya ra : hoon main to ghaayal tera tadapoon saari rain ni soniye -2 la : chhod bedardi aanchal ... ra : chaahe pavan ho chaahe kiran ho chhoone na doonga tera badan la : jalata hai man to man mein chhupa ke rakh le mujhe tu mere sajan na na ra : haan haan raani la : kya hai raaja ra : haan roop barasata baadal tera pyaase hain nain ni soniye -2
Back to Film List

About THE TRAIN Songs and Lyrics

Explore the THE TRAIN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for THE TRAIN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics