FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TOM DICK AND HARRY

Read available TOM DICK AND HARRY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chheena Re Chheena Dil

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Chheena Re Chheena Dil

burn the dance floo chheena re chheena dil - 2 teri zaalim qaraari ada ne sanam o teri zaalim qaraari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein teri zaalim qaraari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein tera mera aamana saamna huan bechaini ko bechaini se thaamna huaan aashqui toh bekhudi ki raah mudd gayi bekaari yun badhi ke neend udd gayi teri zaalim shikaari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein main na jaanu kaunsa teera chal gaya chahaton ki lau uthi toh dil pighal gaya seene se yeh dard aar paar go gaya dheere dheere dhadkan ka qaraar kho gaya teri zaalim do dhaari adaa ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein teri zaalim qaraari ada ne sanam o teri zaalim qaraari ada ne sanam chheena re chheena re chheena dil - 3 deewana kiya pyar mein

O Mitra Re O Mitra

Singer: KUNAL GANJAWALA

Lyrics of O Mitra Re O Mitra

tujhse hi meri jind jaan v tujhse hi dil da hai jahaan ve tujhse hi meri jind jaan ve tujhse hi dil da hai jahaan ve tujhse hi mere din hai tujhse hi meri raaten tujhse hi meri baaten maan ve o mitra re o mitra - 2 tujhse hi meri jind jaan ve tujhse hi dil da hai jahaan ve tujhse hi mere din hai tujhse hi meri raaten tujhse hi meri baaten maan ve o mitra re o mitra - 2 ha ha tujhse hi meri jind jaan ve tujhse hi dil da hai jahaan ve kya bataaun kaise kaha main tujhe pyar kar baitha dekhi jo teri yeh adaayen dil tujhpe haar baitha tere ishq ki chahaten toh mujhe bekaraar karke mere dil ki tanhaaiyon mein armaan hazaar bhar ke o mitra re o mitra - 2 tujhse hi meri jind jaan ve tujhse hi dil da hai jahaan ve tujhse hi mere din hai tujhse hi meri raaten tujhse hi meri baaten maan ve mere khwaab mein mere khayaal meri yaadon ki tu mehfil ho gayi hai kuchh iss tarah tu meri zindagi mein shaamil tere dam se ab toh hai mere ehsaason ki jawani tujhse milke poori hui hai mere saanson ki kahani o mitra re o mitra - 2 tujhse hi meri jind jaan ve tujhse hi dil da hai jahaan ve tujhse hi mere din hai tujhse hi meri raaten tujhse hi meri baaten maan ve

Tanha Jiya Na Jaaye

Singer: HIMESH RESHAMIYA

Lyrics of Tanha Jiya Na Jaaye

tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye - bin tere o mere saathiya - 2 haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye bin tere o mere saathiya - 2 haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye manzar manzar tera chehra teri yaaden tera pehra rang yeh meri chahat ka hain duniya ke sab rang se gehra meri dil mein chaand hain tu meri dastaan mein hain tu meri chahaton mein hain tu meri hasraton mein hain tu bin tere o mere saathiya haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye paagal paagal dil ki dhadkan chhaya aaisa deewanapan tu na jaane tu na jaane kya hoti hai dil ki tadpan tujhse hai meri zindagi tujhse hi lagan hai lagi tujhse hai meri bekhudi tujhse hi meri har khushi bin tere o mere saathiya haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye meri saansen tujhse jaanam pal pal bechaini ka mausam lamha lamha tera aalam tujhko maange yeh dil har dam mera intezaar hain tu raahat hai karaar hain tu jeene ka khumaar hain tu mera pyar pyar hain tu bin tere o mere saathiya - 2 haai sukoon na aaye tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye - 3

Tere Sang Ishq Hain Yaar

Singer: HIMESH RESHAMIYA,

Lyrics of Tere Sang Ishq Hain Yaar

oh yea check it out on the floor lets' s rock oh yeah sarfaroshi meri tujhse hi saathiya bin tere bin tere jeena jeena hain kya sarfaroshi meri tujhse hi saathiya bin tere bin tere jeena jeena hain kya (tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya)- 5 ho tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya sarfaroshi meri tujhse hi saathiya bin tere bin tere jeena jeena hain kya sarfaroshi meri tujhse hi saathiya bin tere bin tere jeena jeena hain kya (tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya) - 5 ho tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya oh yeah check it out tu meri duniya tu meri jaan tu mera sajda tu hai imaan tere hi dam se mera jahaan tujhpe nichaavar mere armaan sarfaroshi meri tujhse hi saathiya bin tere bin tere jeena jeena hain kya (tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya) - 5 ho tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya teri khwaahishon mein chain-o-karaar teri ranjishon mein aata hain pyar shaam-o-sehar hai tera intezaar mera lamha lamha tera hi khumaar sarfaroshi meri tujhse hi saathiya bin tere bin tere jeena jeena hain kya (tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya) - 5 ho tere sang ishq hain yaar tere sang dil lagiya

Yeu Kashi Kashi Mi Nandayla

Singer: SONU NIGAM, VAISHALI SAMANT

Lyrics of Yeu Kashi Kashi Mi Nandayla

yeu kashi kashi mi nandaayala - aga yeu kashi kashi mi nandaayala yeu kashi kashi mi nandaayala - 3 oye re ??? - 8 arey yeu kashi kashi mi nandaayala - 2 yeu kashi kashi mi nandaayala - 4 teri adaayen paagal banaye hosh udaayen o jaanejaa yeu kashi kashi mi nandaayala - 4 teri adaayen paagal banaye hosh udaayen o jaanejaa aga baai yeu kashi kashi mi nandaayala yeu kashi kashi mi nandaayala - 3 yeu kashi kashi - 4 yeu kashi kashi mi nandaayala - 2 bole meri bechaini mohabbat kar le kar le bhool ke duniya ke gam pyar mein jee le mar le yeu kashi kashi mi nandaayala - 2 nashe mein jhoomen dhadkan ajab masti hai chhayi sahi jaayen na mujhse akele ab tanhaai teri yeh baaten armaan jagaayen aashiq banaaye o jaaneja yeu kashi kashi mi nandaayala - 2 oye re ??? - 2 ishq hai aaisa jaadu jo har dil ko dhadkaayen chahe jitna bhi roke koi bhi rok na paaye yeu kashi kashi mi nandaayala - 2 yeh sama hai kuchh aaisa chain le lega dil ka jaan leva hai yeh toh jaan ke jaan yeh lega qaatil yeh raaten dhadkan badhayen jalke jalaye o jaanejaa a baba yeu kashi kashi mi nandaayala yeu kashi kashi mi nandaayala aai ga yeu kashi kashi mi nandaayala yeu kashi kashi mi nandaayala re baba yeu kashi kashi mi nandaayala yeu kashi kashi mi nandaayala yeu kashi kashi

Zara Jhoom Jhoom

Singer: HIMESH RESHAMIYA

Lyrics of Zara Jhoom Jhoom

zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom tu hi arzoo hai tu hi mera hai jehan-o-jiya pe tu hi sanwaar hain dil mein macha di tune dhoom - 2 dhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom furkat mein aye mile na sochu tujhko hi sochu kaise main khudko roku saathiya yaadon pe bas chale na ek lamha bhi dhale na bin tere chain kahi na saathiya saathiya dil mein macha di tune dhoom - 2 dhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom tere siva na koi khayalon ke jahaan mein zameen-o-asmaan mein saathiya tu hi meri nazar mein tu mere dil jigar mein tu mere jism-o-jaan mein saathiya saathiya dil mein macha di tune dhoom - 2 dhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom jhoom zara jhoom
Back to Film List

About TOM DICK AND HARRY Songs and Lyrics

Explore the TOM DICK AND HARRY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TOM DICK AND HARRY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics