FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TRISHUL

Read available TRISHUL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aapki Mehki Hui Zulf

Singer: YESUDAS, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Aapki Mehki Hui Zulf

y: aap ki mehki hui zulf ko kehte hain ghat y: aap ki madbhari aankhon ko kanval kehte hain l: main to kuchh bhi nahi tum ko haseen lagati hu l: is ko chahat bhari nazaro ka amal kehte hain y: ek ham hi nahi sab dekhane vaale tum ko y: sang-e-marmar pe likhi shokh Gazal kehte hain l: aisi baatein na karo jin ka yaqeen mushkil ho l: aisi taarif ko niyat ka Khalal kehte hain y: meri taqadir ki tum ne mujhe apna samjha l: meri taqadir ki tum ne mujhe apna samjha y, l: is ko sadiyo ki tamannaao ka phal kehte hain - 2

Gapoochi Gapoochi Gum Gum

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Gapoochi Gapoochi Gum Gum

Both Gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki gum gum Gapoochi gapoochi gum gum Female: (Oh sanam hum dono saath rahein janam janam) - 2 Both: Gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki gum gum Gapoochi gapoochi gum gum Male: (phoolon jaisa chehra dali jaisa tan hai Female: teri hi amanat har dadkan hai) - 2 Male: arre aa bhi jaa bahon mein pyaar ka woh sangam Female: oh sanam hum dono saath rahein janam janam Both: Gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki gum gum Gapocohi gapoochi gum gum Male: (jaadu bhari aankhein khwabon ke khazane female: mehki mehki saan se baat hain tarane) - 2 Male: aa bhi jaa bahon mein pyaar ka woh sangam Female: oh sanam hum dono saath rahein janam janam Both: Gapoochi gapoochi gum gum kishiki kishiki gum gum Gapocohi gapoochi gum gum Female: (jaage jaage armaan Male: bheega bheega mausam Female: dilon ki yeh halchal Male: bondon ki yeh cham cham) - 2 Female: aa bhi jaa bahon mein pyaar ka woh sangam Male: arre oh sanam hum dono saath rahein janam janam Both: oh sanam hum dono saath rahein janam janam hmmm...la la la... Posted By : Dave and Aksha

Ja Ri Behna

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Ja Ri Behna

Female Baap ka ghar kya Bhai ka ghar kya aaj samjh ko sabko aajaan ladki jis ghar mein palti hai us ghar hoti hai mehmaan Male: (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Ladki ka jab bachpan jaaye meka saath hi jaaye usske jeevan saathi ka ghar usska ghar keh laaye (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Female: ladki ke jeevan mein jis din yeh shub abkar aaye saans baane woh maa usski aur sasur pita keh laaye Male: (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Ja ri behnaa ja tujhko yeh nabji banra saaye tere aangana naachni naache durga deep jalaaye (ja ri behnaa ja tu aapne ghar ja) - 2 Posted By : Aksha

Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho

k : aaj ham ishq ka izahaar kare to kya ho l : jaan pehchaan se inkaar kare to kya ho? k : bhari mehfil mein tumhe pyar kare to kyaa ho? l : koshishe aap ki betaar kare to kya ho? k : kehte darati ho dil mein maarti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darati ho dil mein maratii ho jaaneman tum kamaal karti ho k : aankhon aankhon mein muskurati ho baato baato mein dil lubhati ho narm saanso ki garm leharo se dil ke taaro ko gudgudati ho arre in sab baato ka matlab puchhe to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho l : chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajib aadat hai itna hungama kisliye aakhir pyaar hai yaa koi musibat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya-kya ulte-sidhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karti ho k : mastiyaan si fazaan pe chhaayi hain vaadiyaan rang mein nahaai hain l : narm-sabz-ped shokh phulon ne makhmali chhaadaren bichhaayii hain k : aah, chhodo sharamaanaa aise mausam me tabiyat kyon nihaal karti ho ho! jaaneman tum kamaal karti ho l : jab bhi milte ho jaane tum kya-kya ulte-sidhe savaal karate ho jaaneman tum kamaal karte ho

Mohabbat Bade Kaam Ki Chiz Hain

Singer: MOH. RAFI, YESUDAS, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Mohabbat Bade Kaam Ki Chiz Hain

har taraf husn hai, jawaanee hai, aaj kee raat kyaa suhaanee ha reshamee jism tharatharaate hai, maramaree khwaab gunagunaate hai dhadakanon mein surur failaa hai, rang najadik-o-door failaa hai daawata-ye-ishk de rahee hain fajaa aaj ho jaa kisee haseen pe fidaa ke mohabbat bade kaam kee cheej hain kaam kee mohabbat ke dam se hain duniyaan kee raunak mohabbat naa hotee to kuchh bhee naa hotaa najar aaur dil kee panaahon kee khaatir ye jannat naa hotee to kuchh bhee naa hotaa yahee yek aaraam kee cheej hai kitaabon mein chhapate hain chaahat ke kisse hakikat kee duniyaan mein chaahat naheen hai jamaane ke baajar mein ye wo shay hai ke jis kee kisee ko jarurat naheen hai ye bekaar, bedaam kee cheej hai ye kudarat ke aaraam kee cheej hai ye bas naam hee naam kee cheej hai mohabbat se itanaa khafaa honewaale chal aa aaj tuz ko mohabbat sikhaa de teraa dil jo barason se wiraan padaa hain kisee naajaneenaan ko is mein basaa de meraa mashawaraa kaam kee cheej hai
Back to Film List

About TRISHUL Songs and Lyrics

Explore the TRISHUL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TRISHUL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics