FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from TUM TOH NAHIN HO (ALBUM)

Read available TUM TOH NAHIN HO (ALBUM) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jis Din Se Chala Hoon

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Jis Din Se Chala Hoon

jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekh jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha maine koi gujra hua manzar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha pathhar mujhe kehta hai mera chahanewala pathhar mujhe kehta hai mera chahanewala main mom hoon usne mujhe chhukar nahi dekha main mom hoon usne mujhe chhukar nahi dekha maine koi gujra hua manzar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon bewaqt agar jaaunga sab chowk pade bewaqt agar jaaunga sab chowk pade ek umra hui din mein kabhi ghar nahi dekha ek umra hui din mein kabhi ghar nahi dekha jis din se chala hoon yeh phool mujhe koi viraasat mein mile hai yeh phool mujhe koi viraasat mein mile hai tumne mera kaanton bhara bistar nahi dekha tumne mera kaanton bhara bistar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha maine koi gujra hua manzar nahi dekha jis din se chala hoon kabhi mudkar nahi dekha jis din se chala hoon

Mohabbat Mein Dikhaave Ki

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Mohabbat Mein Dikhaave Ki

mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mil mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila agar gale nahi milta toh haath bhi na mila agar gale nahi milta toh haath bhi na mila mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila gharon pe naam the naamon ke saath auhade the gharon pe naam the gharon pe naam the naamon ke saath auhade the bahut talaash kiya koi aadami na mila bahut talaash kiya koi aadami na mila mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila tamaam rishton ko main ghar pe chhod aaya tha tamaam rishton ko main ghar pe chhod aaya tha phir uske baad mujhe koi ajanabi na mila phir uske baad mujhe koi ajanabi na mila mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila bahut ajeeb hai yeh kurbaton ki duri bhi bahut ajeeb hai bahut ajeeb hai yeh kurbaton ki duri bhi woh mere saath raha aur mujhe kabhi na mila agar gale nahi milta toh haath bhi na mila mohabbaton mein dikhaave ki dosti na mila

Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Mujhe Tumse Mohabbat Ho Gayi Hai

mujhe tumse mohabbat ho gayi ha mujhe tumse mohabbat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai khuda se roz tumko maangta hoon khuda se roz tumko maangta hoon khuda se roz tumko maangta hoon meri chahat ibaadat ho gayi hai meri chahat ibaadat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai woh chehra chaand hai aankhen sitaaren woh chehra chaand hai aankhen sitaaren zameen phoolon ki jannat ho gayi hai zameen phoolon ki jannat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai bahut din se tumhe dekha nahi hai bahut din se tumhe dekha nahi hai bahut din se tumhe dekha nahi hai chale bhi aaon muddat ho gayi hai chale bhi aaon muddat ho gayi hai yeh duniya khoobsurat ho gayi hai mujhe tumse mohabbat ho gayi hai

Raat Ankhon Main Dhali

Singer: JAGJIT SINGH

Lyrics of Raat Ankhon Main Dhali

Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aay Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye Hum Hawao Ki Tarah Jaake Use Chu Aaye Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye Bas Gayi Hain Mere Ehsaas Main Yeh Kaisi Mehak Bas Gayi Hain Mere Ehsaas Main Yeh Kaisi Mehak Koi Khusbu Main Lagau Teri Khusbu Aaye Hum Hawao Ki Tarah Jaake Use Chu Aaye Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye Usne Chukar Mujhe Pathhar Se Phir Insaan Kiya Usne Chukar Mujhe Pathhar Se Phir Insaan Kiya Muddato Baad Mere Aankh Main Aansu Aaye Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye Maine Din Raat Khuda Se Yeh Dua Maangi Thi Maine Din Raat Khuda Se Yeh Dua Maangi Thi Koi Aahat Na Ho Dar Par Mere Jab Tu Aayi Koi Aahat Na Ho Dar Par Mere Jab Tu Aayi Hum Hawao Ki Tarah Jaake Use Chu Aaye Raat Aankhon Main Dhali Palkon Pe Jugnu Aaye
Back to Film List

About TUM TOH NAHIN HO (ALBUM) Songs and Lyrics

Explore the TUM TOH NAHIN HO (ALBUM) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for TUM TOH NAHIN HO (ALBUM).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics