FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from UMRAO JAAN

Read available UMRAO JAAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Cheez Kya Hai

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Dil Cheez Kya Hai

Aa aa aa aa, aa aa a Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye - 2 Bas ek baar mera kaha Bas ek baar mera kaha maan lijiye - 2 Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Is anjuman mein aap ko Is anjuman mein, aah, aah aah aah Is anjuman mein aap ko Is anjuman mein aap ko aana hai baar baar Aana hai baar baar Deevaar-o-dar ko gaur se Deevaar-o-dar ko gaur se pehchaan lijiye - 2 Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Maana ke doston ko nahin Doston, doston ko nahin Maana ke doston ko nahin dosti ka paas Lekin yeh kya ke gair ka Lekin yeh kya ke gair ka ehsaan lijiye - 2 Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Kahiye to Kahiye to aasmaan ko Kahiye to aasmaan ko zameen par utaar laaye Mushkil nahin hai kuch bhi Mushkil nahin hai kuch bhi agar thaan lijiye - 2 Dil cheez kya hai aap meri jaan lijiye Bas ek baar, bas ek baar Bas ek baar mera kaha maan lijiye Maan lijiye, maan lijiye

In aankhon ki masti ke

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of In aankhon ki masti ke

In aankhon ki masti ke, aah aah aah aa In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain Mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Ek tum hi nahin tanha, aah aah Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva Ulfat mein meri rusva Is shaher mein tum jaise Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain Deewaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke, aah aah aah Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain Aankhon se pilaate hain Kehne ko to duniya mein Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain Maikhaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke Is shamm-e-faroza ko, aah aah Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho Aandhi se darraate ho Is shamm-e-faroza ke Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain Parvaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain Afsaane hazaaron hain In aankhon ki masti ke

Jab Bhi Milti Hain

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Jab Bhi Milti Hain

jab bhi milti hai mujhe ajnabi lagti kyon hai zindagi roz naye rang badalti kyon hai tum se bichhade hain to ab kis se milati hai hamein zindagi dekhiye kya rang dikhati hai hamein

Kaahe Ko Byaahe Bides

Singer: JAGJIT KAUR

Lyrics of Kaahe Ko Byaahe Bides

kaahe ko byaahe bides, are lakhiyan baabul mohe -2 kaahe ko byaahe bides ... ham to baabul tore bele ki kaliyan -2 are ghar-ghar maange hain jaaye are lakhiyan baabul mohe ... kaahe ko byaahe bides ... mahalan tale se dola jo nikala -2 are beeran mein chhaaye pachhaad are lakhiyan baabul mohe kaahe ko byaahe bides ... bhaiya ko diyo baabul mahalan do mahalan -2 are ham ko diyo pardesh are lakhiyan baabul mohe kaahe ko byaahe bides are lakhiyan baabul mohe kaahe ko byaahe bides are lakhiyan baabul mohe

Pratham Dhar Dhyan Dinesh

Singer: USTAD GHULAM MUSTAFA, SHAHIDA KHAN, RUNA PRASAD

Lyrics of Pratham Dhar Dhyan Dinesh

pratham dhar dhyaan dinesh brahma vishnu mahesh ab mori naiyya paar karo ji hazarat nizaam-ud-diin auliya sujan vichaar aayo man ma kab piya aaye more mandirava biraj mein dhoom machaayo kaanha kaise kar jaaun sakhi apane dhaam dashran do shankar mahaadev mahaadev tihaare charan bin more kal naahi padat ghar pal chhin pakadat bainya mori banavaari choodiyaan ka ras gayi saare anaadi bansuri baj rahi dhun madhur kanhaiya ke rat jaago
Back to Film List

About UMRAO JAAN Songs and Lyrics

Explore the UMRAO JAAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for UMRAO JAAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics