FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from WOH 7 DIN

Read available WOH 7 DIN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kangna Kangna

Singer: LATA MANGESHKAR, SHABBIR KUMAR

Lyrics of Kangna Kangna

chup reh sakta toh chup rehta par chup rehna mushkil hai - aankhon se mann ki baat samajh le muh se kehna mushkil hai main bholi kya jaanu aankhon ki yeh boli ho boli ho bholi kangna hoi hoi kangana - 2 meri neend churake le gaye gori tere kangana kangna hoi hoi kangana - 2 meri neend churake le gaye gori tere kangana sajana hoi hoi sajana - 2 yahi pehan ke aaungi main tere angana sajana hoi hoi sajana yahi pehan ke aaungi main tere angana sajana yeh bechaini chhodo haskar chain se baaten chaar karo yeh bechaini chhodo haskar chain se baaten chaar karo kisne kaha tha tumse aakhir mujhse itna pyar karo apane haath nahi hota nahi hota jee ka lagana kangna hoi hoi kangana meri neend churake le gaye gori tere kangana kangna mil na sake hum duniya mein toh iss mitti mein mil jaaye mil na sake hum duniya mein toh iss mitti mein mil jaaye iss mitti se pyar bhare toh phool chatakar khil jaaye khatam ho saare din ka tadapana tadapana saari raat ka jagana sajana hoi hoi sajana yahi pehan ke aaungi main tere angana kangna hoi hoi kangana meri neend churake le gaye gori tere kangana sajana hoi hoi sajana yahi pehan ke aaungi main tere angana sajana

Mere Dil Se Dillagi

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Mere Dil Se Dillagi

mere dil se dillagi na kar -2 dil dhadak gaya to kya hoga -2 halka sa beech mein parada hai -2 ye sarak gaya to kya hoga -2 mere dil se dillagi ... man paapi hai tan ghaayal hai -2 chham-chham ke na chal pag paayal hai -2 teri paayal ka koi ghungharu -2 jo chhanak gaya to kya hoga -2 mere dil se dillagi ... mat chhedo tum ham deevaanon ko -2 ham chhed na den aramaanon ko -2 dil sheesha hai dil guncha hai -2 ye chatak gaya to kya hoga mere dil se dillagi ... aasaan na kar mushqil meri -2 hai door abhi manzil meri -2 apane raste se ye raahi jo bhatak gaya to kya hoga mere dil se dillagi ...

Payaliya Jhankaar Mori

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Payaliya Jhankaar Mori

wah ji wah kya darshan hai kya roop hai dhanya ho gayi aankhe kripa kusum shankasham kashe deham mahaditam tamori sarv papganam prana tusmi diwakaram praham num aari rotya rog raksham karaka vishwamam sthanam sambodhta peeda harto ne ravi aa~ aaha ha ha sundar bahut hi sundari lovely bahut achhe beautifull um hu dekho yeh raag poore dhanashriya hai ismein shuddhh devat nahi lagta komal dhevat lagta hai agar aap ismein shuddhh devat lagayegi to yeh poore dhanashriya poora kalyan hi ho jaayega ne re ga ma dha dha pa pa da ma pa ga ma dha dha dha oye band karo hum yaha sangeet ka ras aur prem bhaav samjha rahe hai aur tum ho ke char char laga rakhi hai dha pa aa~ payaliya jhankaar mori... stupid idiot fool murkh maha murkh gadhada oye gussa mat karo lagaon apana shuddhha devat koi baat nahi
Back to Film List

About WOH 7 DIN Songs and Lyrics

Explore the WOH 7 DIN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for WOH 7 DIN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics