FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from WOH LAMHE

Read available WOH LAMHE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bin Tere Kya Hai Jeena

Singer: JAWAD AHMAD

Lyrics of Bin Tere Kya Hai Jeena

bin tere kya hai jeena - mere dil ki raani tum meri khushiyon ka mausam mere khwaabon ki taaviz mere sapanon ki tasveer bin tere kaisi aas woh jeet ho ya haar tere sang hai sab kuchh tu na ho toh bekaar bin tere kya hai jeena - 2 suni khaali raaten ruthi feeki baaten har aahat pe chaaukun tujhko harsu dekhu tujhko hardam sochu tujhko har pal chahu tere bin toh jeevan mera hai intezaar bin tere kya hai jeena - 2 tere saath jiye jo pal kuchh unse nahi badhkar tere khaatir saans main loon teri khaatir jeeta hoon marne ki tamanna bhi tere saath main rakhta hoon tu hai jeene ki wajah kar mera aitbaar bin tere kya hai jeena...

Kya Mujhe Pyar Hai

Singer: KAY KAY

Lyrics of Kya Mujhe Pyar Hai

meri duniya.. kyun aajkal neend kam khwaab jyada hai lagta khuda ka koi nek iraada hain kal ka fakir dil aaj shehzada hain lagta khuda ka koi nek iraada hain kya mujhe pyar hain aah kaisa khumaar hain aah kya mujhe pyar hain aah kaisa khumaar hain aah o o o o o ... meri duniya... pathhar ke inn raston pe phoolon ki ek chadar hain jabse milen ho hamko badla har ek manzar hain dekho jahaan mein neele neele aasmaan tale rang naye naye hain jaise ghulte hue soye the khwaab mere jaage tere waaste tere khayaalon se hai bheege mere raaste kya mujhe pyar hain aah kaisa khumaar hain aah kya mujhe pyar hain aah kaisa khumaar hain aah o o o o o ... tum kyon chale aate ho har raat in khwaabon mein chupke se aa bhi jaaon ek din meri baahon mein tere hi sapanen andheron mein ujaalon mein koi nasha hain teri aankhon ke pyaalon mein tu mere khwaabon mein jawaabon mein sawaalon mein har din chura tumehn main laata hoon khayalon mein kya mujhe pyar hain aah kaisa khumaar hain aah kya mujhe pyar hain aah kaisa khumaar hain aah o o o o o ... Corrected By : Aastha

So Jaaon Main - Female

Singer: SHREYA GHOSHAL

Lyrics of So Jaaon Main - Female

so jaaoon mai tum agar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon kho jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon jaagi nazar mein soyi nazar mein har pal sanam tum jhilmilaaon so jaaoon main tum magar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon kho jaaoon main magar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon meri khushi mein shaamil raho tum iss zindagi mein shaamil raho tum yun toh hai laakhon armaan dil mein mehfil mein jaan-e-mehfil raho tum hothon pe mere shaam savere yun hi sanam tum muskuraaon so jaaoon main tum agar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon kho jaaoon main tum meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon banke sitara aankhon mein chamko in aati jaati saanson mein mehko bas jaaon aake tum meri jaan mein dil banke mere seene mein dhadko tum mujhko chaho baas mujhko chaho saare jahaan ko bhul jaaon so jaaoon main tum agar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon kho jaaoon main tum agar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon jaagi nazar mein soyi nazar mein har pal sanam tum jhilmilaaon so jaaoon main tum agar mere khwaabon mein aaon mere khwaabon mein aaon kho jaaoon main tum agar meri yaadon mein aaon meri yaadon mein aaon

Tu Jo Nahin Hain

Singer: GLENN JOHN

Lyrics of Tu Jo Nahin Hain

tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hai yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain samajh mein na aaye yeh kya maajara hain tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain samajh mein na aaye yeh kya maajara hain tujhe paake dil mein yeh khaalisa kya hain yeh khaalisa kya hain kyun har waqt dil mein ??? kali hain kyun har waqt seene mein rehti kami hain tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen jidhar bhi yeh dekhen jahaan bhi yeh jaayen tujhe dhundhati hai yeh paagal nigaahen yeh paagal nigaahen main zinda hoon leking kahaan zindagi hain meri zindagi toh kahaan kho gayi hain tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain yeh maana ki mehfil jawaan hain haseen hain tu jo nahi hain toh kuchh bhi nahi hain
Back to Film List

About WOH LAMHE Songs and Lyrics

Explore the WOH LAMHE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for WOH LAMHE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics