FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from YAAD (ALBUM)

Read available YAAD (ALBUM) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

hum naa jaane

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of hum naa jaane

(Hum Na Jane Pyar Humko Ho Gaye Kais Dilagi Mein Is Kadar Dil Kho Gaye Kaise)2 Ke Ab Raat Din Tadap Te Hain Hum Tumhe Yaad Kar Ke O Janam)2 Jab Jab Tumhe Dekhe Sanam Ho Jaye Dil Betab Sa In Ankh Mein Chupke Se Kum Rakhde Ke Ha Ek Khab Sa Yadein Tumhare Har Gadi Dil Ko Chalati Hain Tanhaeyan Aksar Humein Tadpa Ke Jaati Hain Tumse Ho Kar Juda Ab Jiye Kaise Hum Hum Na Jane Pyar Humko Ho Gaye Kaise Dilagi Mein Is Kadar Dil Kho Gaye Kaise Ke Ab Raat Din Tadap Te Hain Hum Tumhe Yaad Kar Ke O Janam Is Pyar Mein Hum Aj Kal Dube Rahein Shaamo Seher Dilki Lagi Kya Kar Gayi Humko Nahin Kutch Be Khabar Na Hosh Hai Apna Humein Na Dil Pe Hai Kabu Na Jane Humpe Kardiya Hai Tumne Kya Jadoo Dil Ye Pagal Hua Aj Apni Kasam Hum Na Jane Pyar Humko Ho Gaye Kaise Dilagi Mein Is Kadar Dil Kho Gaye Kaise Ke Ab Raat Din Tadap Te Hain Hum Tumhe Yaad Kar Ke O Janam Posted By: Hussan

Humein Tumse Pyar Hain

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Humein Tumse Pyar Hain

hume tumse pyar ha kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein hume tumse pyar hai kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein khayaloon mai har pal tumhai dekhte hain sanam tumhi pe fida hain dewane tumhare hain hum hume tumse pyar hai kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein koi aur dekhe jo tumko agar to jalta hai dil kya karein tumhari wafa ke liye raat din machal-ta hai dil kya karein kehta hai tumse dil yeh dewana dewane ko mushkil hai samjhana tum kya jano yaad tumhari tarpai har pal hume tumse pyar hai kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein tumhe chah-ta hai kyun itna yeh dil ke abh dil pe bas na chale buhat din se is dil ko zid hai sanam tumhe hum lagain gaale tumse milne ki abh tou chahat hai tum jano kya dil ki jo halat hai dil ka agar hal ye raha tou hum ho gaaein ge pagal hume tumse pyar hai kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein hume tumse pyar hai kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein khayaloon mai har pal tumhai dekhte hain sanam tumhi pe fida hain dewane tumhare hain hum hume tumse pyar hai kaise kahein ye dil bekarar hai kaise kahein Posted By : Babydoll

Jeena Hai Tere Liye

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Jeena Hai Tere Liye

Jeena hain tere liy Marna hain tere liye Mujhko hain yaad sanam Tune jo vaade kiye Teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko hain yaad sanam Tune jo vaade kiye Teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Tere khayalon mein aajkal Raaton ko jaaga karu mein Kaise kategi yeh zindagi Har pal yeh socha karu mein Meri yaadein ro padi Jaise saawan ki jhadi Tune badla rasta Tu kahan hain kya pata Juda tu ho gayi Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko mohabbat ke naam pe Tujhse mili hain judaai Leke tera naam aaj dil Dene laga hain duhai Mein to tanha reh gaya Jabse tera sang gaya Mere dil ko tod ke Naye rishte jod ke Kaha chali gayi Jeena hain tere liye Marna hain tere liye Mujhko hain yaad sanam Tune jo vaade kiye Ho ho teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Teri yaadein aa gayi Mere dil pe cha gayi Tujhe dhundu mein kaha Tu kahan hain meri jaan kahe Dil mera Jeena hain tere liye Submitted by: Rajan

Mohabbat Kabhi Maine Ki

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Mohabbat Kabhi Maine Ki

O jaan-e-jaan yeh sach hain k Mein apni mohabbat ka izhaar Kabhi khul ke na kar saka Magar meri aankhen Hamesha meri dil ki haalat batati rahi hain Aur tu hain ke mujhse bekhabar aaj bhi hain Mere dil ki har dhadkan sirf tera naam leti hain Sirf tera naam (Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi Kisiki nigahon se pi to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho) 2 (Tu saanson mein samaye Tu dhadkan ko churaye Kahi deewana ho jaoo na tera) 2 Pehli nazar ka pehla nasha Dil mein utarta jaaye sanam Sharmake mujhse milna tera Jaadoo sa karta jaaye sanam Yeh beqarari aisi khumari Pehle kabhi to mujhpe na hui Kabhi dil pe yoon bekhudi to nahin thi Kisise mujhe aashiqui to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho Kitne hi chehre dekhe magar Maine chuna hain bas ek tujhe Har pal ho meri baahon mein tu Mil jaaye aisi kismat mujhe Dil yeh pukara tera nazara Karta hi jaoon o jaan-e-jaan Mujhe pehle itni khushi to nahin thi Yoon mehki hui zindagi to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho Tu saanson mein samaye Tu dhadkan ko churaye Kahi deewana ho jaoo na tera) 2 Mohabbat kabhi maine ki to nahin thi Kisiki nigahon se pi to nahin thi Magar yeh achanak hua kya, ho ho ho
Back to Film List

About YAAD (ALBUM) Songs and Lyrics

Explore the YAAD (ALBUM) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for YAAD (ALBUM).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics