FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from YEH TERAA GHAR YEH MERAA GHAR

Read available YEH TERAA GHAR YEH MERAA GHAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hasta Hua Yeh

Singer: SHRIKUMAR

Lyrics of Hasta Hua Yeh

Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Ter Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua Le Le Dil Le Le Are De De Dil De De Main Hoon Deewana Tera Main To Hoon Deewana Tune Na Jaana Haay Tune Yeh Na Jaana Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua Le Le Dil Le Le Are De De Dil De De Main Hoon Deewana Tera Main To Hoon Deewana Tune Na Jaana Haay Tune Yeh Na Jaana Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua Teri Ada Hai Pyaari Pyaari Kar Li Hai Maine Tujhse Yaari Teri Ada Hai Pyaari Pyaari Kar Li Hai Maine Tujhse Yaari Dil Maine Haara Sab Tujhpe Vaara Dil Maine Haara Sab Tujhpe Vaara Jeena Marna Tere Liye Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera Main Chalun Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua Aankhen Yeh Teri Kaali Kaali Gaalon Pe Tere Chaayi Laali Ho Aankhen Yeh Teri Kaali Kaali Gaalon Pe Tere Chaayi Laali Sun Le Haseena Tu Hain Nageena Sun Le Haseena Tu Hain Nageena Aaja Aa Meri Baahon Mein Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera Aah Der Ho Rahi Hain Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua Le Le Dil Le Le Are De De Dil De De Main Hoon Deewana Tera Main To Hoon Deewana Tune Na Jaana Haay Tune Yeh Na Jaana Hasta Hua Yeh Pyaara Chehra Tera Dekha Jo Maine Tujhko Paagal Hua

Kuch Pyar Bhi Kar

Singer: ADNAN SAMI

Lyrics of Kuch Pyar Bhi Kar

Kabhi Idhar Hai Kabhi Udhar Ha Kabhi Idhar Hai Kabhi Udhar Hai Kisi Ko Apni Nahin Khabar Hain Koi Yeh Mohre Badal Raha Hain Gira Hai Koi Sambhal Raha Hain Kahe Jo Hum Ek Baar Sun Le Hamare Dil Ki Pukar Sun Le Sun Le Re Sun Le Re Sun Le Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar Yeh Meraa Ghar Yeh Teraa Ghar Ey Yaar Na Aisi Baatein Kar Mil Jaaye Koi Dilwala Agar Mil Jaaye Koi Dilwala Agar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Koi Karodo Kama Raha Hain Koi Karodo Kama Raha Hain Koi Karodo Gawa Raha Hain Kahin Pe Duniya Luti Huvi Hain Kahin Pe Mehfil Saji Huvi Hain Luta De Khud Ko Ke Jo Nibhana Le Jo Tere Bas Ka Hain Tu Bhi Kar Le Kar Le Re Kar Le Re Kar Le Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar Ey Yaar Na Aisi Baatein Kar Mil Jaaye Koi Dilwala Agar Mil Jaaye Koi Dilwala Agar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Har Ek Pal Ko Savar Le Tu Ho Har Ek Pal Ko Savar Le Tu Ke Zindagi Ko Nikhar Le Tu Ada Ada Mein Koi Maza Hain Ke Chahaton Mein Bada Maza Hain Ladai Jagde Na Apne Sar Le Tu Apni Life Ko Set Kar Le Kar Le Re Kar Le Re Kar Le Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar Yeh Meraa Ghar Yeh Teraa Ghar Ey Yaar Na Aisi Baatein Kar Mil Jaaye Koi Dilwala Agar Mil Jaaye Koi Dilwala Agar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar Kuch Pyar Bhi Kar

Mil Jaye Khazana

Singer: SHAAN, KK

Lyrics of Mil Jaye Khazana

Mil Jaye Khazan Mausam Ho Suhana Dil Apna Khil Uthe Ek Mahal Banaye Noto Se Sajaye Koyi Ladki Jab Mile Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana Dil Gaaye Tarana Jhoome Yeh Zamana Ek Sapna Sach Bane Hum Pyaar Lutaye Hum Rang Jamaye Deewana Sab Kahe Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana Gaadi Hon Nahin Ke Ladki Ho Haseen Udte Hum Phire Ke Dhoonde Sab Hume Ho Yeh Mera Raja Jeena Pyaar Se Jeena Yeh Jahan Phir Mile Na Yaar Banana Pyaar Nibhana Mil Jaye Khazana Mausam Ho Suhana Dil Apna Khil Uthe Ek Mahal Banaye Noto Se Sajaye Koyi Ladki Jab Mile Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana Aisi Ho Ada Ke Duniya Ho Fida Chalta Hi Rahe Yeh Dil Ka Silsila Jhoomen Zameen Aasmaan Jeena Pyaar Se Jeena Yeh Maza Phir Mile Na Bhool Na Jaane Dil Ka Tarana Mil Jaye Khazana Mausam Ho Suhana Dil Apna Khil Uthe Ek Mahal Banaye Noto Se Sajaye Koyi Ladki Jab Mile Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana Jeena Pyaar Se Jeena Gam Koyi Phir Hume Rahe Na Mauj Udana Jhoom Ke Gaana

Saraswati Yeh Teraa

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Saraswati Yeh Teraa

Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Gha Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Kisne Ghar Yeh Diya Diya Hai Kisne Kabzaa Kiya Kiya Aisa Kaise Hua Hua Hai Sab Kuch Tujhko Pata Pata Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Kaise Yeh Bhole Bhaale Andar Se Kaale Hain Hum Ne To Saap Jaise Ghar Hi Mein Paale Hain Din Raat Yeh To Humko Daste Hi Rehte Hain Phir Bhi Sharif Yeh To Apne Ko Kehte Hain Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Jis Pe Bharosa Kije Dhoka Woh Deta Hain Jaagir Hum Jaiso Ki Woh Dhaap Leta Hain Daya Dikhanewaale Thokar Hi Khaate Hain Sidhe Ko Duniyawale Ullu Banate Hain Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Kisne Ghar Yeh Diya Diya Hai Kisne Kabzaa Kiya Kiya Aisa Kaise Hua Hua Hai Sab Kuch Tujhko Pata Pata Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Main Bhi Jaanon Tu Bhi Jaane Jaane Jaana Phir Bhi Tu Na Meri Maane Jaane Jaana Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar Saraswati Yeh Teraa Ghar Hai Meraa Ghar Nahin Nahin Yeh Tera Ghar Hai Meraa Ghar
Back to Film List

About YEH TERAA GHAR YEH MERAA GHAR Songs and Lyrics

Explore the YEH TERAA GHAR YEH MERAA GHAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for YEH TERAA GHAR YEH MERAA GHAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics