FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from YEH ZINDAGI KA SAFAR

Read available YEH ZINDAGI KA SAFAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ahista Ahista

Singer: SONU NIGAM, SHRADDHA PANDIT

Lyrics of Ahista Ahista

Ahista Ahista Milte Hain Dil Sana Ahista Ahista Milte Hain Dil Sanam Kyon Na Kar Le Aap Se Pyaar Hum Ahista Ahista Baat Hi Baat Mein Is Mulakaat Mein Baat Hi Baat Mein Is Mulakaat Mein Aisa Kya Ho Gaya Ho Gaye Hosh Kam Ahista Ahista Milte Hain Dil Sanam Kyon Na Kar Le Aap Se Pyaar Hum Ahista Ahista Jeene Ki Aas Tum Dil Ka Ehsaas Tum Jeene Ki Aas Tum Dil Ka Ehsaas Tum Sang Tumhara Hume Chaahiye Har Janam Ahista Ahista Milte Hain Dil Sanam Kyon Na Kar Le Aap Se Pyaar Hum Ahista Ahista Raaste Yeh Naye In Mein Hum Kho Gaye Raaste Yeh Naye In Mein Hum Kho Gaye Manzilen Ka Pata Milke Dhoondhenge Hum Ahista Ahista Milte Hain Dil Sanam Ahista Ahista Milte Hain Dil Sanam Kyon Na Kar Le Aap Se Pyaar Hum Ahista Ahista

Aye Chand Khoobsurat

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Aye Chand Khoobsurat

Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taar Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par Tum Mere Gham Baat Lo Main To Hoon Zarra Tanha Zameen Par Tum Mere Gham Baat Lo Kuch Saath Apna To Kaam Aaye Dil Se Kuch Gham Kam To Ho Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Tu Bhi Akela Is Duniya Mein Main Bhi Akela Yahan Tu Bhi Akela Is Duniya Mein Main Bhi Akela Yahan Yeh Bebasi Ab Hum Dono Ko Le Jaaye Jaane Kahan Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Kuch Apni Tum Kaho Kuch Lo Meri Khabar Ho Jaaye Dosti Kat Jaaye Yeh Safar Aye Chand Khoobsurat Aye Aasman Ke Taare Tum Mere Sang Zameen Par Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro Thodi Si Raat Guzaro

Dil To Kehta Hai

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Dil To Kehta Hai

Dil To Kehta Hai Woh Apne Ha Apne Hi Hai Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai Apne Hi Hai Jinki Jaanib Se Ho Jinki Jaanib Se Halka Sa Ishaara Bhi Nahin Koyi Aawaz To Aayi Hain Kahin Se Lekin Usne Ab Tak To Bhoole Se Pukara Bhi Nahin Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai Apne Hi Hai Raaz Dil Ka To Kabhi Sab Ko Bataya Na Karo Par Jo Apna Ho Kabhi Us Se Chupaya Na Karo Raaz Dil Ka To Kabhi Sab Ko Bataya Na Karo Par Jo Apna Ho Kabhi Us Se Chupaya Na Karo Hum Ne Jeeta Nahin Ho Hum Ne Jeeta Nahin Dil Aapne Haara Bhi Nahin Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai Apne Hi Hai Dil To Bas Dil Hain Yeh Sab Ko To Diya Jaata Nahin Pyaar Sab Se To Zamane Mein Kiya Jaata Nahin Dil To Bas Dil Hain Yeh Sab Ko To Diya Jaata Nahin Pyaar Sab Se To Zamane Mein Kiya Jaata Nahin Zor Apna Bhi Ho Zor Apna Bhi Rahe Dil Pe Tumhara Bhi Nahin Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai Apne Hi Hai Jinki Jaanib Se Halka Sa Ishaara Bhi Nahin Koyi Aawaz To Aayi Hain Kahin Se Lekin Usne Ab Tak To Bhoole Se Pukara Bhi Nahin Dil To Kehta Hai Woh Apne Hai Apne Hi Hai Dil To Kehta Hai

Halat Na Poochho Dil Ki

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Halat Na Poochho Dil Ki

Halat Na Poochho Dil K Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Halat Na Poochho Dil Ki Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain Kabhi Zyaada To Kabhi Kam Halat Na Poochho Dil Ki Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Jeevan Ki Yeh Lambi Dagar Hain Mujhko Pata Hain Tumko Khabar Hain Jeevan Ki Yeh Lambi Dagar Hain Mujhko Pata Hain Tumko Khabar Hain Tanha Safar Yeh Kat Na Sakega Kal Yeh Tumhara Dil Bhi Kahega Koi Aake Gale Se Lagaye Ho Jaaye Kisi Ke Hum Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain Kabhi Zyaada To Kabhi Kam Halat Na Poochho Dil Ki Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Banke Saathi De Do Sahara Har Dhadkan Ne Tumko Pukara Banke Saathi De Do Sahara Har Dhadkan Ne Tumko Pukara Baat Pate Ki Meri Maano Deewane Ko Apna Jaano Shukriya Main Karoonga Tumhara Jo Hogi Nigahen Garam Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain Dard Chaahat Ka Ho Raha Hain Kabhi Zyaada To Kabhi Kam Halat Na Poochho Dil Ki Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Halat Na Poochho Dil Ki Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam Badi Mushkil Mein Dil Hain Sanam

Main Kaun Hoon

Singer: JASPINDER NARULA

Lyrics of Main Kaun Hoon

Main Kaun Hoon Kya Hoo Jaana Mujhe Hain Kahan Ay Zameen Aasman Ay Hawa Tu Bata Kaun Hoon Main Kya Hoon Main Kahan Mujhe Hain Jaana Main Kaun Hoon Kya Hoon Jaana Mujhe Hain Kahan Ay Zameen Aasman Ay Hawa Tu Bata Kaun Hoon Main Kya Hoon Main Kahan Mujhe Hain Jaana Hawa Ko Main Rok Loon Main Khushboo Ko Baandh Doon Sitare Tod Laaongi Main Chaandni Churaaongi Ay Zindagi Magar Bata Main Kaun Hoon Kya Hoon Jaana Mujhe Hain Kahan Ay Zameen Aasman Ay Hawa Tu Bata Kaun Hoon Main Kya Hoon Main Kahan Mujhe Hain Jaana Main Aa Gayi Hoon Kahan Yeh Kho Gayi Hoon Kahan Zindagi Tu Mujhe Meri Pehchaan De Mera Wajood Tu Bata Main Kaun Hoon Kya Hoon Jaana Mujhe Hain Kahan Ay Zameen Aasman Ay Hawa Tu Bata Kaun Hoon Main Kya Hoon Main Kahan Mujhe Hain Jaana Kabhi Kisi Bhi Mod Par Ruke Mere Kadam Agar Badhaoongi Main Hosla Chunungi Main Woh Raasta Chala Na Ho Koi Jahan Yeh Din Yeh Raat Mujhme Hain Yeh Kaaynaat Mujhme Hain Yeh Zameen Aasman Yeh Jahan Mujh Mein Hain Main Kya Kahoon Yeh Sach To Yeh Ke Woh Khuda Mujhe Mein Hain

Nikal Padi

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Nikal Padi

Nikal Pad Nikal Padi Apni To Yaaro Re Nikal Padi Apni To Yaaro Re Hua Hai Meherbaan Woh Upar Wala Re Are Chal Padi Apni To Gaadi Re Hum Aage Aur Peeche Yeh Duniya Saari Re Nikal Padi Apni To Yaaro Re Hua Hai Meherbaan Woh Upar Wala Re Are Sambhalna Jo Sar Pe Pehne Hain Yeh Jhutha Taaj Re Chalega In Logo Ka Kab Tak Raaj Re Jo Sar Pe Pehne Hain Yeh Jhutha Taaj Re Chalega In Logo Ka Kab Tak Raaj Re Jis Din Khulegi Inki Pol Ho Jaayega Dabba Gol Yeh Hindi Hui English Pe Bhaari Re Hua Hai Meherbaan Woh Upar Wala Re Are Chal Padi Apni To Gaadi Re Hum Aage Aur Peeche Yeh Duniya Saari Re Apni Bhi Jebon Mein Ab Hoga Yaaron Cash Ab Hum Bhi Sab Milke Karenge Yaaron Ash Apni Bhi Jebon Mein Ab Hoga Yaaron Cash Ab Hum Bhi Sab Milke Karenge Yaaron Ash Ziddi Hai Dil Karta Hai Shor Yeh To Harpal Maange Hai More Bas Timing Pe Tum Chakka Maaro Re Bas Timing Pe Tum Chakka Maaro Re Hua Hai Meherbaan Woh Upar Wala Re Nikal Padi Apni To Yaaro Re Hua Hai Meherbaan Woh Upar Wala Re Are Chal Padi Apni To Gaadi Re Hum Aage Aur Peeche Yeh Duniya Saari Re Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Nikal Padi Re

Zamane Mein Sabhie Ko

Singer: HARIHARAN

Lyrics of Zamane Mein Sabhie Ko

Zamane Mein Sabhie K Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana Yahan Har Raat Ki Subhah Hai Hamdam Tum Na Ghabrana Zamane Mein Sabhie Ko Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana Chura Lo Tum Khushi Ke Pal Muqaddar Ke Khazane Se Bhala Tab Door Hote Hain Yeh Gham Aansoon Banane Se Tumhaare Saath Hona Ho Yeh Aalam Tum Na Ghabrana Zamane Mein Sabhie Ko Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana Sambhal Jaao Sambhal Jaao Abhi Gir Ke Sambhalna Hai Utho Vaade Nibhane Hain Utho Kuch Door Chalna Hain Chalenge To Manzil Payenge Tum Na Ghabrana Zamane Mein Sabhie Ko Milte Hain Gham Tum Na Ghabrana Yahan Har Raat Ki Subhah Hai Hamdam Tum Na Ghabrana
Back to Film List

About YEH ZINDAGI KA SAFAR Songs and Lyrics

Explore the YEH ZINDAGI KA SAFAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for YEH ZINDAGI KA SAFAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics