FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ZAMANA DEEWANA

Read available ZAMANA DEEWANA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ab Hain Neend Kise

Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Lyrics of Ab Hain Neend Kise

tujhse puchu ek sawaa bol zara kya hai tera haal kya meri tarah tu bhi tadapta hai ab hai neend kise ab hai chain kaha hosh udaaye tera shabaab mere sawaal ka de tu jawaab kya tera dil bhi aise dhadakta hai ab hai neend kise ... neendiya churaa ke le gayi bindiya deewani jiyaa churaa ke le gaye kunvaare kanganaa doli mein bitha ke tujhe chunari udhaa ke main to le aaungaa mere anganaa pyaar ka phool dil mein mehaktaa hai ab hai neend kise ... saari saari rainaa teri yaad sataaye barasaat sataaye sajanaa kaate na katein ye din ab tere bin mulaaqaat sataaye sajanaa paas aake bhi tu duur rehta hai ab hai neend kise ...

Soch Liya Maine Aye Mere Dilbar

Singer: ALKA YAGNIK, VINOD RATHOD

Lyrics of Soch Liya Maine Aye Mere Dilbar

soch liya maine aye mere dilba hai yah vaada kiya maine aye jaan-e-jigar ek tere siva mujhe aur kisi se pyaar karna nahi soch liya maine aye mere dilbar ... dil nahi hai tu dilruba hai tu mere khayalo ki apsara hai tu naazani hai tu mahajabin hai tu dil jise chaahe vo hasi hai tu mahaboob mere dil ki kasam mujhe aah bharna nahi soch liya maine aye mere dilbar ... jo iradaa kiya maine jaan-e-jigar tu hai dhadkan meri tu hai saanson mein tera hi jalwa jo meri aankhon mein pyaar aanaa thaa pyaar aayaa hai kya naam mere dil pe chaaya hai mujhko hai lutaani jaan apni kisi aur pe marna nahi soch liya maine aye mere dilbar ... main tujhe dekhu dekhati jaau haal ab kya hai kaise samjhaun puchh na saki kya kiya maine dil tera leke dil diya maine kuch bhi ho sanam anjaam-e-vafaa ab mujhko darna nahi soch liya maine aye mere dilbar ...

Zamaane Ko Ab Tak Nahi

Singer: ALKA YAGNIK, ABHIJIT

Lyrics of Zamaane Ko Ab Tak Nahi

zamaane ko ab tak nahi hai pata agar ho gayi hamse koi khataa kahi shor mach gaya to kya hoga kya hoga kyaa hoga zamaane ko ab tak nahi hai pataa... dekh na aaisi nazaro se bechain dil ghabraataa hai bin tujhe dekhe dil par ab chain kahi na aataa hai chhodo sharaarat karnaa aise mohabbat kar naa thodaa behak jaane do nazadeek to aane do deewaane zaraa mujhko itnaa bataa agar ho gayi hamse koi khataa ... kyun karen na pyaar hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi dhadkane betaab hain mausam bhi hai angadaai bhi gori mera dil kab se moti chura lu lab se baahon mein baahein daalo mujhko gale se lagaa lo tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa agar ho gayi hamse koi khataa ...
Back to Film List

About ZAMANA DEEWANA Songs and Lyrics

Explore the ZAMANA DEEWANA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ZAMANA DEEWANA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics