FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ZAMANE KO DIKHANA HAI

Read available ZAMANE KO DIKHANA HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bolo Bolo Kutch To Bolo

Singer: MOHD. RAFI, ASHA BHOSLE

Lyrics of Bolo Bolo Kutch To Bolo

aa: haiyaa haiyaa haa aa haiyaa haiya bolo bolo kuchh to bolo, saamne vaale le gaye baazi arrey himmat karke aage aao, duniyaa hogi tumse raazi arrey haeeyaa haeeyaa haa aa haeeyaa haeeyaa o ho ho, bolo bolo kuchh to bolo, saamne vaale hey le gaye baazii arrey himmat karke aage aao, duniyaa hogi tumse raazi haiyaa haiyaa haa aa haiyaa haiyaa dekho gayaa vaqt aataa dubaaraa nahin phir ye na kahnaa kisi ne pukaaraa nahin ho o o o o.. dekho gayaa vaqt aataa dubaaraa nahin phir ye na kahnaa kisi ne pukaaraa nahin ho bolo bolo, bolo! kuchh to bolo, saamne vaale le gaye baazi haiyaa h_iyaa haa aa hai *Speaks:* Comeon yaar ra: poochho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa chak chak chacha cha chaa poochho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa -2 tumpe to ham mar miTe hain abhi se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa ayya ya-yaa yaa yaa yaa yaa yaa chorus: ru ru ru ru ru ru ra: tumne pyaar se hamko ek baar, kah Daalaa hai yaar to nibhaa denaa itnaa beqaraar koi bhi nahin, dekho meraa haal dekhte ho naa dekho na yaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa tumpe to ham mar miTe hain abhi se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa poochho na yaar kyaa huaa.. chorus: o haa, o haa, hey hey hey hey, hey-hey-hey-hey-hey-hey-hey ra: dil pe thaa hamen kitnaa aitbaar, tumse kyaa kahen ham ye afsaanaa -2 koi gulbadan, koi naaznin, kar saktaa nahin hamko deevaanaa aa aa vo aitbaar kyaa huaa, dil kaa qaraar kyaa huaa tumpe to ham mar miTe hain abhi se jaane hamaaraa aage kyaa hogaa poochho na yaar kyaa huaa, aee yaee yaee yaa, yaee yaee yaa ra, ko: la la la la, la la la -4

Dil Lena Khel Hai Dildar Ka

Singer: R. D. BURMAN

Lyrics of Dil Lena Khel Hai Dildar Ka

RD: dil lenaa khel hai dildaar kaa, o o, bhoole se naam na lo pyaar ka ( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa dekho mujhko dilvaaloN, haa khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2 vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa arrey, vaadoN pe inke na jaanaa , baatoN mein inki na aanaa arrey inki meeThi baaten ye matvaali aaNkhen zahar hai pyaar kaa dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa dekho mujhko dilvaaloN, haa khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa chorus: thaa gunchaa, haa thaa gunchaa, jiyo jiyo aisho biyo, haa aisho biyo, jiyo jiyo hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey RD: inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do arrey, inpe javaani luTaa do, yaa zindgaani luTaa do arrey kuchh bhi kar deevaane, rahenge ye anjaane ronaa hai bekaar kaa.. oo.. dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa ( dil lenaa khel hai dildaar kaa, oo oo, bhoole se naam na lo pyaar kaa pyaar bhi rooThaa yaar bhi rooThaa dekho mujhko dilvaaloN, haa khaayaa hai dhokhaa ho maine yaar kaa ) -2 chorus: yaar kaa yaar kaa yara kaa yaar kaa yaar kaa yaar kaa yaar kaa...
Back to Film List

About ZAMANE KO DIKHANA HAI Songs and Lyrics

Explore the ZAMANE KO DIKHANA HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ZAMANE KO DIKHANA HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics