FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ZINDA

Read available ZINDA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chal Rahi Hai Saanse - Trapped In Paradise

Singer: KAILASH KHER

Lyrics of Chal Rahi Hai Saanse - Trapped In Paradise

chal rahi hai saanse beh rahaa hai lahoon - phir bhi kyun nahi lagataa ke main zindaa hoon - 4 kya main zinda hoon seene mein hai kyun ye jalan rooh tadapti hai kyun - 2 dhadaktaa dil puchhataa hai kya main zindaa hoon - 6 baaton ki khaamoshi se dost ki tanahaai se bheed mein akelaa hoon kya main zindaa hoon - 2 kya main zinda hoon - 6 ye suni andheri bekaraari jana pehchaanaa dhundhati hai kyun mitaa huaa naamonishaan puchhataa hai kya main jinda hoon - 8

Kabhi Muskurake Mushkilon Se Mil Gaya

Singer: SANJAY DUTT

Lyrics of Kabhi Muskurake Mushkilon Se Mil Gaya

(kabhi muskurake mushkilon se mil gaye kabhi has ke gam ko pee liya na kal ki sochi na kal ki thi fikar jaise mujhe jeena tha maine waise hi jiya) - 2 ab ho jaaye jo ho jaaye khada hu seena taane - 2 jahaan mein kaha hai dam mujhe jhukane zukta nahi hai woh tootne ka intezaar karta hai bemaut marta hai koi toh har saans se pyar karta hai bematlab hai mera duniya se poochhna ke jo hue woh kyu hua kis jurm ki mujhko mili sazaa koi bata de bass maine aaisa kya kiya ab ho jaaye jo ho jaaye khada hu seena taane - 2 jahaan mein kaha hai dam mujhe jhukane

Maula Muuh Na Modna

Singer: VINOD RATHOD

Lyrics of Maula Muuh Na Modna

(siyaahi mein ghul gayaa andheron mein dhul gaya chhod gayi roshani ve rabba tu naa chhodanaa maulaa muuh naa modanna tu mujhase muuh naa modanaa - 2) - 2 pal pal raag meraa naam teraa ek chiraag hai teri paak nazaron mein meri chaadar bedaag hai toote khilaune ko ab kyaa aur todanaa maulaa muuh naa modanna tu mujhase muuh naa modanaa - 2 khud ko karke tere hi hawaale chal rahaa hoon main bujhate bujhate teri rehmaton se jal rahaa hoo main sikhaa andheronse maine haath jodanaa maulaa muuh naa modanna tu mujhase muuh naa modanaa - 2 siyaahi mein ghul gayaa andheron mein dhul gayaa chhod gayi roshani ve rabba tu naa chhodanaa maulaa muuh naa modanna tu mujhase muuh naa modanaa - 2

Tum Aa Gaye

Singer: KRISHNA

Lyrics of Tum Aa Gaye

(har saans sulajh rahi thi uljhaane ko tum aa gay jo aag bujh rahi thi bhadkaane ko tum aa gaye) - 4 har kadam par havaa hai kathin waasataa jine kaa hausalaa dard kaa silsilaa saans aazaad hai jinaa dushawaar hai pehele din ke liye bahut pyar hai ye din gin ke jee raha hoon aazamaane tum aa gaye main kab kaa mar chukaa bataane tum aa gaye har saanse sulajh rahi thi uljhaane ko tum aa gaye jo aag bujh rahi thi bhadakaane ko tum aa gaye koi kehtaa yahaa zindagi saj gayi koi kehtaa wahaa zindagi mit gayi ek tamanna yahaa ek tamanna wahaa ek bharosa yahaa aur nafarat wahaa mausam khil rahaathaa dil jalaane tum aa gaye raste pe main chal padaa thaa behkaane tum aa gaye (har saans sulajh rahi thi uljhaane ko tum aa gaye jo aag bujh rahi thi bhadakaane ko tum aa gaye) - 2

Yeh Hai Meri Kahani

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Yeh Hai Meri Kahani

yeh hai meri kahani khamosh zindagani sannata keh raha hai kyun zulm seh raha hai ek dastaan purani tanhayi ki zubani her zakham khil raha hai kuch mujh se keh raha hai chubtay kantay yadoon ke daaman say chunta hoon girti deewaron ke aanchal mai zinda hoon bass yeh meri kahani benishaan nishaani ek darr beh raha hai kuch mujh se keh raha hai chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon (john's Part).. bajay pyaar ki shabnum mere gulistaan mein baraste rehte hain har simt maut ke saye siyahiyon se ulajh padti hain meri aankhein koi nahi .. koi bhi nahi jo batlaye kitni der ujalon ki raah dekhe koi nahi hai koi bhi nahi na pass na durr yeh pyaar hai dil ki dharkan apni chahat ka jo ellan kiye jaati hai zindagi hai jo jiye jaati hai khoon k ghoont peay jaati hai khwaab aankhon se siye jaati hai ab na koi paas hai phir bhi ehsaas hai yahiaon mai uljhi padi jeene ki ek aas hai yadoon ka jungle yeh dil kaanton se jal thal yeh dil chubtay kaanten yadoon ke daaman se chunta hoon girti deewaron ke aanchal mein zinda hoon

Zinda Hu Main

Singer: SHIBANI KAHSYAP

Lyrics of Zinda Hu Main

maut sharminda jism jaan - 2 sab zinda hain hawa kafan hain saansein dafan hain - 2 mitti mitti hain sab zinda hu main kiske liye - 3 chot yeh chuninda zakhma ka - 2 shaukh zinda hain nabj zehar hain bahe dard hain - 2 mitti mitti hain sab zinda hu main kiske liye - 3 beasar hai sab kutch yeh khuda - 2 sharminda hain hawa kafan hain saansein dafan hain - 2 mitti mitti hain sab zinda hu main kiske liye - 3 kiske liye
Back to Film List

About ZINDA Songs and Lyrics

Explore the ZINDA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ZINDA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics