FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ZINDAGGI ROCKS

Read available ZINDAGGI ROCKS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ek Din Fursat Mein

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Ek Din Fursat Mein

ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren chal diya ham bhi ghar se ham ke kuchh befikar se dil tha apne bharose ham the dil ke sahaare ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren raah mein mod aaya roshani ho gayi kam - 2 kuchh dil ghabraya ke kahaan aa gaye ham aage uss mod ke bhi toh bahaaren nahi thi - 2 bhule kuchh khwaahishen aur khwaab the badhawaaz ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren bewajah lag rahi thi jab talaash hamari - 2 ek khushboo uthi aur rutt badal gayi saari saamne toh khade the faila ke baahen - 2 jaise har dard mera khud mein roke samaaye dil bada mukhtasar tha tere seene pe sar tha yun laga marr na jaaye itni khushiyon ke maare ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren ek din fursat mein thaamein haath hamare le gayi uss dagar pe jahaan rehti hai bahaaren

Hadh Ko Adab Ko Todd Ke

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Hadh Ko Adab Ko Todd Ke

hello ... everybod i have been ?? to shake this joint so why dont you guys give me a little ear as i rock the night you should be rocking rocking rocking moving moving moving grroving grooving you should be rocking hadh ko adab ko todd ke let me see your hands go up in the air hadh ko adab ko todd ke let me see your hands go up in the air apani raaton mein kal ka nasha ho bas ham hi samjhe aaisi zubaan ho kyonki yaar jee lete hai sabhi duniya bhulakar ke ham jeete hai khushiyon mein gam milakar ke do you wanna hear that again hosh zara sa kuchh kuchh nasha ho aawargi ho aur kuchh haya ho kuchh bewafai thodi vafaa ho ho jaaye yun toh phir bolo kya ho just when you thought god gave us nothing you got life gives you a lot aur mazaa aa jaaye ek ajanabi ho jo dil ka haseen ho jo shayad yahi ho hamein mil jaaye aur bhul ke gam jo yun has pade ham ke aankhen ho khud nam aur hum kho jaaye kyonki yaar jee lete hai sabhi duniya bhulakar ke ham jeete hai khushiyon mein gam milakar ke do you wanna hear that again hadh ko adab ko todd ke let me see your hands go up in the air gam ko khushi ki thodi hawa de toote dilon ko dil ki dawa de iss aag mein kuchh aatish mila de tumko zarasa paagal bana de get with the groove its the bad time you move when we bring down the roof ab gaaon sab milke gunje tarane iss life ke fasane aur issi bahane tum ho jaaon dil ke chhodo ji jagna aur aaise hi thakna dil ko hai dhadakna aaon ham milke gaaye yaar jee lete hai sabhi duniya bhulakar ke ham jeete hai khushiyon mein gam milakar ke do you wanna hear that again hadh ko adab ko todd do todd do baaki sab hampe chhod do baaki ... hadh ko adab ko todd do todd do baaki sab hampe chhod do baaki hampe chhod do hadh ko adab ko todd do todd do baaki sab hampe chhod do chhod do... hadh ko adab ko todd do todd do baaki sab hampe chhod do chhod do...

Humko Chhoone Paas Aaiye

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Humko Chhoone Paas Aaiye

humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye - paas aakar kuchh dil ko behlaakar ho kuchh baaten armaan hai gam sab de de aaisa hai hampe takaluff ho kuch silasila nikle aap agar paas aaiye doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle aap agar pass aaiye itni si bas mehfil ho aap iss dil mein shaamil ho humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye tham jaaye raat aadhi badh jaaye baat aadhi hampe takalluff ho kuchh silsila nikle aap agar paas aaiye doobe bhanvar mein yun jaane kahaan nikle aap agar pass aaiye chhoo lene se hararat badhi kaise kahe tumhen ajanabi ho tum zindagi kab thi khabar kya tha yakeen banke lagan banke khushi bas jaaoge mujh mein kahi haa chhoo lene se hararat badhi kaise kahe tumhen ajanabi ho tum zindagi kab thi khabar kya tha yakeen banke lagan banke khushi bas jaaoge mujhmein kahi ek pal ko paas aakar kuchh dil ko behlaakar aaisa kuchh kar lete hain ghar tumko kar lete hain humko chhoone paas aaiye rag rag bharne paas aaiye o yeah yeah ... yeh chand lamhen bhi jald beet jaayenge raahen juda ho jaayegi ham saath ho na ho dil se duaan denge khushiyon bhari ho zindagi

Meri Dhoop Hai Tu

Singer: JAVED ALI, TULSI KUMAR

Lyrics of Meri Dhoop Hai Tu

Meri dhoop hai tu, meri chaanv hai tu - Tu meri talap, tu mera nasha Tu waqt main tera lamha meri dhoop hai tu, meri chaanv hai tu -2 Tu meri talap, tu mera nasha Tu waqt main tera lamha Tu mujhse alag is duniya main ho kar bhi nahi ho sakta Meri shab sehar, mere aatho pehar Har pal teri yaad ka... meri dhoop hai tu , meri chaan hai tu -2 Female: Male: Itna bhi aab na sata tu mujhe, Jo kuch tujhme chhupa bata tu mujhe, Female: Tera armaan hai, Dil pareshaan hai Tu baadal meri pyaas ka Male: Meri shab sehar, meri aatho pehar Har pal teri yaad ka.. Meri dhoop hai tu, Meri chaanv hai tu -2 Male: Tu meri talap, tu mera nasha Tu waqt main tera lamha Male: Kya chaahiye mujhse bata tu mujhe, Jo bhi mumkin nahi vo laa dun tujhe Female: Tu meri jaan hai, Mera imaan hai Tujhse hai rishta jazbaat ka... Male: Meri shab sehar, meri aatho pehar har pal teri yaad ka Tu meri talap, tu mera nasha Tu waqt main tera lamha Tu mujhse alag is duniya mein hokar bhi nahi ho sakta Female: Meri shab sehar, mere aatho pehar Har pal teri yaad ka... Meri dhoop hai tu, Meri chaanv hai tu -4 Posted By: Sweet_Gal

Rabbi

Singer: KRISHNA, SUNIDHI CHAUHAN, ZUBEEN GARG

Lyrics of Rabbi

tera nishaan har shay mein mila hai har pal tera zamzam se dhula hain zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi tu hai ishq har ghadi - 2 woh jiya sau janam jisne jee ek khushi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi unss ki ek lau aandhiyon mein jali kya hai yeh falsafa kya hai jaadugari ishq jo thaan le phir kahaan hadh koi ruhh mein tu ghuli - 2 banke ek caravan dhadkanon mein chali zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi umra bhar ki lagan ka hai haasil koi aashiqui woh hui jo adhuri rahi ek tere saamne kya bisaad hai meri ab rahe na rahe - 2 tujhko yun jee liya jee sake na koi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi tera nishaan har shay mein mila hain har pal tera zamzam se dhula hain zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi zaahiriin fazale rabbi tu rehmat hai zindagi zaahiriin fazale rabbi

Zindaggi Rocks

Singer: ANUSHKA MANCHANDANI

Lyrics of Zindaggi Rocks

zindaggi rocks - you wanna do the jig you wanna do it now you wanna do the grind aaisi ki taisi kya kar lega zamana - 2 you gotta party if u really wanna - 2 aaisi ki taisi kya kar lega zamana - 2 you gotta party if u really wanna - 2 tum saath gaaon i will show you how kaise bhi gaa sakte hai gana lets rock the jazz balliye zindagi rocks balliye - 2 agar magar shayad chhod do yeh dil kahi yunhi jod do gam bhul jaaon luck aazmaaon dekh mohabbat chalo tum pyar ke dose lelo har ek roz thats the way to go jeelo comeon baby jiyo ??? jiyo comeon baby way to go way to go way to go tum saath gaaon i will show you how kaise bhi gaa sakte hai gana lets rock the jazz balliye zindagi rocks balliye - 2 aaisi ki taisi kya kar lega zamana lets rock the jazz balliye zindagi rocks balliye - 2 zameen aasmaan mile hai kabhi mili kise yahaan har khushi tum jo haso toh woh muskuraye hai love ka banda yahi yun surr lagaaon ke saath gaaen khamoshiyan yeh sabhi sing with me sing with me sing with me tum saath gaaon i will show you how kaise bhi gaa sakte hai gana lets rock the jazz balliye zindagi rocks balliye - 2 aaisi ki taisi kya kar lega zamana lets rock the jazz balliye zindagi rocks balliye ....
Back to Film List

About ZINDAGGI ROCKS Songs and Lyrics

Explore the ZINDAGGI ROCKS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ZINDAGGI ROCKS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics