FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ZOR

Read available ZOR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Gam Na Karo

Singer: AGOSH

Lyrics of Gam Na Karo

gam na karo ye gam ke din beet jaayenge badlega phir ye mausam ham geet gaayenge ham aaj haare hain to kal jeet jaayenge badlega phir ye mausam ... is tarah kyon baithe ho tum zindagi se roothe roothe ye tumhein kya jaane ho gaya saamne hai apni manzil thak gaye kyon chalte chalte hausala kyon aise kho gaya ham aaj haare hain ... tumne dekha mujhko aaise yu laga patjhad mein jaise phool mere dil mein khil gaye tumne pakda haath mera mit gaya dil ka andhera chaand suraj mujhko mil gaye o gam na karo ye gam ...

Main Apna Naam Bhoola

Singer: ALKA YAGNIK., VINOD RATHOD

Lyrics of Main Apna Naam Bhoola

tere pyaar mein teri yaad mein main apna naam bhooli saara jahaan bhooli ye subah-o-shaam bhooli main bekaraar tere pyaar mein ... tera bhi haal aaisa mera bhi haal aaisa jaane ye saal kaisa hoy main apna naam bhooli ... jaane aur kya kya ab hone vaala hai tere pyaar mein neend meri chain mera khone vaala hai tere pyaar mein ham dono dekho kaise paagal hain ham dono panchi hain paagal hain premi hain ghayal hain masti mein aajkal hain main apna naam bhoola ye subah-o-shaam bhoola saara jahaan bhoola main bekaraar main apna naam bhooli ... anjaana sa koi jaadu chalta hain tere pyaar mein bin tere jalte hain barsaaton mein bin tere bas teri baaton mein jagte hain raaton mein le ke dil haathon mein main apna naam bhooli ... tera bhi haal aaisa mera bhi haal aaisa sohani mahivaal jaisa hoy main apna naam bhooli ...

Main Kudi Anjaani

Singer: HEMA SARDESAI

Lyrics of Main Kudi Anjaani

Main kudi anjaani hoon, shaher anjaana h Kahan main chali aayi ho, kahan tha mujhe jaana ho Yahan pe bhanwre, vahan pe bhanwre Kahan pe hai voh mera parwaana Main kudi anjaani hoon, shaher anjaana ho Kahan main chali aayi ho, kahan tha mujhe jaana ho Yahan pe bhanwre, vahan pe bhanwre Kahan pe hai voh mera parwaana Sab ki nigaahon mein dhoka hai, dhoka hai Hey, sab ki nigaahon mein dhoka hai, dhoka hai Dil ne mere yeh mujhe roka hai, roka hai Dil lene waale dekhe, dil dene waale dekhe Dekha nahin hai koi jaan dene waala Ho, dil lene waale dekhe, dil dene waale dekhe Dekha nahin hai koi jaan dene waala Nigaahein sab dekhe, adaayein sab dekhe Dekhe na koi mera sharmaana Main kudi anjaani hoon, shaher anjaana ho Kahan main chali aayi ho, kahan tha mujhe jaana ho Yahan pe bhanwre, vahan pe bhanwre Kahan pe hai voh mera parwaana Aankhen churaake mujhe jaane do, jaane do Hey, aankhen churaake mujhe jaane do, jaane do Daaman bachaake mujhe jaane do, jaane do Voh pyaar karne waale zamaane se niraale Baaqi to saare rang roop ke shikaare Haai re, voh pyaar karne waale zamaane se niraale Baaqi to saare rang roop ke shikaare Alag hai aji haseen lagi, alag hai voh dil ka lagaana Main kudi anjaani hoon, shaher anjaana ho Kahan main chali aayi ho, kahan tha mujhe jaana ho Yahan pe bhanwre, vahan pe bhanwre Kahan pe hai voh mera parwaana, ooi maa Main kudi anjaani hoon, shaher anjaana ho Kahan main chali aayi ho, kahan tha mujhe jaana ho Yahan pe bhanwre, vahan pe bhanwre Kahan pe hai voh mera parwaana Aha, main kudi anjaani, shaher anjaana Kahan main chali aayi, ho...

Pehli Pehli Baar Jaaga

Singer: VINOD RATHOD

Lyrics of Pehli Pehli Baar Jaaga

pehli pehli baar jaaga hain pehla pyar tere hi liye - 2 hain yahi dua tere mere pyar ko nahi lage nazar kisi ki rab se maangu aur kya nain jhuke hain yu sharam se kya kahu main kasam se kya kya armaan dil mein jage ki paaya hain jab se pyar tera dil ko lubha jaaye teri sharm ye bholapan thi kismat hamari sanam ki laakhon mein tumko paya hain ab yahi dua mere pyaar teri kushiyon ko na lage kabhi nazar gam ki bhi rab se maangu ... pyaar ka safar hain ye pyaara kar lo ye vaada le ke haathon mein haath mera chaloge mere sang yu hi sada ho dhoop ya chaya ho andhera ya ujaala ho khushi ka ya gam ka samaa ab tera ye daaman chhoote na hain yahi dua teri baahon mein jeena marna ho tere kadmon mein pehli pehli baar jaaga ...

Zor Dekho Zor Dekho

Singer: AAGOSH

Lyrics of Zor Dekho Zor Dekho

zor zor dekho shor dekho thoda kaho thoda suno zor dekho shor dekho thoda ruko thoda chalo kisi ne kisi se kaha macha hai shehar mein ye shor ye hain zor zindagi khushnuma waqt khilta hua jo sapanon mein tha vo bhi haasil hua dil ko baandhe hue pyaar ki dor hain ye kahaani to hai jab talak zor hain zor dekho shor dekho ... jab bhi dar sa lage chaand chupne lage ho andhera bada tum agar ruk gaye ye nahi dekhana raat ghanghor hain yaad rakhana zara tum mein bhi zor hai zor dekho shor dekho ...
Back to Film List

About ZOR Songs and Lyrics

Explore the ZOR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ZOR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics