FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ARMY

Read available ARMY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

ACHIKOO BACHIKOO KACHIKOO

Singer: SADAHAN SARGAM, UDIT NARAYAN & CHORUS

Lyrics of ACHIKOO BACHIKOO KACHIKOO

Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna t Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Chaand aa gaya is zameen pe roshani hui harzoo Chaand aa gaya is zameen pe roshani hui harzoo Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Din guzar gaya raat ho gayi Chanda mama aao kheer to khilaao Din guzar gaya raat ho gayi Chanda mama aao kheer to khilaao Aaj kuchh nayi baat ho gayi Mummy ko nachaao naach ke dikhaao Dekh to laadle har jagah har taraf chal gaya hai tera jaadu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Chaand aa gaya is zameen pe roshani hui harzoo Chaand aa gaya is zameen pe roshani hui harzoo Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Mera roeo hai mera rang hai Ek din banoonga main bhi papa jaisa Mera roeo hai mera rang hai Ek din banoonga main bhi papa jaisa Mere paas hai mere sang hai To bana khilona aur koia aisa Tu mujhe mil gaya mil gayi har khushi mujhpe na hai mera kaabu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Chaand aa gaya is zameen pe roshani hui harzoo Chaand aa gaya is zameen pe roshani hui harzoo Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu Achikoo bachikoo kachikoo sabse pyaara hai munna tu.

Ek beeti hui kahaani hai

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Ek beeti hui kahaani hai

Ek beeti hui kahaani ha Ek beeti hui kahaani hai Teri meri dushmani puraani hai Teri meri dushmani puraani hai Is dil ki aag bujhaani hai Is dil ki aag bujhaani hai Teri meri dushmani puraani hai Teri meri dushmani puraani hai Tune mujhe rulaaya hai Tune mujhe jalaaya hai Tune mujhe rulaaya hai Tune mujhe jalaaya hai Gardan teri jhukaoongi Zinda tujhe jalaoongi Zidd maine aaj thaani hai Zidd maine aaj thaani hai Teri meri dushmani puraani hai Teri meri dushmani puraani hai Maine kasam bhi khaayi hai Teri kaza bhi aayi hai Maine kasam bhi khaayi hai Teri kaza bhi aayi hai Koi nahin bachaayega Tu is jahan se jaayega Mujhe teri chita jalaani hai Mujhe teri chita jalaani hai Teri meri dushmani puraani hai Teri meri dushmani puraani hai Ek beeti hui kahaani hai Ek beeti hui kahaani hai Teri meri dushmani puraani hai Teri meri dushmani puraani hai.

Ho gayi taiyaar hamari army

Singer: ALKA YAGNIK, VINOD RATHOD, ABHIJEET & JOLLY MUKHARJEE

Lyrics of Ho gayi taiyaar hamari army

Ho gayi taiyaar hamari arm Ho gayi taiyaar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army Honsle baaroodon waale Saans mein hai jwaala Zindagi ne maara humko Maut ne hai paala Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army Sar jhukaaye baitha kyon bhula Mere meet muskura Saans koi haathon mein utha Naya geet gunguna Aandhi ko rok le toofan ko mod de Saare jahaan ko hum peechhe chhod de Aage hamesha badhti hi jaayegi Thehregi na yaar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Jaan se bhi pyaari hain humein Ek doosre ki jaan Ek duje ke liye sada Honge hum yahan qurbaan Aankhon mein khwaab hai seene mein josh hai Khushiyon ki raat hai ab kisko hosh hai Mudke kabhi bhi waapas na aayegi Jeetegi sau baar hamari army Ho gayi taiyaar hamari army Honsle baaroodon waale Saans mein hai jwaala Zindagi ne maara humko Maut ne hai paala Ho gayi taiyaar hamari army Maanegi na haar hamari army.

MAIN TO HOON PAAGAL MUNDA

Singer: ALKA YAGNIK & VINOD RATHOD

Lyrics of MAIN TO HOON PAAGAL MUNDA

Main To Hoon Paagal Munda Tu Hai Meri Soni Kud Ya Ya Hey Main To Hoon Paagal Munda Tu Hai Meri Soni Kudi Ya Ya Haan Leke Dil Ke Pinjare Ko Bulbul Meri Kahan Udi Raste Mein Khada Hai Zidd Pe Kyon Uda Hai Mere Peechhe Pada Hai Tu Deewana Bada Ha Rabba Aayi Museebat Badi Main To Hoon Paagal Munda Tu Hai Meri Soni Kudi Ya Ya Haan Leke Dil Ke Pinjare Ko Bulbul Meri Kahan Udi Patli Kamar Se Thumka Jo Maare Ho Jaayein Paagal Saare Kanwaare Hay Patli Kamar Se Thumka Jo Maare Ho Jaayein Paagal Saare Kanwaare Mirchi Ke Jaisi Boli Neinon Se Maare Goli Dekho To Chehre Se Lagti Hai Bholi Dekha Kahin Na Aisa Anari Ulti Chalaaye Chaahat Ki Gaadi Meri Marzi Na Jaane Meri Baatein Na Maane Chhede Hai Raahon Mein Karke Bahaane Phurrrrrrrrr Main To Hoon Paagal Munda Tu Hai Meri Soni Kudi Ya Ya Ya Ya Ya Leke Dil Ke Pinjare Ko Bulbul Meri Kahan Udi Ya Ya Teekhi Haseena Meethi Kataari Kab Tak Rahegi Aise Kunwaari Teekhi Haseena Meethi Kataari Kab Tak Rahegi Aise Kunwaari Leke Main Doli Aaoon Haathi Ghode Bhi Laaoon Deewani Dulhan Main Tujhko Banaoon Teri Hai Teri Meri Jawaani Main Bhi Banoongi Khwaabon Ki Raani Jaldibaazi Na Karna Aise Aahein Na Bharna Teri Hi Baahon Mein Hai Jeena Marna Hay Main To Hoon Paagal Munda Tu Hai Meri Soni Kudi Ya Ya Hey Leke Dil Ke Pinjare Ko Bulbul Meri Kahan Udi Raste Mein Khada Hai Zidd Pe Kyon Uda Hai Mere Peechhe Pada Hai Tu Deewana Bada Ha Rabba Aayi Museebat Badi Haan Main To Hoon Paagal Munda Tu Hai Meri Soni Kudi Ya Ya Hoy Leke Dil Ke Pinjare Ko Bulbul Meri Kahan Udi
Back to Film List

About ARMY Songs and Lyrics

Explore the ARMY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ARMY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics