FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ

Read available KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Beeti Yaadein Ho Beeti Yaadein

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Beeti Yaadein Ho Beeti Yaadein

beeti yaadein ho beeti yaadei beeti yaadein haay beeti yaadein beeti yaadei dila gaya mausam - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam - 2 (jab bhi tanhaayi mein woh yaad aaye - 2) - 2 dil mein khushiyaan - 3 saja gaya mausam dil mein khushiyaan saja gaya mausam dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam (aisa lagta hai unake aane se - 2) - 2 mere aangan - 3 mein aa gaya mausam - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam kuchh kahaan maine kuchh suna unase - 2 (saare shikave - 3 mita gaya mausam) - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam (ek teri yaad hain meri dhadkan - 2) - 2 waqt aaya - 3 chala gaya mausam dard dil ka badha gaya mausam - 2 beeti yaadei dila gaya mausam - 2 dard dil ka badha gaya mausam beeti yaadei dila gaya mausam - 2

Dil Hai Viraan Haath Khaali Hai

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Dil Hai Viraan Haath Khaali Hai

dil hai viraan haath khaali hai - (zindagi ki ek ??? hai dil hai viraan haath khaali hai) - 2 julm ki shab gale laga mujhko - 2 roshani khatm honewaali hai zindagi ki ek ??? hai dil hai viraan haath khaali hai kya huva sab jo ajanabi hai yahaan - 2 ek surat toh debhi bhali??? hai zindagi ki ek ??? hai dil hai viraan haath khaali hai ek nishaani hai mausame gul ki - 2 sukhi patto ki jo daali hai zindagi ki ek ??? hai dil hai viraan haath khaali hai mere ghum ka hisaab kuchh bhi nahi - 2 ehamiyat aapane badhaayi hai (zindagi ki ek ??? hai dil hai viraan haath khaali hai) - 2 dil hai viraan haath khaali hai dil hai viraan...

Dil Ki Aawaaz Hoon

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Dil Ki Aawaaz Hoon

dil ki aawaaz hoon saanson mein basalo mujhko - main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... hoon wo khushboo jo hawaayon mein bikhar jaati hai - 2 raaj ban jaayungi sine mein chhupalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... dil ki dhadkan mujhe har baar yehi kehti hai - 2 main amaanat hoon ??? sanbhaalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... usaki dil lene ka andaaj niraala thehara - 2 ??keh raha tha ke anghoti mein sajaalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... unaki khwaayish hai ki mahtaab rahein baadal mein - 2 julf kehti ki chehare se hataalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz... aajamaalena meri maa ki duwaayon ka asar - 2 ??khaadi ko shauk se jab chaahe bulaalo mujhko main kavita hoon, tarnnum mein sajaalo mujhko dil ki aawaaz...

Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Ishq Mein Naam Yuun Kar Gaye

ishq mein naam yuun kar gaye - (jalke parwaane khud mar gaye ishq mein naam yuun kar gaye) - 2 aap bas muskaraate rahe - 2 saare ilzaam hum par gaye?? jalke parwaane khud mar gaye ishq mein naam yuun kar gaye umrrbhar jo rahe badguma - 2 ro pade jab mere ghar gaye jalke parwaane khud mar gaye ishq mein naam yuun kar gaye unake daaman mein khushiyaan rahe - 2 mere pehalu mein gum bhar gaye jalke parwaane khud mar gaye ishq mein naam yuun kar gaye aapako thi hamaari kasam - 2 aap kyun dil se baahar gaye (jalke parwaane khud mar gaye ishq mein naam yuun kar gaye) - 2 ishq mein naam yuun kar gaye...

Le Deke Mugaddar Mein Tufaan Ka Sahaara Hai

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Le Deke Mugaddar Mein Tufaan Ka Sahaara Hai

le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai - tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai kyun gum se pareshaan ho, wo gum bhi hamein de do - 2 wo gum bhi hamein de do jo bhog?? tumhaara hai, wo roj hamaara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai achchha hi kiyaan tumne, muh pher liyaan hamse - 2 muh pher liyaan hamse kuchh din se hamaara bhi gardish mein sitaara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai magroor wafa teri, barhum hai ana meri - 2 barhum hai ana meri shayad yeh hawaa jiske aane ka ishaara hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai hum mehal junoo thehare, sehara mein bhatak lete - 2 sehara mein bhatak lete aawaaz hamein de kar, kyun tumne pukaar hai tuti huyi kashti hai, aur dur kinaara hai le deke mugaddar mein, tufaan ka sahaara hai - 2

Yeh Galat Hai Toh Bataayo

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Yeh Galat Hai Toh Bataayo

yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai - (tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai) - 2 apani ashahon ke samndar mein dubo sakti hoon - 2 dil mein uthate huwe sholo ki haqiqat kya hai - 2 tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai aajamaane mein mujhe tumko kabaahat kya hai - 2 jaan main tumpe pe luta dungi, yeh daulat kya hai - 2 tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai todna ho toh bahot sochke todo dil ko - 2 kya tumhe ilm nahi ??? ki ajmad kya hai - 2 tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai dar-e-dil, ranj-o-alam, khuni jigar, didaayanam, dar-e-dil dar-e-dil, ranj-o-alam, khuni jigar, didaayanam dhundlo inmein jara maal-e-jalimat kya hai - 2 (tum agar khud ho kayaamat toh kayaamat kya hai yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai) - 2 yeh galat hai toh bataayo ki sadaakat kya hai
Back to Film List

About KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ Songs and Lyrics

Explore the KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KAVITA KRISHNAMURTHY - DIL KI AWAAZ.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics