FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BACHKE REHNA RE BABA

Read available BACHKE REHNA RE BABA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

bachke rehna re baba

Singer: SOWMYA RAOH, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of bachke rehna re baba

(hum ladkiyan nahin hungama hain lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain )- 2 ladko ke peetche, peetche peetche jaye jadoo chalaye hum hain balaye - 2 ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8 ladkon ka fashion hua hain poorana aaya hain ab ladkiyon ka zamana - 2 payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana jadoo chalaye hum hain balaye - 2 ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8 aankhon main kajal agar hum lagaye phir kya hain hum raat usko banaye - 2 pal bhar main badal ko aawara karde chunri agar hum hawa main udaye jadoo chalaye hum hain balaye - 2 ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8 (hum ladkiya nahin hungama hain lagti hain sidhi sadhi hum mein drama hain) - 2 ladko ke peetche peetche peetche jaye jadoo chalaye hum hain balaye ek chutki main kar doongi main tumko apna raja bachke rehna re baba - 8

Sharafat Chhod De

Singer: ALISHA CHINOY

Lyrics of Sharafat Chhod De

chod de - chod chod chod sharafat chod chod chod - 2 sharafat chod shararat kar mohabbat hu mohabbat kar aaja aaja pass mere - 2 aaja aake baahon main bhar chod de - 2 chod chod chod sharafat chod chod chod - 2 chod de - 3 kaatil aankhon wali main hu laila aage peetche aashiqon ka mela masti bhari meri jawani soche kya tu chaila chal haye mera jadoo ho jaye dil bekaboo sabki sansoon main meri khusboo chod de - 2 chod chod chod sharafat chod chod chod - 2 sharafat chod shararat kar mohabbat hu mohabbat kar chod de - 3 chod de- 2 mera jalwa aisa katilaana jisko chahu kar du main deewana sabke hothon pe meri kahani mera fasana lakho ki mannat hu main dekho na jannat hu main mijhko tu chu le dekho chahat hu main chod de - 2 chod chod chod sharafat chod chod chod - 2 sharafat chod shararat kar mohabbat hu mohabbat kar aaja aaja pass mere - 2 aaja aake baahon main bhar chod de - 2 chod chod chod sharafat chod chod chod - 2 ....

Tera Husn Woh Nasha Hain

Singer: KUMAL GANJAWALA

Lyrics of Tera Husn Woh Nasha Hain

tera husn woh nasha hai jo chadkhe phir na utre - tujhe dekh kar kisika rahe dil pe kaise bas re tera husn woh nasha hai jo chadkhe phir na utre - 2 tujhe dekh kar kisika rahe dil pe kaise bas re hai bala ka kala jadoo teri kali kali julfhe hai khumar ka samundar yeh nashili palken kabhi inke chand jalwe jara mere naam karde tera husn woh nasha hai jo chadkhe phir na utre - 2 tujhe dekh kar kisika rahe dil pe kaise bas re tera husn hai jaha ka sabse bada khazana koi umra bhar bhi loote to bhi kam na ho yeh jaana main inka lutp lelu kabhi tu jo karam karde tera husn woh nasha hai jo chadkhe phir na utre - 2 tujhe dekh kar kisika rahe dil pe kaise bas re
Back to Film List

About BACHKE REHNA RE BABA Songs and Lyrics

Explore the BACHKE REHNA RE BABA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BACHKE REHNA RE BABA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics