FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BADE DILWALA

Read available BADE DILWALA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Baant Raha Tha Jab Khuda

Singer: UDIT NARAYAN, SHANKAR MAHADEVAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Baant Raha Tha Jab Khuda

Maein Kyun Daaman Ko Faylaaun, Maein Kyun Koi Dua Maangu Tujhe Jab Pa Liya Maine, Khuda Se Aur Kya Maangun Baantt Raha Tha Jab Khuda, Saare Jahan Ki Naematein Apne Khuda Se Maang Li Maine Teri Wafa Sanam Meri Wafa Ki Saaz Mein, Goonj Rahi Hai Laey Teri Maein Bhi Hoon Teri Jaanejaan, Wafa Bhi Hai Teri Tu Hi Jo Mil Gaya Mujhe, Chaahiye Aur Kya Sanam Baantt Raha Tha Jab Khuda... Kaash Maein Apni Zindag,I Pyar Mein Yoon Guzaar Doon Waqt Padhe To Dil Ke Saath, Jaan Bhi Apni Vaar Doon Shayad Isi Tarah Se Ho, Pyar Ka Haq Ada Sanam Baantt Raha Tha Jab Khuda... Log Yahan Tere Mere, Pyar Ko Aazmayenge Tujhko Alag Satayenge, Mujhko Alag Rulayenge Apna Magar Hai Faisla, Honge Na Hum Juda Sanam Baantt Raha Tha Jab Khuda...

Jeevan Ke Din Chhote

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Jeevan Ke Din Chhote

Jeevan Ke Din Chhote Sah Hum Bhi Bade Dilwale Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Jeevan Ke Din Chhote Sahi Hum Bhi Bade Dilwale Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Jeene Ka Rangeen Mausam Yeh Khoobsurat Zamana Jeene Ka Rangeen Mausam Yeh Khoobsurat Zamana Apne Yehi Chaar Pal Hain Aage Hai Kya Kisne Jaana Jeena Jise Aata Hai Woh In Mein Hi Mauj Mana Le Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Jeevan Ke Din Chhote Sahi Hum Bhi Bade Dilwale Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Yeh Zindagi Dard Bhi Hai Yeh Zindagi Hai Dava Bhi Yeh Zindagi Dard Bhi Hai Yeh Zindagi Hai Dava Bhi Dil Todna Hi Na Jaane Jaane Yeh Dil Jodna Bhi Is Zindagi Ka Shukriya Sadke Main Uparwale Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Jeevan Ke Din Chhote Sahi Hum Bhi Bade Dilwale Kal Ki Humein Fursat Kahan Sochen Jo Hum Matwale Sochen Jo Hum Matwale

Kahi Na Jaa

Singer: LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR

Lyrics of Kahi Na Jaa

la: kahi na jaa, aaj kahi mat ja (phir mile na mile ye pal ye shama baahon me aaja kahi na ja aaj kahi mat jaa - 2) la: (ye jo bas mein kadam nahi tere main sanvaarungi dua sang tere tere dil ki manzil hai yahaan - 2) ki: jaane wafa, sach hai kisko pata phir mile na mile ye pal ye shama baahon mein aa jaa (meri raahon ka diya teri aankhen mere gam ki dawa teri baatein to phir aur jaana hai kaha - 2) la: kahi na jaa, aaj kahi mat jaa ... uljhan teri main sab jaanu tujhe teri tarah pehachaanu jo main hu to gam kyon jaanejaan ki: ho jab dil hua jab tera deewana thokar mein hai sara zamaana mera kya karega ye jahaan jaane wafa sach hai kisko pata phir mile na mile, baahon mein aa jaa la: kahi na jaa, aaj kahi mat jaa ...
Back to Film List

About BADE DILWALA Songs and Lyrics

Explore the BADE DILWALA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BADE DILWALA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics