FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from PURAB AUR PACHHIM

Read available PURAB AUR PACHHIM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dulhan chali

Singer: MAHENDRA KAPOOR

Lyrics of Dulhan chali

Purab mein, suraj ne chhedi, jab kirno ki shehnaa Chamak uthha sindoor gagan pe, pachchim tak laali chhaayi Chorus: Hmm�hmm� Dulhan chali, haan pahen chali, Ho re dulhan chali, ho pahen chali teen rang ki choli Baagon mein laheraaye ganga jamuna, dekh ke duniya doli Chorus: Dulhan chali, ho pahen chali teen rang ki choli Chorus: Aa�ho� Taaj-mahal jaisi taaza hai surat Chalti phirti ajanta ki murat Mel milaap ki mehandi rachaaye�balidaanon ki rangoli Dulhan chali Chorus: Ho pahen chali teen rang ki choli Chorus: Ho� Aur sajegi abhi aur sawregi Chadhhti umariya hai aur nikhregi Apni aazaadi ki dulhaniya�deep ke upar holi Dulhan chali Chorus: Ho pahen chali teen rang ki choli Baagon mein laheraaye ganga jamuna, dekh ke duniya doli Dulhan chali Chorus: Ho pahen chali teen rang ki choli Desh prem hi azaadi ki dulhaniya ka war hai Is albeli dulhan ka sindoor suhaag amar hai Maata hai Kasturba jaisi� baabul Gandhi jaise Chorus: Baabul Gandhi jaise Chaacha iske Nehru Shaastri� daren na dushman kaise Chorus: Daren na dushman kaise Veer Shivaaji jaise viren, Lakshmi baai behna Lakshman jis ke bodh Bhagat Singh, uska phir kya kehna Chorus: Uska phir kya kehna Jiske liye jawaan baha sakte hain khoon ki ganga Chorus: Jiske liye jawaan baha sakte hain khoon ki ganga Aage peechhe teenon sena le ke chalen tiranga Sena chalti hai le ke tiranga Chorus: Sena chalti hai le ke tiranga Ho koyi hum praant ke vaasi ho koyi bhi bhaasha-bhaashi Sabse pehle hain bhaaratvaasi Chorus: Sabse pehle hain bhaaratvaasi -4

Jab Zeero Diya Mere Bharat Ne

Singer: MAHENDRA KAPOOR

Lyrics of Jab Zeero Diya Mere Bharat Ne

jab ziro diyaa mere bhaarat ne, duniyaan ko tab ginatee aaye taaron kee bhaashaa bhaarat ne, duniyaan ko pahale sikhalaayee detaa naa dashamal bhaarat to, yoo chaand pe jaanaa mushkil thaa dharaatee aaur chaand dooree kaa andaajaa lagaanaa mushkil thaa sabhyataa jahaa pahaale aayee, pahale janamee hain jahaape kalaa apanaa bhaarat wo bhaarat hai, jis ke pichhe sansaar chalaa sansaar chalaa aaur aage badhaa, yoo aage badhaa, badhataa hee gayaa bhagawaan kare ye aaur badhe, badhataa hee rahe aaur foole fale hai pareet jahaa kee reet sadaa, main geet wahaa ke gaataa hoo bhaarat kaa rahane waalaa hoo, bhaarat kee baat sunaataa hoo kaale gore kaa bhed nahee, har dil se humaaraa naataa hai kuchh aaur naa aataa ho hum ko, humei pyaar nibhaanaa aataa hai jise maan chookee saaree duniyaa, main baat wahee doharataa hoo bhaarat kaa rahane waalaa hoo, bhaarat kee baat sunaataa hoo jeete ho kisee ne desh to kyaa, hum ne to dilon ko jeetaa hai jahaa raam abhee tak hain nar me, naaree mein abhee tak seetaa hai kitane paawan hain log jahaa, main neet neet sheesh zookaataa hoo bhaarat kaa rahane waalaa hoo, bhaarat kee baat sunaataa hoo itanee mamataa nadiyon ko bhee, jahaa maataa kah ke bulaate hai itanaa aadar insaan to kyaa, patthar bhee pooje jaate hai us dharatee pe maine janam liyaa, ye soch ke main itaraataa hoo bhaarat kaa rahane waalaa hoo, bhaarat kee baat sunaataa hoo

Koi Jab Tumhara Hridaya Tod De

Singer: MUKESH

Lyrics of Koi Jab Tumhara Hridaya Tod De

koee jab tumhaaraa hriaday tod d tadapataa huaa jab koee chhod de tab tum mere paas aanaa pirye meraa dar khulaa hai, khulaa hee rahegaa, tumhaare liye abhee tum ko meree jarurat nahee, bahot chaahanewaale mil jaayenge abhee rup kaa yek saagar ho tum kanwal jitane chaahogee khil jaayenge darpan tumhe jab daraane lage, jawaanee bhee daaman chhoodaane lage tab tum mere paas aanaa pirye meraa sar zukaa hai, zukaa hain rahegaa, tumhaare liye koee sharta hotee naheen pyaar me, magar pyaar sharton pe tum ne kiyaa najar mein sitaare jo chamake jaraa, buzaane lagee aaratee kaa diyaa jab apanee najar mein hee girane lago, andhero mein apane hee ghirane lago tab tum mere paas aanaa pirye ye deepak jalaa hai, jalaa hee rahegaa tumhaare liye

Purwaa Suhani Aayi Re

Singer: LATA MANGESHKAR, MAHENDRA KAPOOR, MANHAR

Lyrics of Purwaa Suhani Aayi Re

kahi na aaisi subahaa dekh aa.. jaise baalak ki muskaan laakh durr kahi ?? aa halki si murli ki taan gurubaani gurudwaare toh masjid se uth ti aadaa aatma aur parmatma mile jahaa yahi hai woh sthaan dholi dhol bajana taal se taal milana dholi dhola - 2 dholi dhol baajana ta ta thaiyya tak tak thaiyya taal se taal milana purwaa suhaani aayi re purwaa - 2 husno ki raani aayi re purwaa mere ruke nahi paanv naach utha sara gaanv preet pe jawani chhayi re purwaa purwa suhaani aayi re purwaa mausam ka musaafir khada raste mein na na.. o o mausam ka musaafir khada raste mein uske haathon sab kuchh luta saste mein chhoti si umariya hai lanmbi si dagariya re jeevan hai parchhai re purwaa purwaa suhaani aayi re purwaa hoi dholi dhol bajana bajana hoi taal se taal milana milana kar le kar bhi le pyar ki pooja na.. kar le kar bhi le pyar ki pooja pyar ke rang pe chadhe na rang duja kya yeh koi sapana hai mere liye apana hai baat meri ban aayi re purwaa suhaani aayi re purwaa ho meera si deewani re naachi mastaani meera si deewani re naachi mastaani tu toh pehkar gam toh aankhon mein opaani ghungharu deewane hue rishte purane hue geet mein kahani gaayi re purwa purwaa suhaani aayi re purwaa purwaa suhaani aayi re purwaa - 2 husno ki raani aayi re purwaa mere ruke nahi paanv naach utha sara gaanv preet pe jawani chhayi re purwaa purwa suhaani aayi re purwaa hoi dholi dhol bajana bajana hoi taal se taal milana milana dholi dhol bajana taal se taal milana
Back to Film List

About PURAB AUR PACHHIM Songs and Lyrics

Explore the PURAB AUR PACHHIM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for PURAB AUR PACHHIM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics