FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BARSAAT - 1995

Read available BARSAAT - 1995 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Paagal Deewana Hai

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Dil Paagal Deewana Hai

dil paagal deewaana hain ye pyar karega - ye kab dara hain duniya se jo ab darega ye pyar mein dhadaka hain ye pyar se dhadakega - 2 ye kab dara hain duniya se jo ab darega dil paagal deewaana hain ye pyar karega ye kab dara hain duniya se jo ab darega (dil takht-o-taaj ki parvaah nahi karta rasm-o-riwaaz ki parvaah nahi karta) - 2 daulat se kharidoge to inkaar karega - 2 ye kab dara hain duniya se jo ab darega dil paagal deewaana hain ye pyar karega ye kab dara hain duniya se jo ab darega (falak roke zameen roke magar hum ruk na paayenge deewaare tod ke saari hum tumse milne aayenge) - 2 mohabbat jhuk nahi sakti zamaane ke jhukaane se mohabbat mit nahi sakti jamaane ke mitaane se kehata nahi hain dil karke dikhayega toofaan mein chaahat ki shamma jalaayega ye jurm-e-vafa dil to sau baar karega - 2 ye kab dara hain duniya se jo ab darega dil paagal deewaana hain ye pyar karega ye kab dara hain duniya se jo ab darega ye pyar mein dhadaka hain ye pyar se dhadakega ye kab dara hain duniya se jo ab darega dil paagal deewaana hain ye pyar karega

Humko Sirf Tumse Pyar Hai

Singer: ALKA YAGNIK, KUMAR SANU

Lyrics of Humko Sirf Tumse Pyar Hai

Humko sirf tumse pyaar ha Humko sirf tumse pyaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Keh rahi hai dil ki bekhudi Bas tumhara intezaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Dhoonte hain hum tumko dar badar Jaane kab kahan miloge humse humsafar Dhoonte hain hum tumko dar badar Jaane kab kahan miloge humse humsafar Kaisi dooriyaan kaisa faasla Hum yahaan pe aaye sun ke pyaar ki sada Ab na tumse door honge hum Tumpe dil kya jaan nisaar hai Tumpe dil kya jaan nisaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Jaagte rahe hum to raat bhar Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar Jaagte rahe hum to raat bhar Ek lamha ek pal bhi soyi na nazar Tum nigahon mein, tum khayal mein Haal hai bura humara aise haal mein Youn to humpe na karo sitam Humko tumpe aitbaar hai Humko tumpe aitbaar hai Keh rahi hai dil ki bekhudi Bas tumhara intezaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Keh rahi hai dil ki bekhudi Bas tumhara intezaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Humko sirf tumse pyaar hai Posted By : Mastani Laila

Ishq Mein Ek Pal Ki Bhi Judaai

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Ishq Mein Ek Pal Ki Bhi Judaai

ho ho hoy rabb aisi preet hoyi na maahi aisi lagan lagi na itni bechaini dhadkan mein pehale kabhi jagi na ishq mein ek pal ki bhi judaai - 2 lagti hain ek saal (ishq mein ek pal ki bhi judaai lagti hain ek saal teri kasam tere pyar mein saajan mera huva bura haal oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal) - 2 teri kasam tere pyar mein saajan mera huva bura haal oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal chaahat mein do jahaan hum bhula baithe bhula baithe palkon pe apane hum saja baithe saja baithe duur ja ke dilruba dil nahi lagta nahi lagta jism jaan se ab juda ho nahi sakta nahi sakta raat din tadpenge jaan se jaayenge bichhadke dilbar se nahi reh paayenge aathon pehar ab jaane tamanna rehta hain tera khayaal teri kasam tere pyar mein saajan mera huva bura haal oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal o o o o mera huva bura haal hoy mera huva bura haal gujrenge tere bin ab ghadi gin gin ghadi gin gin ab jeena tere bin hain nahi mumkin nahi mumkin tu basa hain meri jaan meri nas nas mein nas nas mein tod dunga pyar mein main sabhi rasmen sabhi rasmen meri to duniya hai teri do baahon mein meri bhi manzil hain wafa ki raahon mein ek duje ki yaad bhulaake ab rehana hai muhaal teri kasam tere pyar mein saajan mera huva bura haal oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal ishq mein ek pal ki bhi judaayi lagati hain ek saal teri kasam tere pyar mein saajan mera huva bura haal oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal o o o o mera huva bura haal oy oy oy oy oy oy mera huva bura haal

Love Tujhe Love Main Karta Hoon

Singer: ALKA YAGNIK, SONU NIGAM

Lyrics of Love Tujhe Love Main Karta Hoon

--MALE- Agar koi mujhse yeh poochhe --FEMALE-- Kya? --MALE-- Main kyoon bechain rehta hoon --FEMALE-- Kyoon? --MALE-- Meri is beqaraari ki vaja kya hai, bata doon kya --FEMALE-- Kya? --MALE-- Teri adaaon pe marta hoon - 2 Love tujhe love main karta hoon Teri adaaon pe marta hoon Love tujhe love main karta hoon --FEMALE-- Tujhse bichhadne se darrti hoon - 2 Love tujhe love main karti hoon --MALE-- (Teri adaaon pe marta hoon Love tujhe love main karta hoon) - 2 Zara paas aa, mujhe kuch kehna hai - 2 Door nahin ek pal rehna hai --FEMALE-- Dekho mere itne kareeb na aao Darr lagta hai, na haath lagaao --MALE-- Hmm, main hoon tera, tu hai meri Mujhse bhi kya darrna Chhodo tum zid karna, zid karna Tujhe dekhke aahein bharta hoon - 2 Love tujhe love main karta hoon (Teri adaaon pe marta hoon Love tujhe love main karta hoon) - 2 --FEMALE-- Jab mujhe chhodke tu jaata hai - 2 Sach kehti hoon, rona aata hai --MALE-- Ishq mein aksar yeh hota hai Pyaar jo karta hai rota hai --FEMALE-- Chaahat ke saare gham seh loongi Chhodoongi duniya ko Tere dil mein reh loongi, reh loongi Tere liye sajti sanwarti hoon - 2 Love tujhe love main karti hoon --MALE-- (Teri adaaon pe marta hoon Love tujhe love main karta hoon) - 2 --FEMALE-- Tujhse bichhadne se darrti hoon - 2 Love tujhe love main karti hoon --MALE-- (Teri adaaon pe marta hoon Love tujhe love main karta hoon) - 2
Back to Film List

About BARSAAT - 1995 Songs and Lyrics

Explore the BARSAAT - 1995 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BARSAAT - 1995.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics