FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHANDA KI DOLI

Read available CHANDA KI DOLI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chanda Ki Doli

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Chanda Ki Doli

chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mei shehzadi aayi meri chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein khushiyan woh layi meri (palkon ke dar se woh aankhon ke ghar mein rahe khwaabo ko sach hone de) - 2 har ek dua mein usko hi maanga sada woh bhi mujhe maang le chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri oo oo oo o aane se uske yaha mehka hain sara sama usko toh sajda kare ab yeh zameen asmaan mujhe hain yakeen itna hasin maine kahin dekha nahi sun le jar tu yeh iltejaah hain khuda woh kaash mujhko miley... chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri oo oo oo o khwaabo, khwaabo ka aao ek ghar banaye harsu jaha hum mohabbat sajaye subah shaam ho jaa dilkaashi,raat miley shabnami ek chand jaise taaron ke dil mein pane yeh pyar aaise khile chanda ki doli mein, pariyon ki jholi mein shehzadi aayi meri Disha oo oo oo o

Deewana Tere Pyar Mein

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Deewana Tere Pyar Mein

chaandni ki na toh chahat hain chaand ki bhi na jaroorat hain tujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junnoooni asmaani paagal hu main yah deewana chahe kahe tu begaaana deewana tere pyar mein (badal hata aur tu mila roshan yeh dil ho gaya hain tu aankh se ojhak hua aur dil mera bujh gaya hain ) - 2 roshni ki na toh chahat hain na seetaro ki jaroorat hain tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junnoooni aasmaani rani paagal hu main yah deewana chahe kahe tu begaaana deewana tere pyar mein yeh ghani zulfein jara chehre se tu hata narm najuk sharmo haya sab phalko se tu gira madhoshi se tune abhi mujhko jo apn akaha hain kahamoshiya gaane lagi sannaata kehne laga hain ab kisiki bhi na chahat hain, tu bhi na jaane teri jaroorat hain tujhe chahaa tujhe teri yeh jawani hain junnoooni aasmaani rani paagal hu main yah deewana chahe kahe tu begaaana deewana tere pyar mein chaandni ki na toh chahat hain, chaand ki bhi na jaroorat hain tujhe chaaha tujhe teri yeh jawani hain junnoooni asmaani (paagal hu main yah deewana chahe kahe tu begaaana deewana tere pyar mein) - 2

Mujhe Tumse Milke Yeh Kehna Hain

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Mujhe Tumse Milke Yeh Kehna Hain

kutch baatein, unkahi, dil mein dabi reh jaati hai jo kabhi tapish, kabhi khalish aur kabhi ghutan bankar hamesha asar laati hain isiliye jo kehna hain khulke keh do warna yeh unkanhi yaadein bankar tamam umra tumhara peetcha karegi iltejha kaise tumhe ab is dil ki main sunau tumse kyon ijhaare dil main bayaa karte karte reh jaun us unkahi ne bhi kaha tha mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse - 2 chaha tumhe hain khud se bhi jyada aaj tumhe hain batana dil mein yu aana aaake na jaana yaar sada hi tum nibhana pyaar ki yeh roshni bas muhjpe tum ab lutaap aaine ki tarah aake tum aks mera ban jaao us unkahi ne bhi kaha tha mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse - 2 chehra tumhara yu jhilmilaya dil mera muskuraya aankhon ne jabse khwaab sajaya kutch bhi najar phir na aaya inteha ab ho gayi is dil ko toh aashiyana muntajar kabse hu yeh kasak meri jaaaye jaaye na iltejha kaise tumhe ab is dil ki main sunau tumse kyon ijhaare dil main bayaa karte karte reh jaun us unkahi ne bhi kaha tha mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse - 2

Rafta Rafta NAjar

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Rafta Rafta NAjar

rafta rafta nazar ho gayi bekhaba dekhta hu jidhar tu hi aaye nazar apna banale mujhe dil mein basale mujhe tu hain meri ruhe safar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar - 4 dekhta hu jidhar tu hi aaye nazar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar ho apna banale mujhe dil mein basale mujhe tu hain meri ruhe safar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar - 4 (dilbara dilruba parda hata de tu jalwa dikha de tu dil ke jahan mein shamma jala de tu rehnuma sun jara dil se na mere tu ja tere hi dhadkanon mein meri ye rehgujar)- 2 rafta rafta nazar ho gayi bekhabar - 2 (kar idhar rukh jara aaja nigaahon mein dil ki panahaon mein dhadkan ki bahon se saanson ki raaho mein naajni dilnashi dheere se aake sama ) - 2 mujh mein aaise rahe tu mujhko bhi na ho khabar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar - 4 dekhta hu jidhar tu hi aaye nazar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar ho apna banale mujhe dil mein basale mujhe tu hain meri ruhe safar rafta rafta nazar ho gayi bekhabar - 4
Back to Film List

About CHANDA KI DOLI Songs and Lyrics

Explore the CHANDA KI DOLI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHANDA KI DOLI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics