FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HAMESHAA

Read available HAMESHAA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil mujhse judaa kyoon hua

Singer: ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Lyrics of Dil mujhse judaa kyoon hua

--MALE- Dil mujhse judaa kyoon hua Yeh tujhpe fida kyoon hua Naam tera hi lene lagaa Yeh deewana sa kyoon hua Roka isse, maana nahin Tera hona tha, ho gaya Yaad teri kyoon aane lagi Jaan meri kyoon jaane lagi Aankh meri kyoon rone lagi Rooh meri kyoon gaane lagi --FEMALE-- Nagme wafa ke jee bharke gaa le Ashkon se dil ki aag bujhaa le --MALE-- Nagme sunaaoonga, jhoomke gaaoonga Tumse karoonga wafa Dil na jaane kehta hai kyoon Naam tera hi likhta rahoon Tu mujhko bas itna bataa Pyaar tera kahan main rakhoon --FEMALE-- Aankhon mein rakh le, dil mein chhupa le Mujhko churaake apna banaa le --MALE-- Apna banaaoonga, tujhko le jaaoonga Sun le meri dilrooba Raat ruk ruk ke dhalne lagi Chaand rug rug ke chalne laga Yeh rim jhim ki pehli ghataa Kyoon parvat pe chhaaya nasha --FEMALE-- Teri mohabbat bikhri hui hai Har cheez dekho nikhri hui hai --MALE-- Madhosh karti hai, jhoomke chalti hai In vaadiyon mein hawa Sun, kudrat ki dhadkan ko sun Phir chaahat ke khwaabon ko bun Pyaar mera yeh hoga na kam Main tera rahoonga sanam --FEMALE-- Sapnon ki duniya aaja basaaye Chaahat ke rangon se usko sajaaye --MALE-- Ab kaisa darrna, vaada yeh karna Milke na honge judaa Dil mujhse judaa kyoon hua Yeh tujhpe fida kyoon hua Naam tera hi lene lagaa Yeh deewana sa kyoon hua Roka isse, maana nahin Tera hona tha, ho gaya - 2

Dil Tujhpe Fida

Singer: ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Lyrics of Dil Tujhpe Fida

Back to Film List

About HAMESHAA Songs and Lyrics

Explore the HAMESHAA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HAMESHAA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics