FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HERA PHERI

Read available HERA PHERI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dhak Dhak Dhak Dil

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Dhak Dhak Dhak Dil

sun zara sun zara sun zara tu sun zara sun zara tu dhak dhak dhak dil mera dil mera dil mera karne laga ruk ruk ke dil mera dil mera tujhpe marne laga he jabse dekha maine tujhko dil mein kuch kuch hone laga dhak dhak dhak ... aa aa aa kya hoti hai ye betaabi dildaar hota hai kya tumse milake jaana maine ye pyaar hota hai kya bikhare tere aaise kesu main aah bharane laga dhak dhak dhak ... chori chori chupke chupke tune ye kya kar diya thandi thandi in saanson mein shola koi bhar diya he roko roko ye to paagal hadh se guzarane laga dhak dhak dhak ...

Jab Bhi Koi Haseena

Singer: K.K.

Lyrics of Jab Bhi Koi Haseena

(Hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm h Hm hm hm hm hm hm, hm hm hm hm) - 2 Jab bhi koi haseena dekhoon Mere dil ke taar baje baar baar Mere dil ke taar baje baar baar, oh yeah (Chhana chhan chhana na nu Chhana chhan chhana na na Chhana chhan chhana na nam Chham chham chham chhama chham) - 2 Jab bhi koi haseena dekhoon Mere dil ke taar baje baar baar Mere dil ke taar baje baar baar, oh yeah (Chhana chhan chhana na nu Chhana chhan chhana na na Chhana chhan chhana na nam Chham chham chham chhama chham) - 2 Chhana chhan chhana na nu Chhana chhan chhana na na Chhana chhan chhana na nam Chham chham chham chhama chham Marti hai mujhpe kudiyaan yeh saari Kuch to hai baat mujh mein kasam se Kya kehna mera, main aur kahoon kya Jo poochhna hai poochho sanam se Jab bhi koi haseena dekhoon Mere dil ke taar baje baar baar Mere dil ke taar baje baar baar, oh yeah (Chhana chhan chhana na nu Chhana chhan chhana na na Chhana chhan chhana na nam Chham chham chham chhama chham) - 2 Chhana chhan chhana na nu Chhana chhan chhana na na Chhana chhan chhana na nam Chham chham chham chhama chham Kyoon mere peechhe aati hai yeh sab Main bhaagta hoon in sab se bachke Dil inka leta hoon, dil inko deta hoon Dheere se, chori se, aur thoda haske Jab bhi koi haseena dekhoon Mere dil ke taar baje baar baar Mere dil ke taar baje baar baar, oh yeah, hey! (Chhana chhan chhana na nu Chhana chhan chhana na na Chhana chhan chhana na nam Chham chham chham chhama chham) - 3

Mujhse Milti Hain Ek Ladki Rozana

Singer: UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK

Lyrics of Mujhse Milti Hain Ek Ladki Rozana

mujhase milti hai ik ladaki rozaana vo meri deewani main uska deewana o ho ho ho ho mujhase milata hai ik ladka rozaana main uski deewani vo mera deewana o ho ho ho ho abhi mulakaton ki shuruaat hui hai aankhon ho aankhon mein kuch baat hui hai kab tak sharmaayegi kab tak ghabaraayegi ik din khulkar mere saamne aayegi mujhe bata degi chaahat ka afsaana mujhase milati hai ... roz roz vo mujhse kuch kehane aata hai jaane kya sochke kuch kah nahi paata hai ye pyaar ka jaadu hai uspe chal jaayega dheere dheere mujhko har baat bataayega mujhe pata hai phir bhi banata hai anjaana mujhase milata hai ...

Raatein Gayi Baatein Gayi

Singer: ABHIJIT, HARIHARAN, VINOD RATHOR

Lyrics of Raatein Gayi Baatein Gayi

raaten gayi baatein gayi jo bhi hua bhool jaa ab tu naye parivesh mein duniya nayi phir basa sooraj naya nikale agar aasaan ho uska safar kaate teri vaaris jise vo fasalen bo sakta hai aur tujhase kuch ho na ho ye tujhase ho sakta hai hamba lila hamba lilo hamba lile chukuma tukuma tukuma chukuma chukuma chile aaj ham hain kal ham nahi kal kuch bhi ho sakta hai pyaar de pyaar le ye ek daulat hai tu sabko de sakta hai aur tujhase kuch ho ... sach kah raha hai aye bekhabar kar le mera aitbaar ye zindagi nemat khuda ki milti hai bas ek baar yoon hi ise khona nahi phir baad mein rona nahi saansen teri hain ik ladi inako piro sakata hai aur tujhase kuch ho ... bangalo mein hai mahalon mein hai par neend aati nahi daulat ka ik saagar mila par pyaas jaati nahi bhookha hai jo badanaam hai santosh mein aaraam hai gar chain ho dil mein tere dharti pe so sakta hai aur tujhase kuch ho ... ye aadmi us aadmi jaisa nahi hai to kya are kuch karne ki taaqat to hai paisa nahi hai to kya jisne kaha sach hi kaha ye vaqt na ik sa raha kismat kahe mehnat se tu har daag dho sakta hai aur tujhase kuch ho ...

Uparwala Jab Bhi Deta

Singer: HARIHARAN, VINOD RATHOD, ABHIJIT, ANNU MALIK

Lyrics of Uparwala Jab Bhi Deta

paisa are money money lagta hai apna bhi time fine hai bhai note pe note chap rahele hain khushiyon ki baaraat hai paison ki barsaat hai sache ho gaye saare sapne khule naseeba yaar ke dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke kiti kiti kitna kiti kiti kitna dik taana dik taana tikna tikna sab kehte hain hello, hello saath hamaare chalo chalo sabko mujhase kaam hai duniya bhar mein naam hai bangala bhi hai gaadi bhi hai mehki mehki baadi bhi hai dene wala jab bhi ... meetha hai jal jog ka khana chappan bhog ka saaki meena jaam hai pista hai baadaam hai sej saji hai phoolon wali aane wali hai nakharaali dene wala jab bhi ... i say he he he what you got to say paris wala suit hai ye london ka boot hai haan apna bhi style hai are haathon mein mobile hai ha ha mujhko pakde are mujhko choomein aage peechhe pariyaan ghoomein dene wala jab bhi ...
Back to Film List

About HERA PHERI Songs and Lyrics

Explore the HERA PHERI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HERA PHERI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics