FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from HUM HO GAYE AAP KE

Read available HUM HO GAYE AAP KE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Abhi To Mohabbat Ka

Singer: ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Abhi To Mohabbat Ka

--MALE- Hey hey, hmm hmm, aah ha, mm hmm Eh hey, la la, hmm hmm, eh hey Aah ha, hmm hmm, hey hey, hmm hmm Hmm, hey Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai - 2 Abhi to mohabbat ka anjaam hoga Bada dil nasheen tera andaaz hai - 2 Bada khoobsurat tera naam hoga Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai Yeh aankhen, yeh palkein, yeh bindiya, yeh kaajal Yeh choodi, yeh kangna, yeh jhumke, yeh paayal --FEMALE-- Aah aah, aah aah --MALE-- Badi hi sureeli yeh aawaaz hai - 2 Isse sunke dil ko bhi aaraam hoga Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai Abhi to mohabbat ka anjaam hoga Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai Yeh masti adaa ki, yeh zulfon ki khushboo Yeh honton ki laali, yeh baaton ka jaadu --FEMALE-- Aah aah, aah aah --MALE-- Deewane sabhi tere mohtaaj hai - 2 Koi na koi tera gulfaam hoga Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai Abhi to mohabbat ka anjaam hoga Bada dil nasheen tera andaaz hai Bada khoobsurat tera naam hoga Abhi to mohabbat ka aaghaaz hai --FEMALE-- Aah aah, aah aah

Der Se Hua

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Der Se Hua

Der se hua, par pyaar to hua re - O dilruba, tune dil le liya re, ho Der se hua, par pyaar to hua re O dilruba, tune dil le liya re, ho Kya hai mohabbat, yeh mujhko bataaya In dhadkanon ko dhadkna sikhaaya Ho, bechainiyaan di mere pyaase din ko Raaton ko tune tadapna sikhaaya Mushkil bada intezaar hua re O dilruba, tune dil le liya re, ho Mere khayaalon mein aawaargi thi Chaahat mein na koi deewaangi thi Ho, kaagaz ke phoolon mein khushboo nahin thi Viraan khwaabon si yeh zindagi thi Mujhko tera aitbaar hua re O dilruba, tune dil le liya re, ho Der se hua, par pyaar to hua re O dilruba, tune dil le liya re, ho

Hum Ho Gaye Aap Ke

Singer: ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU

Lyrics of Hum Ho Gaye Aap Ke

--MALE- Ay --FEMALE-- Haan --MALE-- Aah --FEMALE-- Na na --MALE-- Mm hmm hmm, hmm hmm hmm hey Aah ha ha (Kyoon bekhudi si chhaayi hai Kyoon aag si lagaayi hai aapne) - 2 Oh hum ho gaye aap ke Oh ho ho, hum ho gaye aap ke --FEMALE-- Ho, mera hosh bhi udaaya hai Meri neend bhi churaayi hai aapne Mera hosh bhi udaaya hai Meri neend bhi churaayi hai aapne Oh hum ho gaye aap ke - 2 --MALE-- Pehle aise kabhi dil dhadakta na tha Bewajaa is tarah se yeh tadapta na tha --FEMALE-- Dard aisa kabhi bhi mujhko hota na tha Har ghadi yun mera chain khota na tha Aah, aah ha, aah ha aah aah aah --MALE-- Meri jaan pe ban aayi hai Haalat yeh kya banaayi hai aapne Ho, hum ho gaye aap ke - 2 Hey hey hey, hey hey aah haa Eh hey hey, aah haa haa haa --FEMALE-- Chori chori machalne se kya faayedaa Raaz-e-dil kholdene ka apna mazaa --MALE-- Mujhko hai meri in dhadkanon ki kasam Aap ko bhi hai mujhse mohabbat sanam Hey, hey hey, aah haa haa haa haa --FEMALE-- Is mein nahin buraayi hai Yeh baat kyoon chhupaayi hai aapne Haan, hum ho gaye aap ke Oh oh oh, hum ho gaye aap ke --MALE-- Kyoon bekhudi si chhaayi hai Kyoon aag si lagaayi hai aapne --FEMALE-- Mera hosh bhi udaaya hai Meri neend bhi churaayi hai aapne --MALE-- Ho, hum ho gaye aap ke --FEMALE-- Hai, hum ho gaye aap ke --MALE-- Haan, hum ho gaye aap ke --FEMALE-- Hmm, hum ho gaye aap ke

Ishq Hai Kya

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Ishq Hai Kya

(Ishq hai kya kuch nahin hai mohabba Kal kuch nahin, bas yahi hai haqeeqat Nazrein churaana na, yun dil jalaana na - 2 Aa mere nazdeek aa) - 2 Love me, love me just for the day - 4 (Main to haseenon ka hoon deewana Dilkash adaayein mera nishaana Dekhoon jahan main baheki jawaani Chhaane lage ek nasha) - 2 Kaise bataaoon tujhe meri haalat Kal kuch nahin, bas yahi hai haqeeqat Nazrein churaana na, yun dil jalaana na - 2 Aa mere nazdeek aa Love me, love me just for the day - 4 (Teri nasheeli aankhon se pee loon Main do ghadi to masti mein jee loon Kehti hai tere honton ki laali Aa pyaas meri bujhaa) - 2 Achhi lage mujhe teri sharaarat Kal kuch nahin, bas yahi hai haqeeqat Nazrein churaana na, yun dil jalaana na - 2 Aa mere nazdeek aa Love me, love me just for the day Love me, love me just for the day Yeah, love me, love me just for the day, c' mon! Love me, love me just for the day Just for the day!

Re Mama

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Re Mama

Hey, you and me met, remember Dekho yeh deewana maara gaya Sheeshe mein dil ke utaara gaya Haan, dekho yeh deewana maara gaya Sheeshe mein dil ke utaara gaya Kiski nigaahon mein yeh bas gaya Jaake bechaara kahan phas gaya Pyaar hua na, ay ay, re mama Dil to gaya na, haan haan, re mama Haan pyaar hua na, ay ay, re mama Haan dil to gaya na, re mama Naadaan hai tu na tujhko khabar hai Aasaan nahin yeh dil ka safar hai Mushkil badi hai yeh chaahat ki raahein Jeene na dengi yeh kamsin adaayein Zulfon ke saaye se bachke nikal Paagal anaari mere saath chal Dilbar nahin kaam hai yeh tera Tu maan le ab to kehna mera Pyaar hua na, ay ay, re mama Haan dil to gaya na, re mama Pyaar hua na, re mama Dil to gaya na, haan haan, re mama Mere labon pe hai teri kahaani Tere liye hai yeh meri jawaani Kya keh rahi hai yeh rangeen raatein Aaja kare milke chaahat ki baatein Yun mujhse daaman chhudaake na jaa Aise tu nazrein bachaake na jaa Taubaa meri tu kahan kho gaya Mere sanam, tujhko kya ho gaya Pyaar hua na, re mama Dil to gaya na, re mama Pyaar hua na, ay ay, re mama Dil to gaya na, re mama Dekho yeh deewana maara gaya Sheeshe mein dil ke utaara gaya Kiski nigaahon mein yeh bas gaya Jaake bechaara kahan phas gaya Pyaar hua na, ay ay, re mama Dil to gaya na, haan, re mama Pyaar hua na, re mama Dil to gaya na, re mama
Back to Film List

About HUM HO GAYE AAP KE Songs and Lyrics

Explore the HUM HO GAYE AAP KE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for HUM HO GAYE AAP KE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics