FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from JAANE HOGA KYA

Read available JAANE HOGA KYA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dheer Dheere Dil Ko

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Dheer Dheere Dil Ko

Dheere dheere dil ko beqeraar ki jiy Dheere dheere dil ko beqeraar ki jiye Aap bhi kisise kabhi pyaar ki jiye Aap bhi kisise kabhi pyaar ki jiye Thode din zara sa intezaar ki jiye Thode din zara sa intezaar ki jiye Pyaar hum kareinge aitbaar ki jiye Pyaar hum kareinge aitbaar ki jiye Kis kaam ki hai umr aur yeh jawaani Ishq bina hai sooni yeh zindagaani Kis kaam ki hai umr aur yeh jawaani Ishq bina hai sooni yeh zindagaani Is beqeraari to apna maza hai Tanha akele yahaan jeena bhi kya hai Jaan pe kabhi to jaanesaar ki jiye Jaan pe kabhi to jaanesaar ki jiye Aap bhi kisise kabhi pyaar ki jiye Aap bhi kisise kabhi pyaar ki jiye Hoti rahi hai sab ki har kaam poori Kuch kaam hoti yaar se bhi zaroori Hoti rahi hai sab ki har kaam poori Kuch kaam hoti yaar se bhi zaroori Bajne lage yeh pyaasi dhadkan mein sargam Aaye jawaani ka woh chaahat ka mausam Jaan-e-jaana khud pe ikhtayaar ki jiye Jaan-e-jaana khud pe ikhtayaar ki jiye Pyaar hum kareinge aitbaar ki jiye Pyaar hum kareinge aitbaar ki jiye Dheere dheere dil ko beqeraar ki jiye Dheere dheere dil ko beqeraar ki jiye Aap bhi kisise kabhi pyaar ki jiye Aap bhi kisise kabhi pyaar ki jiye Thode din zara sa intezaar ki jiye Thode din zara sa intezaar ki jiye Pyaar hum kareinge aitbaar ki jiye Pyaar hum kareinge aitbaar ki jiye Posted By : Mastani Laila

Dil Dhak Dhak Karne Laga

Singer: SHAAN

Lyrics of Dil Dhak Dhak Karne Laga

Dil dhak dhak karne lag Tere chehre pe marne laga Dil dhak dhak karne laga Tere chehre pe marne laga Maine bohat isse samjhaaya, samjhaaya, samjhaaya Par ishq yeh karne laga Dil dhak dhak karne laga Tere chehre pe marne laga Maine bohat isse samjhaaya, samjhaaya, samjhaaya Par ishq yeh karne laga Dil dhak dhak karne laga Tere chehre pe marne laga Jaane bahaar dekhe khumaar mujhe beqeraar kar de Seene mein chain, honthon pe pyaas, dhadkan mein pyaar bhar de Main to teri nazron se, nazron se, nazron se Teri jaan mein utarne laga Dil dhak dhak karne laga Tere chehre pe marne laga Mausam yeh saakh, doori ka darr mujhse saha na jaaye Aise mein yaar aa ke kareeb tanha raha na jaaye Bharke mujhe baahon mein, baahon mein, baahon mein Tu hadd se guzarne laga Dil dhak dhak karne laga Tere chehre pe marne laga Maine bohat isse samjhaaya, samjhaaya, samjhaaya Par ishq yeh karne laga Dil dhak dhak karne laga Tere chehre pe marne laga Posted By : Mastani Laila

Kutch Toh Hua Hain

Singer: SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Kutch Toh Hua Hain

Kuch to hua hai mere is dil k Kuch to hua hai mere is dil ko Aakhon se tune is ko chhua hai Kuch to hua hai tere is dil ko Kuch to hua hai tere is dil ko Tera dil deewana kahin kho gaya hai Kuch to hua hai Karwaatein le le ke raat dhal jaati hai Koyi khushboo meri saansein mehkaati hai Sanam keh rahi hai teri beqeraari Tujhpe hai chhaayi ishq ki khumaari Mujhe sab pata hai kuch to hua hai Mujhe sab pata hai kuch to hua hai Aakhon se tune is ko chhua hai Kuch to hua hai Mere in honthon ka rang udh jaata hai Dhadkano ko meri koyi dhadkaata hai Na pehle kabhi tha tera haal aisa Meri jaan chala tujhpe jadoo yeh kaisa Mujhe lag raha hai kuch to hua hai Mujhe lag raha hai kuch to hua hai Aakhon se tune is ko chhua hai Kuch to hua hai mere is dil ko Kuch to hua hai mere is dil ko Aakhon se tune is ko chhua hai Kuch to hua hai tere is dil ko Kuch to hua hai tere is dil ko Tera dil deewana kahin kho gaya hai Kuch to hua hai Posted By : Mastani Laila

Teri Mast Mast Jawani

Singer: SUKHWINDER SINGH, MAHALAKSHMI IYYER

Lyrics of Teri Mast Mast Jawani

Teri mast mast, teri mast mas Teri mast nigaahon mein Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye Rag rag mein shole bhar ke, mere dil pe qayamat laaye Teri mast jawaani chhalke, teri mast jawaani chhalke Duniya pe nasha chhaa jaaye Teri mast jawaani chhalke, teri mast jawaani chhalke Duniya pe nasha chhaa jaaye Yeh roop mera mastana, har waqt musibat laaye Rag rag mein shole bhar ke, tere dil pe qayamat laaye Meri mast jawaani chhalke Teri mast jawaani chhalke Duniya pe nasha chhaa jaaye Kaisa asar hai teri nazar mein Do teer utre seedhe jigar mein Kaisa asar hai teri nazar mein Do teer utre seedhe jigar mein Nazuk labon ko de doon nishaani Hothon se choom loon teri jawaani Yeh roop mera mastana, har waqt musibat laaye Teri badan ki khushboo chura loon Aakhon ka teri jadoo chura loon Teri badan ki khushboo chura loon Aakhon ka teri jadoo chura loon Aa ja ke teri duniya badal doon Bas jaoon dil mein, dil mein basa loon Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye Yeh roop tera mastana, har waqt musibat laaye Rag rag mein shole bhar ke, mere dil pe qayamat laaye Meri mast jawaani chhalke Duniya pe nasha chhaa jaaye Teri mast mast, teri mast mast (Teri mast nigaahon mein) 3x Teri mast mast, teri mast mast Teri mast nigaahon mein Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai Jadoo sa aisa chhaaya hai, jadoo sa aisa chhaaya hai Jadoo sa aisa chhaaya hai Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About JAANE HOGA KYA Songs and Lyrics

Explore the JAANE HOGA KYA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for JAANE HOGA KYA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics