FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KAALIA

Read available KAALIA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jabse Tumko Dekha Dekhaa Hi Karte Hai

Singer: ANTARA CHAUDHURY, ASHA BHOSLE, KISHORE KUMAR, USHA RAGE

Lyrics of Jabse Tumko Dekha Dekhaa Hi Karte Hai

jabse tumko dekha dekhaahi karate hai - tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2 tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e (duniyaa lagane lagi koi sapanoki waadi mausam pehale na tha kabhi itna gulaabi) - 2 aaj to mujhpe na jaane kaisi hai ye bekhudi l o v e l o v e l o v e jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2 tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e (jaanam jaate ho udhar kaha chhodo ye najaare aao apana najaara dekho dil mein hamaare) - 2 tum ho waha bhi yaha bhi ye kaisi jaadugari l o v e l o v e l o v e jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2 tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e (tum mil gaye to badal gaye din jeevan ke aake jaaye na bahar kabhi apane chaman se) - 2 jo bhi chaha wahi paaya apani yahi zindagi l o v e l o v e l o v e jabse tumko dekha jeete hai marte hai - 2 tumhi kuchh batalao issko kya kehate hai l o v e l o v e l o v e la la la la la - 4, (l o v e l o v e l o v e - 2)

Jahan Teri Yeh Nazar

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Jahan Teri Yeh Nazar

Jahan teri yeh nazar ha Meri jaa muzhe khabar hai Jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Bach na saka koi,Aaye kitne Lambe hai mere Haath itne Dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai Are dekh idhar yaar Dhyaan kidhar hai jahan Teri Yeh Nazar Hai Meri jaa muzhe khabar hai Kyon nahi jaani tu yeh samazta kaam nahi hai yeh tere baska Are Kyon nahi jaani tu yeh samazta kaam nahi hai yeh tere baska Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai Hosh mein aaja Dhyaan kidhar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Are Meri taraf jo utha hai tan ke Kat ke wahi haath gira badan se Saamne aaye kiska jigar hai Saamne aaye kiska jigar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye band ho mutthi cheez phisal jaye Gili Gili Gili Gili Gili Gili Chaal yeh banda aisi hi chal jaaye band ho mutthi cheez phisal jaye Dekh karishma yeh bhi idhar hai Dekh karishma yeh bhi idhar hai jahan teri yeh nazar hai Meri jaa muzhe khabar hai Submitted by: Sachin Anchan

Tum Saath Ho Jab

Singer: KISHORE KUMAR, ASHA BHONSLE

Lyrics of Tum Saath Ho Jab

Kishore:Hey Hey.. Ho.. Ho. Ho Tum Saath Ho Jab Apne Duniya Ko Dikha Denge Hum Maut Ko Jee Lenge Andaaz Sikha Denge Tum Saath Ho Jab Apne Duniya Ko Dikha Denge Hum Maut Ko Jee Lenge Andaaz Sikha Denge Maana Ki Andheron Ke Gehre Hain Bahut Saaye Are Maana Ki Andheron Ke Gehre Hain Bahut Saaye Par Gum Hai Yahan Kisko Aati Hai To Raat Aaye Hum Raat Ke Seene Mein Ek Shama Jalah Denge Tum Saath Ho Jab Apne (Asha: La La..)Duniya Ko Dikha Denge (Asha: La La..) Hum Maut Ko Jee Lenge (Asha: La La..)Andaaz Sikha Denge Hum To Hai Dilwale Khanjar Se Nahi Marte Are Hum To Hai (Asha: La La..) Dilwale Khanjar Se Nahin Marte (Asha: La La..) Hum Zulfon Ke Qaidi Hai Sooli Se Nahi Darte Sooli Ko Bhi Zulfon Ki Zanjeer Banaa Denge Tum Saath Ho Jab Apne (Asha: La La..) Duniya Ko Dikha Denge (Asha: La La..) Hum Maut Ko Jee Lenge (Asha: La La..) Andaaz Sikha Denge Aye Ahl-E-Jahaan Tumko Nafrat Ki Hai Bimaari Aye Ahl-E-Jahaan Tumko (Asha: La La..) Nafrat Ki Hai Bimaari (Asha: La La..) Bhadkaaya Karo Shole Phenka Karo Chingari Hum Pyar Ki Shabnam Se Har Aag Bujha Denge Tum Saath Ho Jab Apne (Asha: La La..) Duniya Ko Dikha Denge (Asha: La La..) Hum Maut Ko Jee Lenge (Asha: La La..) Andaaz Sikha Denge Asha: Haan Tum Saath Ho Jab Apne Duniya Ko Dikha Denge Hum Maut Ko Jee Lenge Andaaz Sikha Denge
Back to Film List

About KAALIA Songs and Lyrics

Explore the KAALIA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KAALIA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics