FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from KASOOR

Read available KASOOR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Mera Tod Diya

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Dil Mera Tod Diya

Aaah aah, aaah aah, aah aah, aah aah, aah aah aah aa Dil mera tod diya usne, buraa kyoon maanoon - 2 Usko haq hai voh mujhe pyaar kare ya na kare Dil mera tod diya usne, buraa kyoon maanoon Pehle maaloom na tha, aaj yeh maine samjha Pyaar kehte hai jisse, voh hai dilon ka saudaa Dil ki dhadkan ko bhalaa kaise koi qaid kare Yeh to azaad hai jab chaahe jahan aahe bhare Uske raste mein khadi kyoon koi deewar kare - 2 Usko haq hai voh mujhe pyaar kare ya na kare Dil mera tod diya usne, buraa kyoon maanoon Aaah aah, aaah aah, aah aah, aah aah, aah aah aah aah Saare vaadon ka bharam, pal mein voh tod gaya Gham ke jis mod pe laake voh mujhe chhod gaya Main ussi mod ki dehleez pe so jaaoongi Umr bhar uske liye ajnabi ho jaaoongi Har sitam shok se mujhpe dildaar kare - 2 Usko haq hai voh mujhe pyaar kare ya na kare Dil mera tod diya usne, buraa kyoon maanoon Buraa kyoon maanoon, buraa kyoon manoon

Kitni Bechain Hoke

Singer: ALKA YAGNIK AND UDIT NARAYAN

Lyrics of Kitni Bechain Hoke

--FEMALE- Kitni bechain hoke tumse mili - 2 Tumko kya thi khabar thi main kitni akeli Aaah haa, haa haa, haa haa, aah aah aah haa haa - 2 --MALE-- Kitna bechain hoke tumse mila - 2 Tumko kya thi khabar tha main kitna akela Aaah haa, haa haa, haa haa, aah aah aah haa haa - 2 --FEMALE-- Ke kitni mohabbat hai tumse Zara paas aake to dekho --MALE-- Kya aag hai dhadkanon mein Gale se lagaake to dekhko --FEMALE-- Bataayi naa jaaye zubaan se yeh haalat Meri jismo jaan ko tumhaari hai chaahat --MALE-- Kitna bechain hoke tumse mila Kitna bechain hoke --FEMALE-- Jo hai darmiyaan ek parda Isse jaaneman ab hata de --MALE-- Yehi faasle keh rahe hai Chalo dooriyon ko mita de --FEMALE-- Na koi tamanna hai, na koi hasrat Mujhe to sanam hai tumhaari zaroorat --MALE-- Kitna bechain hoke tumse mila - 2 Tumko kya thi khabar tha main kitna akela Aaah haa, haa haa, haa haa, aah aah aah haa haa - 2 --FEMALE-- Kitni bechain hoke tumse mili - 2 Tumko kya thi khabar thi main kitni akeli Aaah haa, haa haa, haa haa, aah aah aah haa haa - 2

Koi To Saathi Chaahiye

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Koi To Saathi Chaahiye

Ae hey, la la la, la la la, la la la, la la la, la la - 2 Badi udaas hai zindagi, koi to saathi chaahiye - 2 Ek talaash hai zindagi, koi to saathi chaahiye Aayega mujhpe bhi pyaar kisi ko Mujhko to hai yeh aitbaar Hoga mera bhi intezaar kisi ko Sach keh raha hoon mere yaar Aise naa pagal machal, dil deewane sambhal - 2 Bad hawaas hai zindagi, koi to saathi chaahiye Ek talaash hai zindagi, la la la la la la la la la la la la la Koi to saathi chaahiye Yaadon mein koi din raat sataaye Tanha kate naa yeh safar Kitna mujhe voh bechain banaaye Usko nahin hai khabar Bas mera naa chale, usko lagaa loon gale - 2 Ek pyaas hai zindagi, koi to saathi chaahiye Ek talaash hai zindagi, la la la la la la la la la la la la la Koi to saathi chaahiye Badi udaas hai zindagi, koi to saathi chaahiye Ek talaash hai zindagi, la la la la la la la la la la la la la Koi to saathi chaahiye

Mohabbat Ho Na Jaye

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Lyrics of Mohabbat Ho Na Jaye

--MALE- Hey la la la la, la la la la, la la la la la la La la la la, la la la la, la la la la la la Dekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai Meri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan --FEMALE-- Dekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai Meri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan --MALE-- Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa, haan --FEMALE-- Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa --MALE-- Dekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai --FEMALE-- Meri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan --MALE-- Bheegi bheegi alkon se, chori chori palkon se Kyoon mera sapna churaaye Jhunki jhunki ankhiyon se, dheere dheere batiyon se Kyoon mujhe apna banaaye --FEMALE-- Meri nazron pe chhaaye, khushboo ke jaise aaye Mera tan mann mahekaaye Saanson mein yeh pal pal jaane kaise halchal Kuch bhi samajh mein na aaye Sharaarat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa --MALE-- Sharaarat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa --FEMALE-- Meri hai yeh mushkil, ab to yeh mera dil Bas mein huzoor nahin hai Itna bataa de mujhe kaise samjhaaoon Tujhe mera yeh kasoor nahin hai --MALE-- Chaahe hum chaahe bhi to pehre lagaaye bhi to Kaise din raat ko roke Aag bina yeh jale, zor na koi chale Kaise jazbaat ko roke Yun chaahat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa, haan --FEMALE-- Yun chaahat ho na jaaye, mohabbat ho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa Dekha jo tumko, yeh dil ko kya hua hai --MALE-- Meri dhadkanon pe yeh chhaaya kya nasha hai, haan --FEMALE-- Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa --MALE-- Mohabbat ho na jaaye, deewana kho na jaaye Sambhaaloon kaise isko, mujhe tu bataa
Back to Film List

About KASOOR Songs and Lyrics

Explore the KASOOR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for KASOOR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics